Forums > Poetry / Ghazal Corner > Mujhse pocha bahaaro ne
maryprincess60


Age: 36 Female
4800 days old here
Total Posts: 202
Points : 138

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Mujhse pocha bahaaro ne (closed)
Mujhse pocha bahaaro ne
kahan gaya tera humsafr......??
tujhay to bara naaz tha us pr
ye sun kr me muskura diya.....
or usay ye batla diya......
milna qismat me tha
bichrna naseeb tha.........
wo itna door ho gaya mujhse
jitna mere qareeb tha......
meri ye mohabbat hai...
jo ab tk us k saath hai
wo nahi paas mere
bs itni c baat hai..................





no likes.

Posted on March, 07 2011 01:17:13 PM


owaisahmed55


Age: 36 Male
4826 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Uski Yaad ki Baad-e-Saba mein, Aur tu kya hota hoga
Yunhi Mere Baal hain Bikhrey Aur Bikhar Jatey Hungey

no likes.

Posted on January, 30 2012 09:17:18 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4803 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Na Koi Daikh Le Tuj Ko Meri Aankhon Ke Raste Se
Teri Masoom Si Sorat Chupaye Dil Mai Betha Hon

no likes.

Posted on January, 31 2012 10:12:25 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4803 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Iskadar Betabi Na Bada, Yeh Berukhi Hai Sanam
Mujhe Tu Is Jaha Se Le Ja, Is Pyaar Ka Sahara Ban

no likes.

Posted on January, 31 2012 10:13:02 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4803 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Aisay He Nahi Roz Falak Daikhta Tuj Ko
Chehra Hai Tera Chand Sitaray Teri Aankhain

no likes.

Posted on January, 31 2012 10:13:41 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4803 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Mohabat Mein Yeh Tanhai, Mohabbat Mein Aam Hai
Gudgudata Mitha Yeh Ahesas, Mujhe Karta Badnam Hai

no likes.

Posted on January, 31 2012 10:14:21 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4826 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Kuch Raat ki aankhen beghi thien,
Or kuch chand b rutha rutha tha.
Kuch yaaden Uski baki thien,
Kuch Dil b tuta tuta tha,
Kis mor pe bichre yaad nahi,
Or honto pe koi faryad nahi,
Us wade ki b khabar nahi,
Wo sacha tha ya jhota tha,
Har lamhe aahen bharte hain,
Na jite hain na marte hain,
Bs 1 dua ye karte hain,
Wo lout k wapis aajaye,
Wo lout k wapis aajaye.

no likes.

Posted on February, 04 2012 10:45:18 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4826 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
teri baatain hi sunane aaye

dost bhi dil hi dukhane aaye

phool khilte hain to hum sochte hain

shayad tere aane k zamane aaye

aisi kuch chup si lagi ha jese

hum tujhe haal e dil sunane aaye

ishq tanha ha sar e manzil e gham

kon ye bojh uthane aaye

ajnabi dost hamain daikh k hum

kuch tujhe yaad dilane aaye

so raho maut k pehloo main faraz

neend kis waqt najane aaye

no likes.

Posted on February, 04 2012 10:46:28 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4826 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Kis nay kaha hai kay sufaid rang main wafa hoti hai....

Dost...

Agar sufaid rang main wafa hoti to aj namak zakhmon ki dawa hota....

no likes.

Posted on February, 04 2012 10:48:37 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4826 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Aik aansu meri palkon pe numanyan hi sahi
Laog kehtay hain charaghaan to charaghaan hi sahi
Hum ne har daor mein raaton se baghawat ki thi
Aaj pabandi-e-aaien shabistaan hi sahi
Meri taqdeer mein phoolon ka tassawur bhe mahal
Koi gulshan bakaf-o-khuld badamaan hi sahi
Mujh pe jo beet gai beet gai beet gai
Meri hasrat teray chehray se numayan hi sahi
Mar.ghaton per nai bunyaad-e-makan rakhain gai
Kar-e-tehzeeb Raqeeb-e-ser-o-samaan hi sahi
Kitni Aankhain huien be nar tujhay kiya maloom
Kar-e-nazarah teri bazm mein asaan hi sahi
Jabr Ke Zulm Laye huway san.natay mein
Koi shorsh koi halchal koi toofaan hi sahi
Yeah bhe kya kam hai ke hum chonktay hain jagtay hain
Zindegi silsila-e-khuwaab perishaan hi sahi
Bhairriyon ko nah yeah tareekh khula choray gi
Bhairriye asmat-e-aadam ke nigehbaan hi sahi
Zulm har rang mein pehchaan liya jaye ga
Tera daman hi sahi mera girebaan hi sahi

no likes.

Posted on February, 04 2012 11:05:50 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4826 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Sikha di bewafayi bhi tumhe zalim
zamane ne,
Tum jo seekh lete ho, hum hi pe
aazmate ho

no likes.

Posted on February, 04 2012 11:36:49 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4826 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Begaangi E K?halq Se Be-Dil Na Ho Ghalib

Koi Nahin Tera To, Meri Jaan K?huda Hai

no likes.

Posted on February, 04 2012 11:37:24 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4826 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Mujhe gumnaam rehne ka kuch aisa shoq hy hamdam
Kisi benaam shehr ki bhatakti dhoop ho jaise
Jahan saaey taraste hon kisi paikar ki ahat ko
Jahan zinda na ho koi jahan bus moat rehti ho
Ya kuch aisa k darya k kahin us par keekar pe
Kisi chirya k bache ki tarapti pyaas ho jaise
K jiski zindagi k din boht bejaan guzre hon
Jo urne ko tarasta ho magar hasrat dam e aakhir
Wo apne ghonsle mein he kuch aise jan de jaise
Hazaron karwaton k baad meri umeed marti hy

no likes.

Posted on February, 04 2012 11:37:57 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4826 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Ta umr guzar gayi sirf unke intzaar me,

hum wo phool hain jo lut gaye bahaar me...

no likes.

Posted on February, 04 2012 11:38:42 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4826 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Neechi Nazroon main Qayamat ka Asar hota hai…
Husn Kuch or Nikhar Jata hai Sharmanay se

no likes.

Posted on February, 04 2012 11:39:14 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4826 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Es Imtihaan Mein Hoon, Dil Ka Baab Kis Ko Doon,
Nisaab-e-Ishq Pay Likhi Kitaab Kis Ko Doon,
Her Aik Shakhs Ko Mujh Say Muhabbat Hai,
Sawaal Ye Hai Wafa Ka Jawaab Kis Ko Doon,
Mera Khuloos,Muhabbat,Wafa Hai Sub K Liye,
Mein Sochta Hon K Lubb-e-Lubaab Kis Ko Doon,
Mery Liye To Sabhi Log Aik Jaisy Hein,
Sakoon Kis Ko Doon Iztraab Kis Ko Doon,
Hajoom-e-Husn K Narghay Mein Sochta Hoon Mein,
K Apny Haath Mein Thaama Ghulaab Kis Ko Doon,
Her Aik Shakhs Ko Khush Rakhna Meri Aadat Hai,
Shab-e-Wisaal Ka Pehlaa Sawaab Kis Ko Doon,
Kisi Bhi Shakhs Say Ranjish,Khalash Nahin Mujh Ko,
Shab-e-Firaaq Ka Phir Mein Azaab Kis Ko Doon,
Mein Apny Saary Gunaahon Ki Moatarif Hoon Magar,
Wo Jub GHAFOOR Hai To Phir Hisaab Kis Ko Doon,
Ye Umer Bher Ki Kamaae,Ye Shaaeri SHAHID,
Mein Kis K Naam Keron Intsaab Kis Ko Doon...

no likes.

Posted on February, 04 2012 11:39:49 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4826 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Sikha di bewafayi bhi tumhe zalim zamane ne,

Tum jo seekh lete ho, hum hi pe aazmate ho.

no likes.

Posted on February, 04 2012 11:40:29 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4826 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Tere ikhlaakh Se Mohabbat Ki Hai,
Tere Ehssaas Se Mohabbat Ki Hai.. Tu Meree Pass Nahin Hai Phir Bhi,
Teri Yaad Se Mohabbat Ki Hai…. Kabhi Tune Bhi Mujhe Yaad Kiya Hoga,
Maine Un Lamhaat Se Mohabbat Ki Hai… Tujhse Milna To Ab Khwaab sa lagta hai,
maine tere INTIZAAR se mohobbat ki hai ??

no likes.

Posted on February, 04 2012 06:59:44 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4803 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
aa.Nkh se duur na ho dil se utar jaayegaa
vaqt kaa kyaa hai guzarataa hai guzar jaayegaa

itanaa maanuus na ho Khilvat-e-Gam se apanii
tuu kabhii Khud ko bhii dekhegaa to Dar jaayegaa

no likes.

Posted on March, 03 2012 11:39:35 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4803 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
tum sar-e-raah-e-vafaa dekhate rah jaaoge
aur vo baam-e-rafaaqat se utar jaayegaa

zindagii terii ataa hai to ye jaanevaalaa
terii baKhshiish terii dahaliiz pe dhar jaayegaa

Duubate Duubate kashtii to ochhaalaa de duu.N
mai.n nahii.n ko_ii to saahil pe utar jaayegaa

zabt laazim hai magar dukh hai qayaamat kaa 'Faraz'
zaalim ab ke bhii na royegaa to mar jaayegaa

no likes.

Posted on March, 03 2012 11:41:08 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4803 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ansoon ko ankhon ki dehleez par laya na karo,
Apne dil ki halat kisi ko bataya na karo,
Log muthi bhar namak liye ghumtey hain,
Apne zakhm kisi ko dikhaya na karo.
Ansoo tere nikale to aankhein meri ho,
Dil tera dhadke to dhadkan meri ho,
Khuda kare ki apni dosti itni gehari ho,


no likes.

Posted on March, 03 2012 11:42:46 PM