Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Sifat e aqaal insaf aur adal ki taraf rahnumai karti aur mazmoom aur bure kamun k pas jane se roti hai.

no likes.

Posted on November, 25 2014 07:21:07 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Momin khudae pak ki zat pe bharosa karne ki badolat har haal mein ghani hai. Hazart ali r.a .pher hum kiun mayos

no likes.

Posted on November, 25 2014 07:23:13 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Momin ki gairat sirf khuda pak ki khosh nodi k lye hoti hai, dolat mandi ka ghumand takabur aur barai ka bais hai.

no likes.

Posted on November, 25 2014 07:24:45 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Himat se wo shakhs nafa nahain utha sakta.jis k dil ko ghazab aur shawat k tooaq pare howe hain. Bahut si nazren aisi hain jin ki nisbat nigah neec.hi rakhna aakhen band kar lena kahen ziyada acha aur behter hai.

no likes.

Posted on November, 25 2014 07:28:19 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Nigah neechi rakhna nihayat achi parhez gari hai. Aur jo shakhs apne gi ko lalch ka sharbat pilata hai wo apne sath bir aur dushmani kamata hai.jo shakhs dunia k dao aur fareeb khata hai wo apni aqal ko dokhe me phnsata hai aur nigah neeche rakhna kamaal aqal mandi hai.

no likes.

Posted on November, 25 2014 07:32:48 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admi ka aaibon ko chupaane wali 2 chezein hain,
(1) sakhawat
(2) afaaf (sawal se bachna)
hazart ali r.a

no likes.

Posted on November, 25 2014 07:37:30 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5043 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Apni Zubaan Ki Taizi Us "MAA" Per Mat Aazmao, Jisnay Tumhein Bolna Sikhaya

no likes.

Posted on November, 25 2014 06:20:27 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Apni aadaton ko badal daalo ta keh tum par taaat ka bajalana asan ho jae. Hazrat ali Razi Allah ho anhu.

no likes.

Posted on November, 26 2014 07:24:10 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Waiaz naseehat se us shakhs ko faida nai ho sakta jis ka dil shahooton ki taraf laga ho. Hazrat Ali r.a

no likes.

Posted on November, 26 2014 07:25:56 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khasaab laga kar burhape k sufaid balon ka rang badal do aur yahood ki mushabut paida na karo. K kizab nai lagate.

no likes.

Posted on November, 26 2014 07:27:37 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shakhs wada khilafi karta hai. Aur ahid o paiman ko pora karne wala nai hai aur jo shakhs apni adaat ki pairwi karta hai. Wo darjaat e aalia ko hasil nai kar sakta. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 26 2014 07:30:03 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Gunahun k chorne me apne nafson k sath mukabla karo ta keh un par galib aajao aur in ko asani k sath ataat ki tarf khench kar le jao.

no likes.

Posted on November, 26 2014 07:31:59 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Shahoot e nafs ka galib ho jana nahayat bri halakat aur ur ko daba le nayat umda saltanat hai.hazart ali.

no likes.

Posted on November, 26 2014 07:33:28 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aae dunia jo shakhs tere heelon se nafakif aur tere makar k phandon se na ashna hai Wo jeete g mar chuka aur tagriyat k qabil ho chuka hai.

no likes.

Posted on November, 26 2014 07:35:54 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Shawawat ka ghlba asmaat ko hatata aur chah halakat me la girata hai. Hazat ali razi Allah ho anhu. .

no likes.

Posted on November, 26 2014 07:37:17 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shaks batil aur be hoda kamun se tujhe razi kare aur laho aur dil lagi ki baton ki taraf ubhare wo tujhe dokhe aur fareeb me dalta aur tujhe chakma deta hai

no likes.

Posted on November, 26 2014 07:40:01 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khawahish nafas ka ghalbla deen aur aqal ko bigarta hai, ziyada dil lagi karne se waqi sachhg baten bi bekar ho jati hain.

no likes.

Posted on November, 26 2014 07:41:45 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aadat k chorne me apne nafson k sath mukabla karo ta keh un pe ghlib aa jao aur khwahishen pori karne me in se larai karo ta keh un k malik ban jao.

no likes.

Posted on November, 26 2014 07:44:19 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Doston k sath fareeb karna abhid o paimaan ko pora na karna khayanat e aahid me dakhil hai. Hazrat Ali r.a

no likes.

Posted on November, 26 2014 07:51:31 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4070 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Dunia bari dokhe baaz hai aur is ki tamam chezin sarasar dokhe k jal hain .ye fani hai aur is me jitni chezin hain sub fana hone wali hain.

no likes.

Posted on November, 26 2014 07:53:55 AM