Apni dunya me mast rehta tha me" Mout ki fikar na karta tha me" Gunah ko Gunah na smajhta tha me" Lazzaton k piche bhagta tha me" DiL chahta tha k parhu Namaz me" Pr Masjid tak jism na le jata tha me" Dunya ki ronaq me MAGAN tha me" Waqt Dosti me brbad krta tha me" Phir 1 Din achank andhyra chaya" Aankh khuli to khud ko qabar me paya" Phir ALLAH ne pocha k kia le kr aaya" Ghar jana chaha lekin ja na paya" qabar ki tanhai ne bohat daraya" Aawaz di apno ko to koi na aay
no likes.
|