Forums > Poetry / Ghazal Corner > bait bazi challange
sohaib147taha


Age: 34 Male
4397 days old here
Total Posts: 48
Points : 18

Location:
islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : bait bazi challange
andaz apna aainay main dekhte hain wo..........
ar ye b dekhtay hain koi dekhta na ho...........


ha kisi k pas muqablay ka shair


no likes.

Posted on July, 07 2012 09:35:23 PM


rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Khuda to milta hai, Insaan hi nahin milta
Yeh cheez woh hai jo dekhi kahin kahin meine

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:25:19 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Jin ke angan mein Ameeri ka shajar lagta hai
Un ka her aaib bhi zamany ko hunar lagta hai

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:26:17 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ishq qaatil say bhi, maqtool say hamdardi bhi
Yeh bta kis say muhabbat ki jaza mangay ga
Sajda Khaaliq ko bhi, iblees say yarana bhi
Hashr mein kis say aqeedat ka sila mangay ga

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:30:34 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4833 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Mein aksar sham k manzar se darta is liye bhi hon

ufaq per doobta sooraj mera anjaam lagta hai....

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:41:18 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4833 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Thi sari baat lakeeron ki...

Teray hath alag, meray hath alag....!!

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:42:19 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4833 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Jin ke angan mein Ameeri ka shajar lagta hai,

Un ka her aaib bhi zamany ko hunar lagta hai…!!

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:43:18 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Sochta Hoon Ke Baarish Me Na Beh Jaaye Kahin
Usne Ek Ghar Jo Banaya Hai Meri Aankhon Me

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:44:16 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4833 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Usko Ganwa Kar Hain Khasaarey Ab Tak MoHsiN

Wo Jo Ek Shakhs Tha Mere Pas Heeron Jaisa...

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:45:06 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Tm yaad nahi karte hum bhula nahi sakte
Tm hasa nahi sakte hum Rula nahi sakte
Dosti itni khoobsurat hai hamaRi
Tm jan nahi sakte aur hum bata nahi sakte

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:45:21 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4833 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Aaine Mein Wo Apni Adaa Dekh Rahe Hain ..


Mar Jaayen Ke Jee Jaayen Koi Unki Balaa Se..!! :PP

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:46:27 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4833 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
na jany kya kashish hai us k chehray main..
nazar andaz jinta bhi karo nazar us pay hi jati hai.

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:47:09 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4833 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Nasha hai ye kaisa maikada hai,
Bin Botal kay man Sanjeeda Hai,
Nash-e-man Kya Falsafa hai,
Kori baat hai aur Par Baat Zyaada? hai...

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:48:40 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Dar to mujhe kiska hai k main kuch nahin kahta
par hal ye afshan hai k main kuch nahin kahta

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:50:15 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kitni jaldi zindagi guzar jaati hai
Pyaas buztee nahin barsaat chali jaati hai
Aap ki yaadein kuchh iss tarah aati hai
Neend aati nahin aur raat guzar jaati hai

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:51:14 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4833 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Ho Ke Betaab Mayyat Pe Meri Tum Yeh Kiyoon Benaqaab Aa Gaye Ho
Umar Bhar Jise Pardah Kiya Tha Aaj Kiyoon Usse Pardah Nahi Hai

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:56:41 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
4833 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
yeh bhi kya kam hai ki dono ke bharam qayem hai

usne bakhshish nahi ki , humne guzarish nahi ki .....!!

no likes.

Posted on July, 16 2012 09:57:15 PM

Omer87


Age: 36 Male
4804 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Meri palkon Ka Ab "NEEND" Se Koi Talluq Nahi raha..
Wo Kaisa Hai ? isi Aalam Me Meri "RAAT" Guzar Jati Hey

no likes.

Posted on July, 16 2012 11:03:12 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Wo bachpane ki nend to abb khawab ho gai,
Kia umer thi k raat hoi aur so gae.

no likes.

Posted on July, 16 2012 11:09:27 PM

Omer87


Age: 36 Male
4804 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Rakhtay hain jo auroon k liye Piyaar ka Jazba,
Woh loug kabhi toot kar bhikhra nahi krtay..!


no likes.

Posted on July, 16 2012 11:43:46 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
aiye hath uthayen ham bhi
ham jinhen rasm-e-dua yad nahin
ham jinhen soz-e-mohabbat k siwa
koi but, koi khuda yad nahin

no likes.

Posted on July, 16 2012 11:47:47 PM