ha kisi k pas muqablay ka shair
Haan mene tujhe chaha inkaar nahin mujh ko,Yeh jurm to saabit hai kya is ki safaayi doon..
Zafar chalo ke nishana bhi aazmayen zara,Suna hai leke woh teer-kamaan betha hai..
Yu’n na parhiye kahin kahin se humain,Hum bhi insaan hain kitaab nahin..
ishary se keh dia hm dil ka aisa halkartey hain,,,