Forums > Religion > Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Aqwaal e hazrat ali (r.a)
Bhaio ye topic hazart ali k aqawal k lye bana raha hun plz yahan sub hazrat ali k qaoul post karen. Shukria

no likes.

Posted on November, 22 2014 06:50:34 PM


Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Admin bhai plz ap is topic ko delete mat karna ab me sirf isi topic pe comment kia karun ga ta keh kisi ko masla na bane

no likes.

Posted on November, 23 2014 06:59:12 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Yaqeen ki gait ikhlas hai, islam ki gait farmanbardar aur tasleem hai aur farmanbardari ki gait dakhonl e janat naeem hai,hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 23 2014 07:04:24 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Deen ki gait maut aur maut ki gait fout hai, tool mil ki gait ajal aur ilam ki gait hussan e amal hai, hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 23 2014 07:07:24 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Momin ki gait jant aur murfat ki gait khoaf aur khashit hai, ibadat ki gait itahat aur miana rawai ka samaqtp qanaat. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 23 2014 07:11:48 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Kafir ki gait dozakh aur naar makaram ikhlaq ki gait isar aur hoshyari ki gait aur talab aur istazahaar hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 23 2014 07:14:21 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ilam aur murfaat ka samr ye hai k admi apne ap ko pehchane, admi k kamal ki gait hussan aqal hai. Hazart ali r.a

no likes.

Posted on November, 23 2014 07:18:04 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Insaf ki giat ye hai k admi pehle apne nafas k sath insaf kare ,adal ki gait ye hai k admi apni jan k sath adal kare .hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 23 2014 07:20:04 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Mujahida aur jahad ki gait ye hai k insan apne nafas k sath jahad kare . Hazart ali r.a, yani matlb apne nafas ko qabo me rakhe

no likes.

Posted on November, 23 2014 07:22:35 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Jahalat ki intah yéh hai k admi apni jahalat pe khushi zahir kare aur sakhawat ki intah ye hai k jn kuch mojood ho0 sub de dale.hazarat ali r.a

no likes.

Posted on November, 23 2014 07:28:04 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Deen ki gait logon ko neak kam btlana ,bure kamun se manah karna aur khuda ki hadon ko nigah rakhna hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 24 2014 07:04:14 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khayanat ki intah ye hai k admi apne jani doston ki khayanat kare.aur ahd o peman ko toor dale. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 24 2014 07:05:38 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aqal mandi ka samar yeh hai k admi apni nadani ka ikrar karta hai.tamam fazail ki gait aqal hai. Hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 24 2014 07:07:08 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Eman ka samar ye hai k admi kisi se dosti dushmani ya mail jool rakhe to sirf aur sirf khuda ki khush nodi k lye ho.hazrat ali r.a

no likes.

Posted on November, 24 2014 07:12:14 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Ilaam ka samar khuda ka khof rakhna hai aus tamam fazail ki gait ilam aur ilam ki gait sanjeedgi aur hilam hai. Hazrat Ali r.a

no likes.

Posted on November, 24 2014 07:16:39 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Aqal mand ilam ki badolat gani aur jahail mal k zariye mustaghana hota hai... Hazrat ali razi Allah o anhu

no likes.

Posted on November, 24 2014 07:18:21 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5044 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
JAB TUMHAIN KHUSHYAN MILNY LAGAIN TOU 3 CHEZON KO NA BHOOLO:
1) ALLAH KO
2) USKI MAKHLOOQ KO
3) APNI ASSLIAT KO


no likes.

Posted on November, 24 2014 09:32:39 PM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Mard ki gairat imaan ka nishan aur aurat ki gairat is ki ziyadti aur adwan yani shohar k d6sre nikah par aurat ka izat khana ziyadti aur behaya bat hai.

no likes.

Posted on November, 25 2014 07:12:42 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Mard ki gairat us ki apni pasdari k mutabiq hoti hai,hazarat ali razi Allah ho anhu. . . . . . . Next.

no likes.

Posted on November, 25 2014 07:14:09 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Faqeer ka ghana aur dolat mandi is ki qanaat hai,nigha nechi rakhna murawat hai. Hazart ali r.a......

no likes.

Posted on November, 25 2014 07:15:46 AM

Sabirshah


Age: 34 Male
4071 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Dunia ka fareeb halak karta .nafsani khaowshon ka fareeb dokhe me dalta.shaitan ka fareeb dao karta aur lalach me phansata.tool amal ka fareeb ammal ko bigarta aur nadan admi batil aur bejar chezon k garoor aur dokhe me aa jata hai.

no likes.

Posted on November, 25 2014 07:19:32 AM