Forums > Poetry / Ghazal Corner > Mujhse pocha bahaaro ne
maryprincess60


Age: 36 Female
4794 days old here
Total Posts: 202
Points : 138

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Mujhse pocha bahaaro ne (closed)
Mujhse pocha bahaaro ne
kahan gaya tera humsafr......??
tujhay to bara naaz tha us pr
ye sun kr me muskura diya.....
or usay ye batla diya......
milna qismat me tha
bichrna naseeb tha.........
wo itna door ho gaya mujhse
jitna mere qareeb tha......
meri ye mohabbat hai...
jo ab tk us k saath hai
wo nahi paas mere
bs itni c baat hai..................





no likes.

Posted on March, 07 2011 01:17:13 PM


jag


Age: 43 Male
4841 days old here
Total Posts: 854
Points : 648

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
nyce!

no likes.

Posted on March, 07 2011 01:18:43 PM

ShahidRhm


Age: 37 Male
4817 days old here
Total Posts: 432
Points : 85

Location:
Karachi, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
hmmmm nice

no likes.

Posted on March, 07 2011 01:21:22 PM

maryprincess60


Age: 36 Female
4794 days old here
Total Posts: 202
Points : 138

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Mere pass magar alfaz nahi

tum raah ho, tum hi manzil bhi
mera aur koi humraaz nahi
Mai tum pe yeh zaahir to kar doon
Mere paas magar alfaaz nahi

Tumhaare Ghar par jhoomti ghataaon mein
meri aarzoo hai ghuli hui
Mere iqraar ki khushboo
tumhaari saari fizaa mei hai ghuli hui

Yeh hawaa, yeh fizaa, yeh ghataa, sabko hai pataa
Tum ko bhi yaqienan ilm hai, mera tumse chhupaa koi raaz nahi
Mai tum pe yeh zaahir to kar doon
Mere paas magar alfaaz nahi..(

no likes.

Posted on March, 07 2011 01:22:42 PM

ShahidRhm


Age: 37 Male
4817 days old here
Total Posts: 432
Points : 85

Location:
Karachi, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
maryprincess60 said:

Mere pass magar alfaz nahi

tum raah ho, tum hi manzil bhi
mera aur koi humraaz nahi
Mai tum pe yeh zaahir to kar doon
Mere paas magar alfaaz nahi

Tumhaare Ghar par jhoomti ghataaon mein
meri aarzoo hai ghuli hui
Mere iqraar ki khushboo
tumhaari saari fizaa mei hai ghuli hui

Yeh hawaa, yeh fizaa, yeh ghataa, sabko hai pataa
Tum ko bhi yaqienan ilm hai, mera tumse chhupaa koi raaz nahi
Mai tum pe yeh zaahir to kar doon
Mere paas magar alfaaz nahi..(

hmmmm very nice... kyaa baat hai g....

no likes.

Posted on March, 07 2011 06:05:50 PM

maryprincess60


Age: 36 Female
4794 days old here
Total Posts: 202
Points : 138

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
shukriya (.......)

no likes.

Posted on March, 07 2011 06:06:56 PM

ShahidRhm


Age: 37 Male
4817 days old here
Total Posts: 432
Points : 85

Location:
Karachi, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
maryprincess60 said:

shukriya (.......)

hmmmm samjh gya hon...

no likes.

Posted on March, 07 2011 06:16:25 PM

maryprincess60


Age: 36 Female
4794 days old here
Total Posts: 202
Points : 138

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
samajhdar insaan ho

no likes.

Posted on March, 07 2011 06:25:59 PM

mwaqas1990


Age: 34 Male
4797 days old here
Total Posts: 1773
Points : 174

Location:
peshawar, Pakistan

Status : Offline
bs nice................

no likes.

Posted on March, 07 2011 07:13:08 PM

abubakar


Age: 33 Male
4796 days old here
Total Posts: 1224
Points : 264

Location:
wah cantt, Pakistan

Status : Offline
v nice dear...

no likes.

Posted on March, 07 2011 08:13:20 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4803 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
nice...

no likes.

Posted on March, 07 2011 09:14:42 PM

aroonawarsia2007


Age: 42 Female
4816 days old here
Total Posts: 182
Points : 223

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
main nae is page ko top sae dekha hie sab nay is sairy ko nice very nice kaha hie. par koi ye bataie ga k is shairy ka kisi matlab samjh main aaya hie?

no likes.

Posted on March, 07 2011 09:16:56 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4803 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
main ne is tor se tujhey chaha aksar
jaisey mehtab ko be ant samandar chahey
jaisey sooraj ki kiran seap k dil main utrey
jaisey khoshbo ko hawa rang se hat kar chahay
jaisey pathar k kalejy se kiran photti hay
...jaisey ghunchay khiley mousam se hina mangtey hain
jaisey khoabon main khayalon ki kaman totti hay
jaisey barish ki doa aabla pa mangtey hain
mera har khoab merey sach ki gawahi de ga
wosat_e_deed ne tujh se teri khahish ki hay
meri soochoon main kabhi dekh sarapa apna
main ne dunya se alag teri parasthis ki hay


no likes.

Posted on March, 07 2011 09:33:26 PM

ShahidRhm


Age: 37 Male
4817 days old here
Total Posts: 432
Points : 85

Location:
Karachi, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
aroonawarsia2007 said:

main nae is page ko top sae dekha hie sab nay is sairy ko nice very nice kaha hie. par koi ye bataie ga k is shairy ka kisi matlab samjh main aaya hie?

Ohh we forgot that only you are genius here who can understand this poetry..
none of others can yea.... thanks dear..

no likes.

Posted on March, 07 2011 09:33:38 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4803 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
nice topic ki waja se nahi balke jo shair likhe howe hain un ki waja se kaha hay

no likes.

Posted on March, 07 2011 09:34:17 PM

prince3


Age: 32 Male
4799 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Rona toh aaj kal dikhawa he,
Jaane ke baad koi dhota nhe..
mayyat pe ate rukha chehra lekar,
par dilse kisiko koi khota nhe.

no likes.

Posted on March, 07 2011 10:42:16 PM

raza81


Age: 40 Male
4541 days old here
Total Posts: 150
Points : 59

Location:
KARACHI, Pakistan

Status : Offline
Tere Dar Pe Baith Jaunga



no likes.

Posted on January, 04 2012 03:54:28 PM

Omer87


Age: 36 Male
4791 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
maryprincess60 said:

Mujhse pocha bahaaro ne
kahan gaya tera humsafr......??
tujhay to bara naaz tha us pr
ye sun kr me muskura diya.....
or usay ye batla diya......
milna qismat me tha
bichrna naseeb tha.........
wo itna door ho gaya mujhse
jitna mere qareeb tha......
meri ye mohabbat hai...
jo ab tk us k saath hai
wo nahi paas mere
bs itni c baat hai..................



nice

no likes.

Posted on January, 04 2012 10:04:19 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4820 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Aaya hi tha khayal k ankain chalak gahain.
Aanson kisi k yaad k kitne qareeb thy....

no likes.

Posted on January, 04 2012 10:04:54 PM

shaukatkhanqta


Age: 28 Male
4495 days old here
Total Posts: 1659
Points : 18

Location:
quetta, Pakistan

Status : Offline
wah nice

no likes.

Posted on January, 04 2012 10:18:43 PM

xaini


Age: 43 Male
4488 days old here
Total Posts: 1
Points : 0

Location:
islamabad, Pakistan

Status : Offline
Banty bantay apny pech-o-kham banay
main bana,phir tuu bna, phir hum banay

aankh ban'ny main bahut din lag gaye
dekhiye kb aankh andar nam banay

hum kahan thay us samay us waqt jb
teray andar k ye sb mosam banay

no likes.

Posted on January, 05 2012 12:30:35 AM