Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Ishq fanaa ka naam hain

Ishq fanaa ka naam hain ishq mein zindagi na dekh
Jalwa-e-aftaab ban zarre mein roshni na dekh

Shauk ko rehnuma bana jo ho chuka kabhi na dekh
Aag dabi huii nikaal, aag bujhi huii na dekh

Tujko khuda ka wastaa tu meri zindagi na dekh
Jiski sahar bhi shaam ho, uski dard bhari raat na dekh.

299 chars (2 sms)
(Not Rated Yet)
 

Hottest SMS Messages this week

Mai Shayar Nahi Jo

Masjid ki deewar pe

Sardar to doctor:

Osama asked

''Aap k haath mein Mobile hai,

''Tumhari Kanjoosi Dil Ko Ba..

Man , Mistri G ,

Captain:Naujawanon come fo..

aadmi k left hath

Phone na kia karu DEAR

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook