Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazar Mokay Do Apne Dushman Ko Ke Jisse Woh Aap Ka Dost Ban Jai. Mager 1 Bhe Moqa Na Do Apne Dost Ko Ke Woh Aap Ka Dushman Ban Jae. (Hazrat Ali R.A)

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:17:52 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Insan Bhi Kitna Ajeeb Hi,Jab Kisi Cheez Se Darta Hi Tu Uss Se Door Bhagta Hi, Lakin Jab
ALLAH
Se Darta Hi Tu Us K Aur Ziada Nazdeek Ho Jata Hi
(HAZRAT ALI)

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:20:01 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
“Jin ko sajdon main roney ki aadat ho, Wo kabhi kismat per roya nahi karte.”
HAZRAT ALI (R.A)

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:21:34 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Zindagi ki ASAL ” khoubsurti” ye nahi k aap kitne khush hain; zindagi ki asal “khoubsurti”
to ye hai k Dosray aap se kitne khush hain.
Hazrat ALI R.A

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:23:06 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat Ali (A.S) Ne Farmaya:

Jisne Kisi Ko Akele Me Nasihat Ki
Usne Usse Sanwar Dya.

Or Jisne Kisi Ko Sb K Samne Nasihat Ki
Usne Usko Mazed Bigar Dya.

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:26:41 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat Ali (A.S) Irshad Farmatay Hain K
“Dushman Chahe Jitna B Acha Dost Ban Jae,

Usper Aitbar Na Karna,
Q K

Pani Ko Chahe Jitna Bi Garam Karlo,
Aag Bhujane K Liye Kafi Hota Hai.”

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:28:13 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Azan hoti thi to Hazrat Ali R.A kanpnay lagte thay or unka rang lal hojata tha,

kisi ne pocha: ye kya majra hai jab azan hoti hai ap kanpnay lagte hain!

Apne farmaya: Itni bari hasti ka bulawa huwa hai pata nahi main uska farz thek tarah se ada kar skunga ya nahi.!

HAZRAT ALI ko zindagi main he Jannat ki khabar mili lekin phr bhi unhen ALLAH ka itna khof tha!

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:30:02 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Main Apne Baron Ka Eht'ram Is Liye Krta Hn
K Un Ke Sawab Mujh Se Zyada Hain
Aur Apne Choton Ke Eht'ram Is Liye Krta Hn
K Un Ke Gunah Mujh Se Kam Hain.

(Hazrat Ali)

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:31:43 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Wo Log kisi k Nhi hoty
Jo
Dost or Rishty ko"Libas" ki tarha badlty hain.Maula Ali (A.S)

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:34:05 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Chahay Apni Har Cheez Dost
Kay Liye Qurbaan Kardo..

Par Kisi Cheez Kay Liye
Apne Dost Ko Qurbaan Nahi Karna..

HAZRAT ALI(R.A)

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:36:56 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
“Agar Tum Ko Yaqeen Hay
K Tumhara Razik ALLAHA Ha
To Phir Rizk Na Talash Karo
Bulke Us RUB Ko Talash Karo
Jis K Pas Tumhara Rizk Ha..!”

Hazrat Ali (R.A)

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:39:09 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
YAHODI Ne HAZRAT ALI Se Kaha
K Tumhara ALLAH Nazar Q Nahi Ata

To HAZRAT ALI Ne Kaha:
K Tum SORAJ Ko Dekho

Tu Usne Kaha K:
Main Is Ko Nahi Dekh Sakta

To HAZRAT ALI Ne Kaha K:
Tum SORAJ Ko To Dekh Nahi Skty
To SORAJ Banany Waly Ko Kese Dekh Sakty
Ho

“SUBHAN ALLAH”

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:45:02 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
“Kabhi Apne Dost Ki
Sachaai Ka Imtihan Na Lo
Kya Pata Us Waqt Wo Majboor Ho
Or Tum (Ghalat Fehmi Mein)
Aik Acha Dost Kho Betho.”
Hazrat Ali (AS)

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:47:02 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
“Agar tum Mout ki Raftar ko Dekh
Laity to tum Zaroor Ummeedo’n
Or Umango’n Sy Nafrat krty
Or hrgiz in Me Maghroor Na hoty”

HAZRAT ALI (R.A)

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:48:52 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
jab me chahita hoon k khuda Mujh se bat kare to me Quran perhta hoon aur jab me chahita hoon k Me khuda se bat keroon to Me Nimaz Perhta hoon (IMAM ALI A.S)

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:57:03 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Tum acha karo aur zamana bura samjhay, yeh tumharay haq mai behter hai bajaye is k tum bura karo aur zamana tum ko acha samjhay.

(Hazrat Ali)

no likes.

Posted on May, 25 2015 04:59:35 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Jub tum dunya ki muflisi se tung aajao aur rizq ka koi rasta na niklay Tu sadqa de ker ALLAH se tijarat karo.

(Hazrat Ali)

no likes.

Posted on May, 25 2015 05:01:15 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Duniya Tumhain Us Waqt Tak Nahi Hara Sakti Jab Tak Tum Khud Se Na Haar Jao.

(Hazrat Ali)

no likes.

Posted on May, 25 2015 05:11:32 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Insan Gunah Kerne Ki Waja Se Jahanum Mein Nhi Jata Bal Keh Gunah Per Mutmaen Rehny Aur Tauba Na Krney Ki Waja Se Jahanum Mein Jata Hy.

(Hazrat Ali)

no likes.

Posted on May, 25 2015 05:12:59 PM

Awais148


Age: 30 Male
4307 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
Jo tumhain khushi mein yad aaiy, samjho tum us se muhabbat kartey ho or jo tumhain gham mein yad aaiy to samjho woh tum se muhabbat kerta hay.

(Hazrat Ali)

no likes.

Posted on May, 25 2015 05:17:30 PM