Forums > Poetry / Ghazal Corner > Tanhai Mein
naveedanjumjavaid


Age: 33 Male
4854 days old here
Total Posts: 353
Points : 12

Location:
quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Tanhai Mein
Tanhai mein ajeeb zamaney ki wafa dekhta raha
Umer bhar apna ghar tanha dekhta raha

Kahin na kahin to badal hi jatay hain silsilay
Magar main jahan gaya sehra dekhta raha

Jane kyun qatratay hain log mujhe milne say
Kal shab dair talak aaina dekhta raha

Pani mangte magte meray honth pathar ho gaye
Woh shaks mashkiza liye khara dekhta raha

Be-gunah tha phir bhi sir jhukaye hue
Sitam-gar ki sitam ki inteha dekhta raha

Umar bhar mohabbat ka kuch youn silsila raha
Main usay or woh duniya dekhta raha

Kahon ga KHUDA se youm-e-hisaab ko MOHSIN
Ke zamana meri barbadi ka tamasha dekhta raha

no likes.

Posted on March, 29 2012 02:27:38 PM


rashidfarooqz


Age: 53 Male
5017 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Chah kar koi kisi se khafa nahi hota
Dil laga kar kisi se koi juda nahi hota
Mohabat ko majburian hi ley dobti hain
Warna khushi sey koi bewafa nahe hota.

no likes.

Posted on September, 25 2012 09:02:32 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5017 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Hm ne dil hi tor dala darkano k khof se

Apni basti mita di barishon k khof se

Kon kahta he hamen ras a gai ha zindgi

Hm to yonhi hans rhe hen aansoon k khof se

no likes.

Posted on September, 26 2012 05:48:03 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5017 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Zikr Tera He Ata Hy Mere Hr Fsane Mein

Tujhe Jan Se Ziada Chaha Humne Zmane Mein

Tanhai Mein Tera He Sahara Mila

Nakaam Rahy Hum Aksar Tujy bhulane mein.

no likes.

Posted on September, 27 2012 08:46:22 PM

saim14399


Age: 31 Male
4671 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Yeh saane’haa bhi mohabbat mein
bar’haa guzra,
Ke us ne haal bhi pucha to aankh bhar
aayi..

no likes.

Posted on September, 27 2012 11:39:34 PM

Rohama


Age: 30 Female
4465 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Ye Terii Aaakhrii Nishaanii
Haii.....

Chaand Niklayy tou Soo
Nahii Saktiiii

no likes.

Posted on September, 28 2012 12:58:32 AM

saim14399


Age: 31 Male
4671 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Usi Ka Shehr, Wohi Muddaee, Wohi
Munsif,
Hamen Yaqeen Tha Hamara hi Qusoor
Nikley Gaa.

no likes.

Posted on September, 28 2012 01:21:40 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5017 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Åy khüdå Hamaray rishtè mè küch èsi bååt hö,
Måin söchü üs kö ör wö mèrè påss hö,
Mèri sårì khüshiyå mìl jåiñy üs kö,
ÉK Låmhy kö ßhè ågr wö üdåås ho

no likes.

Posted on September, 28 2012 07:26:14 AM

saim14399


Age: 31 Male
4671 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Mulaqaatain Musalsal Hon To Dil-
Chasspi Nahi Rehti,
Bary Dil-Chassp Hote Hain Yeh Be-
Tarteeb Yaaraanay!!

no likes.

Posted on September, 28 2012 02:13:52 PM

Rohama


Age: 30 Female
4465 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Zarooriyat.e.zindagii hum sy pochnay wale.

Tujhay kaisay batayen kay tu zaroori hai

no likes.

Posted on September, 28 2012 10:31:58 PM

saim14399


Age: 31 Male
4671 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Jo sunaayi anjuman mein shab-e-
gham ki aab’beeti,
Keyi ro ke muskuraye keyi muskuraa
ke roye..

no likes.

Posted on September, 28 2012 10:52:45 PM

Hina


Age: 39 Female
5041 days old here
Total Posts: 6841
Points : 152

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Mujhe Fakhar He Apni Tanhai Par

Nahi Aitbaar Mujhe Kisi Per Har Koi Pyar Mein Farebi Hai,’dost’
Mujhe Fakhar He Apni Tanhai Par Jis Ne Mujhe Kabhi Tanha Nahi Chorra..

no likes.

Posted on September, 29 2012 11:56:49 AM

saim14399


Age: 31 Male
4671 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Tumhara Dil Kabhi Pighle Agar Gham
ki Hararat se,
Tumhe maloom ho jaye ga rona kis ko
kehte hain…

no likes.

Posted on September, 29 2012 06:06:49 PM

salubhai169


Age: 31 Male
4450 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Bichar ke tu ne mujh se kabhi yeh bhi socha hai,
Adhoora chand bhi kitna udaas lagta hai..

no likes.

Posted on September, 30 2012 10:35:07 AM

saim14399


Age: 31 Male
4671 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Hamari be-khudi ka haal woh pochein agar,
To kehna hosh bas itna hai tum ko yad karte hain…

no likes.

Posted on September, 30 2012 11:25:51 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5017 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Mujhe sata k woh meri duaen leta hai,

usay pata hai mujhe bad-dua nahi ati..

sub kuch sonp diya usay humnay,

phir b kehta hai tumhay Wafa nahi ati.

no likes.

Posted on September, 30 2012 11:34:21 PM

saim14399


Age: 31 Male
4671 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Behte aashkon ki zubaan nahi hoti
Lafzon mein mohabat bayaan nahi
hoti.
Mile jo pyar to kadar karna
Kismat har kisi par maherban nahi
hoti

no likes.

Posted on October, 01 2012 02:18:14 PM

khuramms


Age: 41 Male
4713 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Geele Kagaz Ki Tarah Hain Zindagi Apni
Koi Jalata Bhi Nahin Koi Bahata Bhi Nahin
Is Qadar Hain Akale Rahaon Mein Dil Ki
Koi Bulata Bhi Nahi Koi Batlata Bhi Nahin

no likes.

Posted on October, 01 2012 03:01:23 PM

saim14399


Age: 31 Male
4671 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Toot’te huye sitaare ko dekh kar
khayal aya,
Jaan se guzarne ka marhalaa rehta
hai..

no likes.

Posted on October, 01 2012 03:32:29 PM

khuramms


Age: 41 Male
4713 days old here
Total Posts: 5939
Points : 224

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Aab Intazar Ek Aadat Si Hogai Hai
Khamoshi Se Ek Caahat Si Hogai Hai
Na Shikwa Na Shikayat Karne Ki Zarurat Hai
Kyuki Is Tanhai Se Abb Mohbbat Si Hogai Hai

no likes.

Posted on October, 01 2012 04:02:57 PM

saim14399


Age: 31 Male
4671 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Na tha chiraag to ghar hi jala dala
apna,
Ghareeb-e-sheher ne tehwaar to
manana tha..

no likes.

Posted on October, 01 2012 04:41:43 PM