Forums > Poetry / Ghazal Corner > Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
mubashirhussain707


Age: 34 Male
4824 days old here
Total Posts: 17
Points : 21

Location:
Bahawalpur, Pakistan

Status : Offline
Subject : Mere Humsafer, mere Hum-nasheen (closed)
Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
Main ne Rab se manga to kuch nahi
Main ne jub bhi mangi koi dua!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"
Ye talab kya k mera Khuda!
Sabhi rahtain, Sabhi chahtain,
Wo ata kre tujhe manzlain,
Ye talab kya k mera Khuda!
Tujhe Bakht de,
Tujhe Taj de
Tujhe Takht de,
Mere Humsafer,
Mere Chara-ger,
Ye hai mohabbat ka khatan safer
Mere sath chalna zra soch ker
Zra dekh to mera hosla
Mere paas jo bhi wo hai tera
Nahi aur kuch bhi tere siwa
Meri Dosti
Meri Zindgi
Meri Khamoshi
Meri Be-basi,
Mera Ilm bhi
Mera Naam bhi,
K meri Subha
K meri Sham bhi
K jo mil saken mere Daam bhi,
Wo sabhi kuch tujh ko ata kre;
Mere chara gr tu yaqin to kr
Mujhe mangna to na aa ska
Main ne phir bhi mangi yehi Dua
K gwahi de ga mera Khuda
Maine jub b us se talab kya!
Nahi manga kuch bhi Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
Main ne Rab se manga to kuch nahi
Main ne jub bhi mangi koi dua!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"
Ye talab kya k mera Khuda!
Sabhi rahtain, Sabhi chahtain,
Wo ata kre tujhe manzlain,
Ye talab kya k mera Khuda!
Tujhe Bakht de,
Tujhe Taj de
Tujhe Takht de,
Mere Humsafer,
Mere Chara-ger,
Ye hai mohabbat ka khatan safer
Mere sath chalna zra soch ker
Zra dekh to mera hosla
Mere paas jo bhi wo hai tera
Nahi aur kuch bhi tere siwa
Meri Dosti
Meri Zindgi
Meri Khamoshi
Meri Be-basi,
Mera Ilm bhi
Mera Naam bhi,
K meri Subha
K meri Sham bhi
K jo mil saken mere Daam bhi,
Wo sabhi kuch tujh ko ata kre;
Mere chara gr tu yaqin to kr
Mujhe mangna to na aa ska
Main ne phir bhi mangi yehi Dua
K gwahi de ga mera Khuda
Maine jub b us se talab kya!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"

Moved to Correct segment: HotEngine


no likes.

Posted on February, 17 2011 04:42:25 PM


brightsky2020


Age: 33 Male
4585 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Dhoondta phirta hoon logon me shabahat uski,
Ke woh khawbon mein bhi lagti hai khayalon jesi..

no likes.

Posted on November, 06 2012 09:30:13 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4585 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Chahat ke badle main hum to bech dain apni marzi tak,
Koi miley to dil ka gaahak, koi humain apnaaye to..

no likes.

Posted on November, 06 2012 09:31:51 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4585 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Chaadar-e-mehtaab upar aur neechey thi zameen,
Yu’n mera footpath par bistar mukammal ho gaya..

no likes.

Posted on November, 06 2012 09:33:12 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4244 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Meri Har Khushi Har Baat Teri Hai,
Sanson Me Chhupi Ye Hayaat Teri He
Do Pal Bhi Nahi Reh Sakte Tere Bin
Dhadkano Ki Dhadakti Har Aawaz Teri Hai…

no likes.

Posted on November, 07 2012 09:25:00 AM

brightsky2020


Age: 33 Male
4585 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Koi naa jaan saka woh kahan se aaya tha,
Aur us ne dhoop se baadal ko kyon milaya tha,
Yeh baat shayed logon ko pasand aayi nahin,
Makaa’n chota tha lekin bohat sajaya tha,
Woh ab wahan hai jahan raste nahin jate,
Main jis ke sath yahan pichle saal aya tha,
Suna hai us pe chehekne lage hain parindey bhi,
Woh aik pau’daa jo hum ne kabhi lagaya tha,
Chiragh doob gaye kapkapaye honton par,
Kisi ka hath hamare labo’n tak aya tha,
Badan ko chorr ke jana hai aasman ki taraf,
Samundro’n ne humain yeh sabaq parhaya tha,Koi naa jaan saka woh kahan se aaya tha,
Aur us ne dhoop se baadal ko kyon milaya tha,
Yeh baat shayed logon ko pasand aayi nahin,
Makaa’n chota tha lekin bohat sajaya tha,
Woh ab wahan hai jahan raste nahin jate,
Main jis ke sath yahan pichle saal aya tha,
Suna hai us pe chehekne lage hain parindey bhi,
Woh aik pau’daa jo hum ne kabhi lagaya tha,
Chiragh doob gaye kapkapaye honton par,
Kisi ka hath hamare labo’n tak aya tha,
Badan ko chorr ke jana hai aasman ki taraf,
Samundro’n ne humain yeh sabaq parhaya tha,
Tamam umar mera da isi dhuyain mein ghutta,
Woh ik chiragh thaa meine usey bhujaya tha..
Tamam umar mera da isi dhuyain mein ghutta,
Woh ik chiragh thaa meine usey bhujaya tha..

no likes.

Posted on November, 07 2012 11:27:08 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4585 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Jis mein shaamil na ho meri soch ka taaza lahu,
Us ghazal mein kuch kami mehsus hoti hai mujhe..

Jin ke honton pe tarb-khezz hansi hoti hai,
Woh bhi rote hain kitabon mein chupa kar chehre..

no likes.

Posted on November, 07 2012 11:30:11 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ye aaankh roney ki shiddat se laal thorhi hai
Malal hai magar itna malal thorhi hai

Bus apne wastey hi fikr-mand hain sab log..
Yahan kisi ko kisi ka khayal thorhi hai

Paron ko kaat dia hai urhan se pehle..
Ye khof-e-hijr hai, shoq-e-wisal thorhi hai

Maza to jab hai k haar k bhi hanstey raho..
Hamaisha jeet hi jana kamal thorhi hai

Lagani parhti hai dubki ubharney se pehley..
Gharoob honey ka matlab zawal thorhi hai

no likes.

Posted on November, 07 2012 11:59:33 PM

bawa125


Age: 33 Male
4243 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
? Yeh Kesi Mohabbat Hai Ke
Hamain Kehna Nahi Aata,?

no likes.

Posted on November, 08 2012 11:04:01 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4263 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Muddat ke baad jab woh mila aan kar mujhe,
Main paaglon ki tarah us se lippat geya

no likes.

Posted on February, 05 2013 05:27:59 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Koi Ankhon Se Baat Ker Leta Hai
Koi Ankhon Mein Mulaqat Ker Leta Hai

Bada Mushkil Hota Hai Jawab Dena
Jb Koi Khamosh Reh Ker Sawaal Ker Leta Hai

no likes.

Posted on February, 07 2013 10:05:39 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Wo Mayoosi kay Lamhon mein zara bhi Hosla deta

To Hum Kaghz ki Kashti pe Samnder mein Utar jatey

no likes.

Posted on February, 10 2013 10:24:47 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Log Dilon mein jaga kaisey bana Letey hain

Hum tö unki Zuban pay apna Naam tk na La sakey

no likes.

Posted on February, 12 2013 09:19:25 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Mojood thi udaasi abhi pichli raat ki

Behlaa tha dil zara sa ke phir raat ho gayi

no likes.

Posted on February, 24 2013 09:40:37 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Wo Acha hai to Behtar, bura hai to bi Qabool
Mizaaj-E-Ishq mein Aib-E-Yaar nahi Daikhay jatay

no likes.

Posted on March, 08 2013 09:25:17 PM

cute4cute


Age: 37 Male
4826 days old here
Total Posts: 3565
Points : 242

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
buhat khoob doston wsay poetry b ajeeb he shouq hai...aik dafa par jay tu insaan bas kabi b kesi b waqt is main khoo jata hai:'(

no likes.

Posted on March, 08 2013 11:02:00 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4090 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
*=Akele Hain To kiYa Hua Ye Zandgi Bhi GuZar Jay Ge.!

*=Hum Apni Tanhai Mitane k LiYe kisi ko MaJbur Nahi Karte.!!!

no likes.

Posted on March, 14 2013 12:20:06 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kabhi Fursatein Jo Naseeb Hon Chale Aana Mere paas Tum
hain Adure Kitne hi maamle Meri Zaat se Teri Zaat Tak

no likes.

Posted on March, 17 2013 09:44:34 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
mw nahi pochon ga tun sy kabhi mujhay chornay ka sabab
meray ye pochnay per tum shaid mujh sy khafa ho jaoo gai

no likes.

Posted on March, 18 2013 10:11:13 PM

riabest


Age: 32 Female
4246 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
hakikat jan ker aesi hamakat kon karta h
bhala be fezz logon se mohabat kon karta h

no likes.

Posted on June, 20 2013 01:09:46 PM

riabest


Age: 32 Female
4246 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
batao jis tajarat main khasara hi khasara ho
bina soche khasare ki tijarat kon karta h

no likes.

Posted on June, 20 2013 01:11:22 PM