Forums > Poetry / Ghazal Corner > Mujhse pocha bahaaro ne
maryprincess60


Age: 36 Female
4794 days old here
Total Posts: 202
Points : 138

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Mujhse pocha bahaaro ne (closed)
Mujhse pocha bahaaro ne
kahan gaya tera humsafr......??
tujhay to bara naaz tha us pr
ye sun kr me muskura diya.....
or usay ye batla diya......
milna qismat me tha
bichrna naseeb tha.........
wo itna door ho gaya mujhse
jitna mere qareeb tha......
meri ye mohabbat hai...
jo ab tk us k saath hai
wo nahi paas mere
bs itni c baat hai..................





no likes.

Posted on March, 07 2011 01:17:13 PM


rashidfarooqz


Age: 52 Male
4797 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
aashiqii be-dilii se mushkil hai
phir muhabbat usii se mushkil hai

ishq aaGaaz hii se mushkil hai
sabr karanaa abhii se mushkil hai

ham ?? aasaa.N hai.n aur hamaare liye
dushmanii dostii se mushkil hai

jis ko sab be-vafaa samajhate ho.n
bevafaa_ii usii se mushkil hai

ek do duusare se sahel na jaan
har ko_ii har kisii se mushkil hai

tuu baa-zid hai to jaa 'Faraz' magar
vaapasii us galii se mushkil hai

no likes.

Posted on March, 03 2012 11:44:01 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4797 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
ab ke ham bichha.De to shaayad kabhii Khvaabo.n me.n mile.n
jis tarah suukhe hue phuul kitaabo.n me.n mile.n

Dhuu.NDh uja.De hue logo.n me.n vafaa ke motii
ye Khazaane tujhe mumkin hai Kharaabo.n me.n mile.n

tuu Khudaa hai na meraa ishq farishto.n jaisaa
dono.n insaa.N hai.n to kyo.n itane hijaabo.n me.n mile.n

Gam-e-duniyaa bhii Gam-e-yaar me.n shaamil kar lo
nashaa ba.Dataa hai sharabe.n jo sharaabo.n me.n mile.n

aaj ham daar pe khe.nche gaye jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n

ab na vo mai.n huu.N na tu hai na vo maazii hai `Faraaz',
jaise do shaKhs tamannaa ke saraabo.n me.m mile.n

no likes.

Posted on March, 03 2012 11:45:33 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4797 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
ab ke rut badalii to Khushbuu kaa safar dekhegaa kaun
zaKhm phuulo.n kii tarah mahake.nge par dekhegaa kaun

dekhanaa sab raqs-e-bismal me.n magan ho jaaye.nge
jis taraf se tiir aayegaa udhar dekhegaa kaun

vo havas ho yaa vafaa ho baat maharuumii kii hai
log to phal-phuul dekhe.nge shajar dekhegaa kaun

ham chiraaG-e-shab hii jab Thahare to phir kyaa sochanaa
raat thii kis kaa muqaddar aur sahar dekhegaa kaun

aa fasiil-e-shahar se dekhe.n Ganiim-e-shahar ko
shahar jalataa ho to tujh ko baam par dekhegaa kaun


no likes.

Posted on March, 03 2012 11:46:45 PM

saim14399


Age: 31 Male
4451 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
nice

no likes.

Posted on March, 04 2012 01:42:57 PM

mehwishkhurshid1


Age: 36 Female
4411 days old here
Total Posts: 1
Points : 1

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Aisay He Nahi Roz Falak Daikhta Tujh Ko
Chehra Hai Tera Chand Sitaray Teri Aankhain

no likes.

Posted on March, 24 2012 09:19:50 PM

saim14399


Age: 31 Male
4451 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
owaisahmed55 said:

Aaya hi tha khayal k ankain chalak gahain.
Aanson kisi k yaad k kitne qareeb thy....


Wah g wah
Kia bat hy owais bhai.
Nice poetry

no likes.

Posted on March, 24 2012 11:03:53 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4820 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Use ne dekhi mari ankhon mein udasi ki jhalak.

or phir ghor say mary hath ki lakeeron ko parka,

mara uljhy huay balon ko dekha,

kuch lamhon th wo khyalon k banwar main doba,

phir utha kr mari janib wo afsos bhari nigahen,

lambi ek sard asshh bahir or bola..............

MOHABBAT kr Bethy hon na..................

no likes.

Posted on March, 25 2012 04:28:44 PM

saim14399


Age: 31 Male
4451 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
na jane ku us se itna pyar kr bethay

Dost

Us ne kaha b tha k pyar sb fozol hy.
Hmm

no likes.

Posted on March, 26 2012 02:06:29 AM

mustafa123


Age: 30 Male
4168 days old here
Total Posts: 915
Points : 5

Location:
kunri, Pakistan

Status : Offline
Phoolon ki har kali khushbu de apko,
Suraj ki har kiran roshni dde apko,
Hum to kuch dene ke kabil nahi,
Dene wala har khushi de apko…

no likes.

Posted on December, 30 2012 09:06:27 AM

mustafa123


Age: 30 Male
4168 days old here
Total Posts: 915
Points : 5

Location:
kunri, Pakistan

Status : Offline
Zindgi se apna har dard chupa lena,
Khushi na sahi gam gale laga lena,
Koi agar kahe mohabbat aasan hai,
To use mera toota hua dil dikha dena…

no likes.

Posted on December, 30 2012 09:08:49 AM

mustafa123


Age: 30 Male
4168 days old here
Total Posts: 915
Points : 5

Location:
kunri, Pakistan

Status : Offline
Ajeeb Tarah Se Socha Tha Zindgi Ke Liye,
Jeena Marna Tha Sirf Usi Ke Liye,
Wo Mujhko Tanha Chod Gyi To Yaqeen Aaya,
Ki Koi Bhi Nahi Marta Kisi Ke Liye…

no likes.

Posted on December, 30 2012 09:10:29 AM

mustafa123


Age: 30 Male
4168 days old here
Total Posts: 915
Points : 5

Location:
kunri, Pakistan

Status : Offline
anhai kisi ka intezar nahi karti,
Kismat kabhi bewafai nahi karti,
Unse door hone ka asar hai warna,
Parchai kabhi jism par waar nahi karti…

no likes.

Posted on December, 30 2012 09:12:43 AM

mustafa123


Age: 30 Male
4168 days old here
Total Posts: 915
Points : 5

Location:
kunri, Pakistan

Status : Offline
Tumse dosti karne ka hisab na aaya
Mere kisi bhi sawal ka jawab na aaya.
Hum to jagte rahe tumhari hi khayalo me
Or tumhe so kar bhi hamara khawab na aaya…

no likes.

Posted on December, 30 2012 09:13:49 AM

mustafa123


Age: 30 Male
4168 days old here
Total Posts: 915
Points : 5

Location:
kunri, Pakistan

Status : Offline
Dil mein armaan bahut hai
Zindagi mein gham bahut hai
Kab ki maar daalti yeh duniya humein
Kambhakat doston ki duaon mein dum bahut hai..!

no likes.

Posted on December, 30 2012 09:16:18 AM

shahzaib2222


Age: 29 Male
4175 days old here
Total Posts: 592
Points : 136

Location:
jand, Pakistan

Status : Offline
Nice great poetry

no likes.

Posted on December, 30 2012 04:17:34 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4797 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline

Daaman churra ke aap ne jana hi tha agar
Nazrain utha ke pyar se dekha tha kis liye..

no likes.

Posted on January, 10 2013 08:17:43 PM

mustafa123


Age: 30 Male
4168 days old here
Total Posts: 915
Points : 5

Location:
kunri, Pakistan

Status : Offline
hawa ke rukh pe jalta h chirag.e.arzu ab tk.....

dil.e. berbad man ab bhi ksi ki yad baki h....!

no likes.

Posted on January, 14 2013 07:56:27 AM

mustafa123


Age: 30 Male
4168 days old here
Total Posts: 915
Points : 5

Location:
kunri, Pakistan

Status : Offline
dast.e.takdeer se har shakhs ne hisa manga....

mere hise man tere sath ki hasrat aai.!

no likes.

Posted on January, 14 2013 07:57:47 AM

mustafa123


Age: 30 Male
4168 days old here
Total Posts: 915
Points : 5

Location:
kunri, Pakistan

Status : Offline
ache nahin hen tewar aj mosam ke...

aashik mizaj logon ki khuda kher kre!!!

no likes.

Posted on January, 14 2013 07:59:20 AM

mustafa123


Age: 30 Male
4168 days old here
Total Posts: 915
Points : 5

Location:
kunri, Pakistan

Status : Offline
sari duniya man takseem tm apna wakt krte ho....

sirf mere lye tm ko koi lamha ni mltaaa!!!



no likes.

Posted on January, 14 2013 08:01:16 AM