Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Dil apne aap dharakta ha

Dil apne aap dharakta hai, dharkaya nahi jata
Ye raaz-E-mohabbat har ek ko bataya nahi jata
Agar ehsaas ho to, mohabat ko kar lo mehsoos
Ye wo jazba hai jo lafzon mein samjhaya nahi jata
Dosti key liye mohabat or khuloos hai lazim
Har haath milane walay ko dost samjha nahi jata
Bohat kam hain log jo dil mein utar jhate hain
Har rah chaltey ko apna banaya nahi jata
Koshish se badal jaati hai TaQdeerein
De kar ilzaam Qismat ko or dil ko behlaya nahi jata

466 chars (3 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

birthday message for

kabhi hamare ghar me

son daadi ap kya tv

tanhai may b tum ko chaha hay

beautiful girl is like a dir..

Wese to es ko "DAJAL"

23rd March ...

Some Funny Signboards ...

when i die bury me

Ek Pathan Bakri Lay Kr DAEWOO

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook