Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Hamaqat k siwa har aik qisam ki muhtaji ka tadaruq aur badkhulqi k siwa har aik marz ka ilaaj ho sakta hai.

no likes.

Posted on March, 04 2015 07:46:10 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik makhlooq ko wo amoor pesh ate hain jo use maloom nai. Aur har aik shakhs apxn amaal ka badla pae ga.

no likes.

Posted on March, 04 2015 07:47:46 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bhai ye topic me ne sirf hazrat ali k aqwaal k lye banaya hai k yahan pe sirf aur sirf in k aqwal hi post kiye jaen kuch bi nai

no likes.

Posted on March, 04 2015 10:06:06 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik qanait ikhtiyar karne wala afeef aur khuda ta'la k siwa har aik zoor awar zaaif hai hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 05 2015 07:21:46 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khuda ta'la k siwa har aik malik dar haqeeqat halooq aur yaqeeni amoor b siwa sub baaten zani aur mashkooq hain.

no likes.

Posted on March, 05 2015 07:23:22 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khuda ta'la k siwa har aik malik goya mutalam hai. Aur ilam k siwa har aik cheez kharch karne se kam ho jati hai.

no likes.

Posted on March, 05 2015 07:25:02 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khuda k siwa har aik qudrat rakhne wala aajiz us ki zaat babarkat k samne sub posheeda chezein zahir aur tamam makhfi israr is par khule howe munkashf hain.

no likes.

Posted on March, 05 2015 07:27:31 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik cheez Allah ta'la k samne ajzi karti aur har aik cheez us ki zaat se darti hai

no likes.

Posted on March, 05 2015 07:29:04 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khuda ta'la k siwa har aik ghalib maqhloob aur us k siwa har aik talab gaar dar asal matloob hai hazrat Ali r.a

no likes.

Posted on March, 05 2015 07:30:47 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Islam k asol k siwa har aik cheez idhar udhar jukh jati hai. Agar to fikar o gaur kare to har aik din se tujhe ibrat hasil hoti hai.

no likes.

Posted on March, 05 2015 07:32:30 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jis cheez ka zahir karna acha aur mufeed na ho go us k posheeda rakhne ki babat na kaha jae magar wo amanat hi hai.

no likes.

Posted on March, 05 2015 07:34:05 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik wo cheez jis par admi iktafa kare wo kafi aur jo cheez miana rawi se barh jae wo asraaf aur fazool kharchi me dakhil hai.

no likes.

Posted on March, 05 2015 07:35:53 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Dunia k har aik tarah ki dolat mandi dar haqeeqat tagdasti aur muflasi hai. Dunia ki tmam bojh aur musaib qaniah aur af3ef shakhs par asan aur khafef hain

no likes.

Posted on March, 05 2015 07:38:17 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik aisi cheez jo bala tawaqif de di jae.wo intazar ka muqabla karti aur har aik mojal cheez kal parson ka wada karne se muatal o bekar ho jati hai.

no likes.

Posted on March, 05 2015 07:40:26 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik shakhs jo kuch bota hai wo hi kaata aur har aik apne kiye ka badla pata hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 05 2015 07:42:08 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Us dushman se mat daro jo tanahi me tum par waar kare magar us dost se daro jo mahmfil me tumhari izat pe waar kare

no likes.

Posted on March, 05 2015 09:46:18 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Akhrat ki har aik cheez bad nisbat sunne k dekhne me buri maloom ho gi aur dunia ki har aik shahe ba nasibat dekhne k sunne me bari maloom hoti hai

no likes.

Posted on March, 06 2015 06:37:17 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jablat aur sarshat k badlene k siwa har aik cheez ki tabdeeli ho sakti hai. Har aik cheez aqal ki muhtaj aur aqal adab ki muhtaaj hai.

no likes.

Posted on March, 06 2015 06:39:17 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Azaab e dozakh k siwa tamam museebaten khafeef aur kam hain .bal keh is k muqabil sub ki sub aafiyat o aram ki manid hain

no likes.

Posted on March, 06 2015 06:42:51 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Har aik shakhs apni dili arzowon ka talab gar rahta hai aur maut us kitalash mein lagi rahti hai aur akhir us ka shikar hojata hai

no likes.

Posted on March, 06 2015 06:44:29 AM