Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Tumhari woh khamoshe jis ke baad tumsey baat karney ke khawahish paida ho jaiey,tumharey uss kalam sey behtar ha jis ke baad tumko khamosh kar diya jaey.

no likes.

Posted on May, 23 2015 07:35:37 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Insan ka apne Dushman s inteqam ka sb sy acha tariqa ye he k wo apni khubiyon me izafa kre 'Hazrat Ali (a.s)

no likes.

Posted on May, 24 2015 05:10:45 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
-Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye".

no likes.

Posted on May, 24 2015 05:11:52 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Kisi ne Hazrat ALI a.s se poocha:
"Dost aur bhai main kya farq hai?"
Aap ne farmaya:
"Bhai sona hai aur dost heera hai."
Us aadmi ne kaha:
"Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di?"
To aap ne farmaya:
"Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke heeray main aik darar aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta.'

no likes.

Posted on May, 24 2015 05:25:33 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Ager kisi ka zaraf azmana ho to usko ziada izat do
Wo ala zaraf hoa to ap ko or izat day ga
or kam zaraf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga

no likes.

Posted on May, 24 2015 05:28:13 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat ALI a.s Ka Frman Hy:-
"Bura Dost Aag Ki Manind Hy"
"Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega"
"Or Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega"

no likes.

Posted on May, 24 2015 05:29:17 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat Ali (R.A) ka farmaan e Mubarak hai ke Aazmaye Hue Ko Azmana Bewakufi He.

no likes.

Posted on May, 24 2015 05:30:48 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Logon Ki Zaroraton Ka Tum Se Wabasta Hona Tum Per ALLAH Ki Enyat Hai.Imama Hussain (A.S)

no likes.

Posted on May, 24 2015 05:31:49 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat ALI a.s ne eid k din ro ro k bura haal kar liya.Naye kapre na pehne aur sookhi
roti khane lagey. Kisi ne poocha k aaj to EID hai aap ne koi tayyari nahi ki. Aap ne farmaya k eid to unki hai jinko ALLAH SUBHAN-A-HU-WA TAALA ne muaf kar dia

no likes.

Posted on May, 24 2015 06:10:18 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Apne Dushman Ko 1000 Dafa Moqa Do K Wo Tumhara Dost Ban Jaaye Per Apne Dost Ko 1 Bhi Moqa Na Do K Wo Tumhara Dushman Banay

no likes.

Posted on May, 24 2015 06:15:47 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota houn k is main meri marzi hai aur Jub kabol na ho tu mein aur khus hota houn
k ye ALLAh ki marzi hai

no likes.

Posted on May, 24 2015 06:26:37 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT
aisi cheezain hain jin k milnay say log
badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain( Hazrat ALI a.s )

no likes.

Posted on May, 24 2015 06:28:15 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, to tum use door se dekh rahe ho, Ya phir gharoor se dekh rahe ho

no likes.

Posted on May, 24 2015 06:29:41 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho. [HAZRAT ALI (a.s)......I realy like this

no likes.

Posted on May, 24 2015 06:32:57 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
sab se bara gunah wo he jo karne walay ki nazar me chota ho ( Hazrat ALI a.s )

no likes.

Posted on May, 24 2015 06:34:47 PM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat Muhammad (S,A.W.W.) said
“Jo shakhs dastar khawan se
khanay k Giry huy Tukry
Utha KR Khay Ga
wo khabi Tang das nahi ho Ga, us ki olad or olad ki olad kam aqli say mehfooz rehti ha”
REFERENCE
(Adab-e-Taam).

no likes.

Posted on May, 25 2015 10:42:51 AM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
‘Jab Tumhara Dil Gunah ke Kamon mein Lagna Shuro ho Jaye to Yeh is Baat ki Daleel hai ke Tumhara Rab Tum se Naraz hai…’
Hazrat Ali (Razi Allah ta-ala Anho)

no likes.

Posted on May, 25 2015 10:43:57 AM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Insan Khud Azeem Nhi Hota Bal’K UsKa Kirdar Azeem Hota He,
Hazrat Abu Bakar Siddiq R.Z

no likes.

Posted on May, 25 2015 10:45:23 AM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Ghuse Ki Halat Men Insaf Krna Mushkil Hota he,
Hazrat Umer Farooq R.Z

no likes.

Posted on May, 25 2015 10:46:43 AM

Awais148


Age: 30 Male
4067 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Zindgi Ka Koi Maqsad Banalo Phir Apni Sari Taqat Us k Husool Pr Lagado Tum Zaror Kamyab Hojaoge, Hazrat Usman Ghani R.Z

no likes.

Posted on May, 25 2015 10:48:33 AM