Forums > Poetry / Ghazal Corner > Tanhai Mein
naveedanjumjavaid


Age: 33 Male
4850 days old here
Total Posts: 353
Points : 12

Location:
quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Tanhai Mein
Tanhai mein ajeeb zamaney ki wafa dekhta raha
Umer bhar apna ghar tanha dekhta raha

Kahin na kahin to badal hi jatay hain silsilay
Magar main jahan gaya sehra dekhta raha

Jane kyun qatratay hain log mujhe milne say
Kal shab dair talak aaina dekhta raha

Pani mangte magte meray honth pathar ho gaye
Woh shaks mashkiza liye khara dekhta raha

Be-gunah tha phir bhi sir jhukaye hue
Sitam-gar ki sitam ki inteha dekhta raha

Umar bhar mohabbat ka kuch youn silsila raha
Main usay or woh duniya dekhta raha

Kahon ga KHUDA se youm-e-hisaab ko MOHSIN
Ke zamana meri barbadi ka tamasha dekhta raha

no likes.

Posted on March, 29 2012 02:27:38 PM


bawa125


Age: 34 Male
4445 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Teri Aaghosh Main Mil Jaaye Panaah . . . ?

Haaaye ___ Main Itna Khush Naseeb Kahaaan . . ! :P

no likes.

Posted on October, 19 2012 10:38:43 AM

saim14399


Age: 31 Male
4667 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Ye Subha ka Manzar bhi’ Qayamat ka
Haseen hai..
Takiya Hai kaheen, Zulf Kaheen’ Khud
wo Kaheen Hai

no likes.

Posted on October, 19 2012 05:19:44 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5013 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
aj kisi ne dil tora to humko jese dheyan aya…
jiska dil humne tora tha wo jane kesa hoga

no likes.

Posted on October, 19 2012 06:34:22 PM

saim14399


Age: 31 Male
4667 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Ajj pir dil totne ka sabab yaad aya…
Wo teri yaad ti ab yaad aya…

no likes.

Posted on October, 20 2012 02:07:43 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5013 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Bohat “Roya” kray ga wo Hijar ki weeran raton Main,,
hamari Qurbatoon k Jab Saharay “choot Jain gay…

no likes.

Posted on October, 20 2012 08:35:20 AM

saim14399


Age: 31 Male
4667 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Bardasht Nhi Hoti Ab Mujh Sy Ye
Sharakat,,,
Tu Mujh Ko Yad Rakh Ya Dunya Ko
Bhool Ja..

no likes.

Posted on October, 20 2012 10:27:49 AM

bawa125


Age: 34 Male
4445 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
tumhari aankhen bataun kasi hian?,,,jheel saful maloq jasi hian...!

no likes.

Posted on October, 20 2012 10:50:03 AM

bawa125


Age: 34 Male
4445 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
tary jasi aankhun wali aati hian jb sahil py....to lahren shor machati hian lo aaj sumander doob gia

no likes.

Posted on October, 20 2012 10:50:40 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5013 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Na’jany kon si hadon tak hy meri chahtOn ka ye silsila
Bas itna jan lO main wabasta bs TUMHI se hOn.

no likes.

Posted on October, 20 2012 08:45:15 PM

saim14399


Age: 31 Male
4667 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Main to na tha uska talabgar kabhi bhi
‘Mohsin’.
Kashish hi us mein kuch aisi thi, ke
zidd bangaya wo meri…!

no likes.

Posted on October, 21 2012 12:32:22 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5013 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Manzilain Sab Ka Muqadar Hon Yeh Zaroori To Nahin
Kho Bhi Jaatay Hain Nayi Raahon Par Chalnay Walay

no likes.

Posted on October, 21 2012 07:03:23 AM

sahilgee169


Age: 31 Male
4415 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Mujhe us se mohabbat hai,
Magar kese kahoon us se,
Woh meri baat ko sanjeedgi se
kam hi leti hai,
Har ik pal muskurana
Khilkhilaana,
Doston per fikray qassna,
Nit’naye masoom mansoobay banana,
Shokh chanchal har gharri taaza shararat
main bohat masroof rehti hai,
Magar ik aur hadsha bhi hai mujh ko,
Main izhaar se
Iqraar se
khud rokay rakhta hai,
Ke mehke khawab bun’ne, khelne ka waqt hai uska,
Meri chahat
Kahin masoomiyat na cheen le uski,
Sadaa se hum ne dekha hai,
Mohabbat aadmi ko is’qadar sanjeeda karti hai,
Ke phir mehfil, tamashey, khel us ko bojh lagte hain,
Main darta hoon
Kahin yeh bhol’pan us ka,
Yeh har pal cheh’chihaana muskurana sab,
Meri izhaar se sanjeedgi mein na badal jaye,
Kahin us shokhh ko bhi rog koi,
Chup chaap na lag jaye,
Mujhe us se mohabbat hai,
Magar kese kahoon us se….

no likes.

Posted on October, 21 2012 10:32:13 AM

salubhai169


Age: 31 Male
4446 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Teri har baat se anjaan bhi ho sakta hai,
Dil-e-wehshi, dil-e-nadaan bhi ho sakta hai,
Hum jahan beth ke taaron se teri baat karain,
Woh kisi jism ka dalaa’n bhi ho sakta hai,
Yeh jo ik bherriya* jungle mein hua karta hai,
Kal isi bhaiss* main insaan bhi ho sakta hai,
Ain mumkin hai jisey dil ke bajaye thaamon,
Ab kisi shokh ka damaan bhi ho sakta hai,
Titliyaan nochney* ka jurm kiya hai jis ne,
Woh mere sheher ka sultaan bhi ho sakta hai,
Aaj dil mein teri yadon ke diye jalte hain,
Kal yehi rasta sunsaan bhi ho sakta hai,
Jo tujhe aur kisi ka hone nahin deta,
Yeh mere ishq ka imkaan bhi ho sakta hai,
Yeh jo ik shakhs tujhe dekh kar roshan hai bohat,
Bujh bhi sakta hai yeh veeraan bhi ho sakta hai..

no likes.

Posted on October, 21 2012 11:10:54 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5013 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ye tera Garoor-e-Ebadat tughy le na dooby
k suna hai parhta tha Iblees bhi Namzein bohat..

no likes.

Posted on October, 21 2012 03:21:58 PM

BeHappy


Age: 29 Male
4613 days old here
Total Posts: 3249
Points : 89

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Tanhai main jo tanha reh kr bhi tanha na rahy.
Aisi tanhai main tanhai ka maza aur hai.

no likes.

Posted on October, 21 2012 03:35:46 PM

adnansafdar


Age: 29 Male
4418 days old here
Total Posts: 186
Points : 146

Location:
SARGODHA, Pakistan

Status : Offline
tanhi hmm bhot bgert chez hai

no likes.

Posted on October, 21 2012 03:42:34 PM

salubhai169


Age: 31 Male
4446 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Honton sy kabi hont mila kr dekho…..
Mujy apny nazdik kabi bula kr dekho…
Main ny suna hy lazat-e-labb chomnay
sy nasha charta hy……….
Aao phr kisi shab mujy ye jaam pila
kr dekho…..
Kitni muztrib hr raat guzarti hy tum
kia jano….
Kabi jismo may lagi aag honton sy jala
kr dekho…. Pyas bi

no likes.

Posted on October, 21 2012 03:42:49 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4787 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
hum na hote to kisi aur k charche hote
khalqat e shehr to kehne ko fasane mange

no likes.

Posted on October, 21 2012 03:45:17 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5013 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Tu dhoOnd falak par bag-e-iram, apna tu aqeeda hai “MOHSIN”,
Jiss khak pe mukhlis dOst milain, wO khak bhi janat hOti hai….

no likes.

Posted on October, 21 2012 11:29:27 PM

tahir773


Age: 28 Male
4430 days old here
Total Posts: 39
Points : 18

Location:
sargodha, Pakistan

Status : Offline
Tme jo maloom hote wafa k rasm o rivaj

mohabtun mein hmara qisa misal hota kamal hota..

no likes.

Posted on October, 21 2012 11:47:22 PM