Forums > Poetry / Ghazal Corner > Tanhai Mein
naveedanjumjavaid


Age: 33 Male
4881 days old here
Total Posts: 353
Points : 12

Location:
quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Tanhai Mein
Tanhai mein ajeeb zamaney ki wafa dekhta raha
Umer bhar apna ghar tanha dekhta raha

Kahin na kahin to badal hi jatay hain silsilay
Magar main jahan gaya sehra dekhta raha

Jane kyun qatratay hain log mujhe milne say
Kal shab dair talak aaina dekhta raha

Pani mangte magte meray honth pathar ho gaye
Woh shaks mashkiza liye khara dekhta raha

Be-gunah tha phir bhi sir jhukaye hue
Sitam-gar ki sitam ki inteha dekhta raha

Umar bhar mohabbat ka kuch youn silsila raha
Main usay or woh duniya dekhta raha

Kahon ga KHUDA se youm-e-hisaab ko MOHSIN
Ke zamana meri barbadi ka tamasha dekhta raha

no likes.

Posted on March, 29 2012 02:27:38 PM


saim14399


Age: 31 Male
4698 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Pathar bane hoe the zuban de gea
humen,
Ehsas ki ragon me lahoo bolta hoa.

no likes.

Posted on October, 31 2012 06:16:29 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5044 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Aaj ki raat bhi Mumkin hai soo na paoun main
Yaad phir aye hain neendoun ko uranay walay …

no likes.

Posted on October, 31 2012 09:26:22 PM

saim14399


Age: 31 Male
4698 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Dhalti hai wo mae ik tere pemane me
saqi,
Masti ko bhi jo hosh ke adaab sikhae.

no likes.

Posted on November, 01 2012 07:47:53 AM

bawa125


Age: 34 Male
4476 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Mujhe chhor de mere haal par Tera kya bharosa aye AJNABI,

Teri Mukhtasir si Nawazishein Mera dard aur barha na dein.

no likes.

Posted on November, 01 2012 11:33:32 AM

alikan117


Age: 36 Male
4434 days old here
Total Posts: 8
Points : 4

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Na Bujha chiragh-e-dayaar-e-dil,
Na Bichrne Ka Tu Malaal Kar,
Tujhe De Gi Jeene Ka Hosla,
Meri Yaad Rakh Le Sambhal Kar,
Yay Bhi Keya K Ek Hi Shakhs Ko
Kabhi Sochna,Kabhi Bhoolna,
Jo Na Bujh Sake Wo Diya Jala,Jo
Na Ho Sake Wo Kamal Kar,
Gham-e-Arzu Meri Justju, Mein
Simat Ke Aa Gaya Ru-Baru,
Yay Sukoot-e-Marg Hai Kis Liye?
Mein Jawab Doon Tu Sawal Kar,
Tu Bichhar Raha Hai To Soch Le,
Tere Hath Hai Meri Zindage,
Tujhe Rokna Meri Mot Hai,
Meri Be,basi Ka Khayal Kar

no likes.

Posted on November, 01 2012 01:17:34 PM

saim14399


Age: 31 Male
4698 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Zabat karte hain to har zakham laho
daita hai,
Aah karte hain to andesha e ruswai
hai.

no likes.

Posted on November, 01 2012 01:50:17 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4818 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Dekha nahi shayed tu ne abhi zamaney ke mizaaj ko,
Yeh wafaa wafaa karne waley aksar bewafa hote hain..

no likes.

Posted on November, 01 2012 07:21:38 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4818 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Woh kabhi aankh bhi jhapkey to larzz* jata hoon main,
Mujh ko us se bhi zeyada hai zaroorat uss ki..

no likes.

Posted on November, 01 2012 07:23:07 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4818 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Neend ka halka gulaabi sa khumaar ankhon mein tha,
Yu’n laga jese woh shab ko dair tak soya naheen..

no likes.

Posted on November, 01 2012 07:23:38 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5044 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Woh jis ke shaaney* pe hath rakh ke safar kiya tu ne manzilon ka,
Teri gali se najane kyon aaj sir jhukaaye guzar geya woh…

no likes.

Posted on November, 01 2012 08:28:12 PM

saim14399


Age: 31 Male
4698 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Larkion k dukh ajab hote hain sukh us
se ajeeb,
Hans rahi hain aur kajal bhegata hai
sath sath.

no likes.

Posted on November, 02 2012 06:49:52 AM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5044 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Uski Nighah_e_Naaz Mein Hum Bhi Hain Mautbar!
Aey “DIL” Ye Sab Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon…

no likes.

Posted on November, 02 2012 06:06:38 PM

saim14399


Age: 31 Male
4698 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Bil-aakhir thak ke yaaro, ham nay bhi
tasleem kiya,
Apni zaat say ishq hay sacha, baqi sab
afsaanay hain.

no likes.

Posted on November, 03 2012 09:37:36 AM

salubhai169


Age: 31 Male
4477 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Ajeeb Shakhs Tha..Jaaney Kia Chahta Tha…
Khud Se Juda Hokar Kia Maar Daalna Chahta Tha…?
Saahil k Rait Pe Wo Likhta Tha Mera Naam….
Phir Usay Lehron Se Bachaana Bhi Chahta Tha…!
Wo Dard Deta Tha Mujhe Ji Bhar Ke….
Aur Mujhe Hanste Hue Dekhna Bhi Chahta Tha…!
Apni Saari Wafaaein Wo Kisi Aur K Naam Kar Key…
Mujh Se Wo Wafa Ki Umeed Bhi Chahta Tha…!
Parindon K Paron Ko Phir Kaat Kar Wo…
Phir Un Ko Urta Hua Dekhna Bhi Chahta Tha…!
Meri Qabar Pe Aaker Raqeeb K Sang Wo…
Mujhe Sukoon Se Leta Hua Dekhna Bhi Chahta Tha…!
Mujhe Wo Paakar Rakhna Chahta Tha Hamesha…
Aur Khud Kisi Aur Ka Ho Jana Bhi Chahta Tha..!!

no likes.

Posted on November, 03 2012 12:24:58 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4818 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Ghar se nikal parre hain awaargi uthaa kar,
Hum ko yehi bohat hai asbaab* is safar mein..

no likes.

Posted on November, 03 2012 01:03:20 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4818 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Kitni be’sabar zaroorat thi ke us ke ghar ke log,
Bech aye hain shajjar kaat ke phall se pehle..

no likes.

Posted on November, 03 2012 01:05:09 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4818 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Kya bataaon kis tarah ab katt rahi hai zindagi,
Meri har har saans hai talwaar tere bagair..

no likes.

Posted on November, 03 2012 01:06:37 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5044 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Us jafaa-kaar ko maloom nahin woh kya hai
Be-murawat ko hai tasveer dikhani us ki

no likes.

Posted on November, 04 2012 01:25:53 AM

saim14399


Age: 31 Male
4698 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Chalo Ke Ajj Bachpan Ka Koi Khail
Khalein,
Bari Muddat Hoi Bewajah Hans Ker Nhi
Dekha..

no likes.

Posted on November, 04 2012 07:49:51 AM

brightsky2020


Age: 34 Male
4818 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Ajeeb lutf se guzren yeh din jo yu’n guzren,
Ke tere dil main rahen aur apne ghar mein rahen..

no likes.

Posted on November, 04 2012 07:18:34 PM