Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
"Yeh na socho k ALLAH dua foran qabool kyun nahi karta,
yeh shukar karo k ALLAH hamaray gunaahon ki saza foran nahi deta..."

(Hazrat Ali)

no likes.

Posted on May, 25 2015 05:55:31 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
kisi ki madad kartay waqt us k chehray ki janib mat daikho, ho sakta hay us ki sharminda ankhain tumharay dil main gharur ka beej bo dain.

(Hazrat Ali)

no likes.

Posted on May, 25 2015 05:57:07 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
4 Batain Ilm Ka Nichor Hain,

1.) ALlah Ki Itni Ebadat Karo Jitni Tumhain ALLAH Ki Zaroret Hay.
2.) ALlah Ki Nafermani Itni Karo Jitna Allah K Azaab Per Saber Ker Saktey Ho..
3.) Dunya K Liye Itna Amal KAro Jitna K Tumhain Dunya Mian Rehna Hai,,
4.) Aakhrat K Liye Itna AMal Karo Jitna K Tmhain Wahan Rehna Hain....!!!

(Hazrat Ali)

no likes.

Posted on May, 26 2015 01:21:09 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Kisi ne Hazrat ALI R.A se poocha:

"Dost aur bhai main kya farq hai?"

Aap ne farmaya:
"Bhai sona (Gold) hai aur dost heera (Diamond) hai."

Us aadmi ne kaha:
"Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyon tashbeeh di?"

To aap ne farmaya: "Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke heeray main aik darar aa jaiy to woh kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta.'

no likes.

Posted on May, 26 2015 01:33:34 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Ehsaan insan ko ghulam bana leta hai magr ehsaan jatlana ehsaan ko brbad kar dalta hai.
MOLA ALI(A.S)

no likes.

Posted on May, 26 2015 01:55:38 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Log pyar ke liye hote hain aur cheeze'n estamal ke liye...
baat tab bigarti hai,
jab cheezo'n se pyar kiya jaye aur logo'n ko estamal kiya jaye...!!!

HAZRAT ALI (A.S)

no likes.

Posted on May, 26 2015 01:58:12 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Dunya me kbhi kisi

achy insaan ko talaash

mat kro

Bal k

Khud achy ban jao,

Ho skta hy k

Tmhary is amal sy

kisi aur ki talaash

khatam ho jaye ...

Hazrat Ali R.A

no likes.

Posted on May, 26 2015 02:03:50 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
5 Chezo Ki 5 Jaga Per Hifazat KRNA

1.Mehfil Me Zuban Ki
2.Bazar Me Ankh Ki
3.Namaz Me Dil Ki.
4.Dastarkhwan Me Pait Ki.
5.Nigah Men Haya Ki...

Hazrat ALI(A.S)

no likes.

Posted on May, 26 2015 02:18:44 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Log Tumhari Aqal Se
Tmhaari Shakhsiat Ka
Wazan Karty Hain
Lehaaza

Tum
Apni Aqal Ka
Wazan Elm Se
Barhao.

(Hazrat ALI R.S)

no likes.

Posted on May, 26 2015 02:49:12 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
3 kaam kisi ke dil mein aapki izzat barhatey hein

1. Salaam karna
2. Kisi ko jagah dena
3. Asal naam se pukarna

Hazrat Ali (A.S)

no likes.

Posted on May, 26 2015 02:50:21 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Golden Words
Jab Insaan Ki Aqal Mukammal Ho Jati Hai
Tou Us Ki Guftuguu Mukhtasir Ho Jati Hai "
Hazrat Ali (R.A)

no likes.

Posted on May, 26 2015 02:51:23 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Jab Tumhain
Khushiyan Milne Lagen
To 3 Cheezon Ko Kabi Na Bhulana
1-ALLAH Ko
2-Uski Makhlooq Ko
3-Apni Asliyat Ko

HAZRAT ALI(R.A)

no likes.

Posted on May, 26 2015 02:54:20 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Salam E Subh,Mujhy Sharam Aati Hai,
K Insano K Jaagny Sy Pahlay
"Parindey" Jaag Jatey Hein..

(Or Ziker-e-Khuda Mai Masroof Ho Jatey Hein)

Hazrat Ali (R.A)

no likes.

Posted on May, 26 2015 02:55:25 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
azrt Ali R.A

Se Ek Shakhs Ne Pocha
Main B0ht K0shish Krta Hun Namaz-E-Fajr Parhun
Mgr Uth Nhi Pata

Hazrt Ali R.A Ne Frmaya:
Ye Nend Ki Wja Se Nhi
Balky Tum Sary Din J0 Gunah Krty H0
W0 Tumhri Gardanon Me Toq Hathon Me Hathkari
0r Paon Me Beri Bn Kr Tumhy Uthny Nhi Dety
T0ba Kr K Soya Kro.

no likes.

Posted on May, 26 2015 02:57:32 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Jo kisi daulatmandd kay saamny aa kar us ki

daulat ki waja se jhuk gya, us ka do tihai deen rukhsat

hua.

(Hazrat Ali)

no likes.

Posted on May, 26 2015 02:58:45 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Tmhari Niyat Ki Pemaish Us Waqt Hoti Hy
Jb Tu Ksi Aise Shakhs K 7
Bhalai Kro Jo Tmko Kuch B Ny De Sakta.

Hazrat Ali (R.A)

no likes.

Posted on May, 26 2015 03:00:02 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Dost K Saath Kabhi Bhi Aisi Laraai Mat Karna

K

Laraai Jeet Jao Or Apne Behtreen Dost Ko Haar Jao

Hazrat Ali (R.A)

no likes.

Posted on May, 26 2015 03:46:54 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Dunya ka jo hissa tumhary hath aaye, usy lay lo

aur jo tum se roo-gidani kary tum bhi us se moonh

mor lo.

(Hazrat Ali)

no likes.

Posted on May, 26 2015 03:53:26 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Koshish karo ke tum dunya mein raho
dunya tum mein na rahey kyun ke
kashti jab tak paani mein rehti hai khoob terti hai
lekin jab paani kashti mein ajaye to woh doob jati hai
Hazrat Ali (A.S)

no likes.

Posted on May, 26 2015 03:56:53 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Apni zubaan ki taizi uss maa par mat aazmao
jis ne tumhein bolna sikhaya
Hazrat Ali (A.S)

no likes.

Posted on May, 26 2015 03:59:31 PM