Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

guzarta hoa saal

guzarta hoa saal jesy bhi guzra
magar saal k akhri din
nehayat kathan hain
har ik simat lashon k ambaar
zakhmi janazon ki lambi qitarain
kahan tak koi dekh paey?

hawaon main barood ki baas
khod aman ki noha khwan hay
koi chara gar,asar e hazir ka maseeha kahan hay!

mery milnay walo
naey saal ki muskurati subh .....gar hath aey
tu milna
k jaty hoay saal ki sa,aton main
yeah bujhta hoa dil
dhadakta tu hay

muskurata nahi
DECEMBER mujhy raas ata nahi___

476 chars (3 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

dukh

Udas main tha

sajna honge ka kab uspar sawar

Na Umeedin Ki$i $e

April Fool Kya Hota Ha

raat me maza kab aata hai

nsan khud qabil-e-aitbaar na..

Purani Kahawat hai

Jab Question Paper ho out of..

Wo shakhs meri jaan bana reh..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook