Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kasrat kalam se logon k kan ukta jate hain aur ziyda sawal karne se insan mehroom rhta hai hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 13 2015 07:12:17 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik bat me han me han milana munafkon ki khaslat aur har bat me ikhtalaf karna mojib dushmani aur bais adawat hai.

no likes.

Posted on March, 13 2015 07:13:40 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ziyada khamosh rahne se sanjeedi aur waqar hasil hota hai. Aur bahut bakwas karne se shak aur aar la haq hoti hai

no likes.

Posted on March, 13 2015 07:14:59 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bar bar jitlane se neki barbad ho jati aur ziyada jhot bolne se fitne aur museebaten pesh ati hain hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 13 2015 07:16:45 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ziyda kushada peshani rahna sakhawat aur mal kharchne ki alamat aur bahut bahane pesh karna bukhal ki nishani hai.

no likes.

Posted on March, 13 2015 07:18:10 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Rahe ka aksar theek aur darust hona kamal aqal ka pata btata hai aur us ka ziyada tar galt nikalna kamal nadani ki khbar deta hai

no likes.

Posted on March, 13 2015 07:20:10 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Fazool arzoun aur behoda umangon ki kasrat fasat o jahal ki nishani aur ziyada sawal karna logön k malal ka mojab hai

no likes.

Posted on March, 14 2015 01:16:22 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kasrat e tamh qilat e warah ka unwan aur kasrat k sath gunahon se bachna kamal warah ka nishan hai.

no likes.

Posted on March, 14 2015 01:17:30 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kasrat e haya admi k emaan ki daleel hai aur kasrat se sawal karna insan k lye mahroomi ka bais hai. . . . . . . ,

no likes.

Posted on March, 14 2015 01:19:08 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ziyada hansna bi mahromi ka mojab aur sanjidgi aur waqar ka dushman hai. Kasrat bukhal aib ka bais hai.

no likes.

Posted on March, 14 2015 01:20:52 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ziyda jhot bolne se admi ki izat aur abro barbad ho jati aur ziyada dil lagi aur mazak karne se admi ki haibat chali jati hai.

no likes.

Posted on March, 14 2015 01:22:09 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kasrat adawat dil k rang aur taqleef ka mojab aur zayiada uzar paish karna qasoor ki barai ka bais hai.

no likes.

Posted on March, 14 2015 01:23:32 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ziyada maqroz hona aisi bala hai k us ki waja se rast go admi jhota ho jata aur wada pora karne wal wada khilafi karne lagta hai.

no likes.

Posted on March, 14 2015 01:25:04 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kasrat e sakhawat aisi umda sifat hai k us ki badolat bahut se log dost ban jate hain aur dushman bi sedhe aur darust ho jate hain.

no likes.

Posted on March, 14 2015 01:26:31 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4797 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Jab Meri Dua Qabool Hoti Hai To Me Khush Hota Houn, Kay Meri Marzi Puri Hogai, Aor Jaab Meri Dua Qabol Nahi Huti To Me Aur Ziada Khush Hota Hon Kay, Yeah Mere Allah Ki Marzi Thi
Hazrat ALI (R.A)


no likes.

Posted on March, 14 2015 06:17:04 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kasrat e ghazab insan ko aib aur dhabaa lagati aur us ki buraion aur ayab ko zahir karti hai. . . . . . . .

no likes.

Posted on March, 17 2015 06:58:18 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kasrat e hirs harees ko ranj o taqleef me dalti aur us ko zaleel o khawar bana deti hai hazrat ali r.a. . . . . . .0.

no likes.

Posted on March, 17 2015 06:59:49 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kasrat e maal dil ko kharab karti aur bahut se gunahon me phansati hai. Hazrat ali razi Allah ho anhu. . . . . .

no likes.

Posted on March, 20 2015 06:36:24 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ghaza ziyada khana hirs ki nishani aur hirs tamam aaibon se bharh kar bara aib hai hazrat Ali razi Allah ho anhu

no likes.

Posted on March, 20 2015 06:37:53 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3824 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ziyada ataab karna darustgi k muamle me kharabi dalta aur ziyada mulamat karna ahbab k dilon ko mutnafar aur un k qloob ko matawish kar deta hai.

no likes.

Posted on March, 20 2015 06:39:46 AM