Omer87
Age: 36
4804 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298
Location:
Karachi, Pakistan
Status : Offline |
Khirki’ Chand’ kitab aur main, Mudat se ik baab aur main, Shab bhar khelain apas main, Do ankhain ik khawab aur main, Mouj aur kashti sahil per, Dariya mai gardab aur main, Sham, udaasi, khamoshi, Kuch kanker talaab aur main, Har shab pakrey jatey hain, Gehri neend, kitab aur main…
no likes.
|