Search SMS
e.g. faraz, sardar, etc.

Kuch na kuch to zaroor hona hai,

Kuch na kuch to zaroor hona hai,
Saamna aaj unse hona hai,

Todo, phenko,rakho, karo kuch bhi,
Dil humara hai kya khilona hai,

Zindagi aur maut ka matlab,
Tumko paana hai tumko khona hai,

Itna darna bhi kya hai duniya se,
Jo bhi hona hai woh to hona hai,

Uth ke mehfil se mat chale jaana,
Tumse roshan yeh kona kona hai.

336 chars (3 sms)
(Rated 5 Stars - 1 votes)
 

Hottest SMS Messages this week

Teacher:what is

Nud gight!

Khul Ke Barse Rooh

Intazar ki Gariyaan khatam

Latest News On GeO

The day will come

if someone throw

jaatey jaatey wo

Abhi who dard

Love is magical

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook