Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut se bad bakht aise hain k un ki maut un k sar par aa punchi aur wo rozi ki talash me mare mare pherte hain

no likes.

Posted on March, 07 2015 07:41:33 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut se ghuse aise hain k un k mutabir amal karne se wo un se kai darje barh kar ziyada sakht khof nak hote hain

no likes.

Posted on March, 07 2015 07:43:03 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut si gumrahi ki baten aisi hain jin k saboot me ahmaq log aayat e quran majeed ko pesh kar k un ki umda sorten dkhte hain

no likes.

Posted on March, 07 2015 07:44:42 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jis tarah k log jhote tanbe k ropoan par chandi ka malmah charha kar un ko rawaj dete hain. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 07 2015 07:46:19 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut se log aise hain k dunia me dosre log un ki nematen aur khush hali dekh kar us par raksh karte hain.

no likes.

Posted on March, 07 2015 07:50:00 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Magar wo akhrat me barbad aur halaq hone wali jmat me shamil hun ge.
Jo shakhs dunnya me mashgol hai wo akhrat k kam kaise kar sakta hai

no likes.

Posted on March, 07 2015 07:51:50 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut se past darja log aise hain k hussan ne khulaq k badolat wo buland madarik par punch gai.

no likes.

Posted on March, 07 2015 07:53:33 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bahut se aali martaba ashkhas aise hain k hamakat ki waja se nahayat neche gir gae hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 07 2015 07:55:03 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shkhs lalach ka banda aur gulam ho wo parheez gar kiun kar ho sakta hai . Hazar ali razi Allah ho anhu

no likes.

Posted on March, 07 2015 08:08:05 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shakhs peait bhar kar khaya kare us ki fikar aur rahe kis tarah theek aur saf ho sakti hai.hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 07 2015 08:09:43 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jis shakhs par nafsani khawshen galib aa jaen wo aakhrat k azaab aur dunia ki afton se kaise chutkara pa sakta hai

no likes.

Posted on March, 07 2015 08:12:49 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jab wo khud rahna hi ghafil aur bekhabar ho to us k zarye se gumra log kiun kar rah per aa sakte hain.

no likes.

Posted on March, 08 2015 06:11:19 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo ashkhas thore maal par qanaat na karen wo apne nafas ki islah kiun kar kar sakte hain.

no likes.

Posted on March, 08 2015 06:12:52 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shakhs Allah ta'la k azab se bhagna chahye wo is se kiun kar bach sakta hai.. . . . . . . . . . . .

no likes.

Posted on March, 08 2015 06:14:43 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ju shakhs Allah ta'la k azab se bhagna chahe wo us se kiun kar bch sakta hai. Aur jis shakhs ki maut talab gar ho wo us se kis tarah salamat rah sakta hai

no likes.

Posted on March, 08 2015 06:16:59 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jis shakhs ki hifazat ka khuda e pak zamin hai wo kis tarah zayah ho sakta hai. Hazrat Ali razi Allah ho anhu

no likes.

Posted on March, 08 2015 06:19:02 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Insan us umer par kis tarah khush hota hai jo ghanton k guzarne se ghatti jati hai .hazrat ali razi Allah ho anhu

no likes.

Posted on March, 09 2015 06:41:46 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Is jisam k salamat rahne par kiun kar maghror hota hai jo jahan bhar ki afton ka nishana hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on March, 09 2015 06:46:12 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shakhs apne ap ko nafsani khawahshon se na hatae wo ibadat ki lazat kaise pa sakta hai aur jis shakhs ka dil dunia par aashiq ho wo pasndeda kam kiun kar bja la sakta hai

no likes.

Posted on March, 09 2015 06:48:06 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3828 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shakhs akhrat ki qadar na jane wo dunia se be raghbat kaise ho sakta hai. Aur jo shakhr be dhark ho kar jhoti qasmen khae wo Allah k azab se kis tarah bach sakta hai.

no likes.

Posted on March, 09 2015 06:49:57 AM