Forums > Poetry / Ghazal Corner > Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
mubashirhussain707


Age: 34 Male
4824 days old here
Total Posts: 17
Points : 21

Location:
Bahawalpur, Pakistan

Status : Offline
Subject : Mere Humsafer, mere Hum-nasheen (closed)
Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
Main ne Rab se manga to kuch nahi
Main ne jub bhi mangi koi dua!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"
Ye talab kya k mera Khuda!
Sabhi rahtain, Sabhi chahtain,
Wo ata kre tujhe manzlain,
Ye talab kya k mera Khuda!
Tujhe Bakht de,
Tujhe Taj de
Tujhe Takht de,
Mere Humsafer,
Mere Chara-ger,
Ye hai mohabbat ka khatan safer
Mere sath chalna zra soch ker
Zra dekh to mera hosla
Mere paas jo bhi wo hai tera
Nahi aur kuch bhi tere siwa
Meri Dosti
Meri Zindgi
Meri Khamoshi
Meri Be-basi,
Mera Ilm bhi
Mera Naam bhi,
K meri Subha
K meri Sham bhi
K jo mil saken mere Daam bhi,
Wo sabhi kuch tujh ko ata kre;
Mere chara gr tu yaqin to kr
Mujhe mangna to na aa ska
Main ne phir bhi mangi yehi Dua
K gwahi de ga mera Khuda
Maine jub b us se talab kya!
Nahi manga kuch bhi Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
Main ne Rab se manga to kuch nahi
Main ne jub bhi mangi koi dua!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"
Ye talab kya k mera Khuda!
Sabhi rahtain, Sabhi chahtain,
Wo ata kre tujhe manzlain,
Ye talab kya k mera Khuda!
Tujhe Bakht de,
Tujhe Taj de
Tujhe Takht de,
Mere Humsafer,
Mere Chara-ger,
Ye hai mohabbat ka khatan safer
Mere sath chalna zra soch ker
Zra dekh to mera hosla
Mere paas jo bhi wo hai tera
Nahi aur kuch bhi tere siwa
Meri Dosti
Meri Zindgi
Meri Khamoshi
Meri Be-basi,
Mera Ilm bhi
Mera Naam bhi,
K meri Subha
K meri Sham bhi
K jo mil saken mere Daam bhi,
Wo sabhi kuch tujh ko ata kre;
Mere chara gr tu yaqin to kr
Mujhe mangna to na aa ska
Main ne phir bhi mangi yehi Dua
K gwahi de ga mera Khuda
Maine jub b us se talab kya!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"

Moved to Correct segment: HotEngine


no likes.

Posted on February, 17 2011 04:42:25 PM


saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Chalo Aao Kabhi Tooti Hui Choori Ke
Tukrray se
Wo Bachpun Ki Taraha Phir Se
Muhabbat Maap Lete Hain

no likes.

Posted on October, 29 2012 07:29:48 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Mujhe maloom hai mera mukadar tum nahi
Meri takdeer se chup ker mere ek baar ho jao

no likes.

Posted on October, 29 2012 04:06:23 PM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
hai azal se yun to jaari shab-o-roz ka
tasalsul
tere sath din jo guzre kabhi loat kr na
aye………

no likes.

Posted on October, 30 2012 10:15:43 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
saliiqaa hii nahiin shaayad use mahasuus karane kaa
jo kahataa hai Khudaa hai to nazar aanaa zaruurii hai

no likes.

Posted on October, 30 2012 07:50:37 PM

bawa125


Age: 33 Male
4243 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Pocho tw meer say kya koi nazar pari hai
Chehra utar raha hai kuch ajj is jawan ka?

no likes.

Posted on October, 31 2012 12:44:50 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Mat sona kisi b dost ki god me sir rakh ke..
Jab ye bicharte hain to resham k takiye pr b neend nhi aati

no likes.

Posted on October, 31 2012 05:32:04 PM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
TujhKo Chaha He Nahi Teri Parastish Ki
Hay
Is Tarha Kis Nay Tujhey ToOt Kay
Chaha Hoga.. ?

no likes.

Posted on October, 31 2012 06:19:14 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
HER MOR PE MIL JATE HAI HUMDARD HAZARON
SHAYAD MERI BASTI MAIN ADAKAR BOHUT HAIN…

no likes.

Posted on October, 31 2012 09:19:24 PM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Zamane ko na de ilzam ae na waqif e
manzil,
Zamane ki nazar hum hain zamane ka
chalan hum hain.

no likes.

Posted on November, 01 2012 07:58:12 AM

bawa125


Age: 33 Male
4243 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Wo Jo Sar Jhuka Ke Baithe Hain,,
Hamara Dil Churaye Baithe Hain,,
?

no likes.

Posted on November, 01 2012 11:23:07 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Subah uthte hi aaj sadqaa diya
Mohabbat kar bethe they khawb mein..

no likes.

Posted on November, 01 2012 08:45:13 PM

Rohama


Age: 30 Female
4259 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Tujh se na milnay ki Qasam kha kar ,
Har raah mai tjhe Dhoonda buhat hai ...!!


no likes.

Posted on November, 02 2012 12:26:03 AM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Qafas udas hai yaro saba se kuch to
kaho,
Kahen to behar e khuda aj zikar yaar
chale.

no likes.

Posted on November, 02 2012 06:43:55 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
phala phool rahay hain ya rab chaman meri umeedon ka
jgr ka hoon day day kar ya bootay main na paalay hain

no likes.

Posted on November, 02 2012 06:17:20 PM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
nikalna hda sa aadam suntay aaya
hain laikin
bohat bay aabrooo ho kar teray
koochay sa hm niklay

no likes.

Posted on November, 03 2012 09:31:13 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4244 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Silsila Sa Janaab ! Banta Gaya
Ik Haqeeqat Wo Khwaab Banta Gaya
Aks Paani Mein Dekhnay Ke Lye
Kaisay Chehra Gulaab Banta Gaya
Ham Ne Koi Sawaal Tak Na Kia
Wo Mukammal Jawaab Banta Gaya
Pehlay Unwaan Tha Wafa Ka Jo Shakhs
Baad Mein Wo Kitaab Banta Gaya
Neend Ka Tootna Bhee Apni Jaga
Khwaab Bhee Ek Azaab Banta Gaya
Dekhnay Mein Tha Ek Lafz Magar
Ishq Poora Nisaab Banta Gaya
Ham Haqeeqat Samajh Rahay Thay Jisay
Rafta Rafta Saraab Banta Gaya
Saaray Aalam Mein Ham Howay Tanha
Sab Ka Wo Intekhaab Banta Gaya
Pehlay Dil Torna Bura Tha Batool
Baad Mein Ye Sawaab Banta Gaya

no likes.

Posted on November, 03 2012 12:30:37 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4585 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Hum nagri nagri* jate hain aur ghar ghar geet gaatey hain,
Hum galiyon galiyon, aangan aangan pyar ke deep jalate hain,
Hum khushbu ke saudaagar* hain aur sauda* sacha karte hain,
Jo gaahak phoolon jesa ho hum bin’daamon* bik jate hain,
Hum sheher-e-wafa ke logon ka tum haal bhla kya jano ge,
Hum dil ko chot chupatey hain aur aansu pee jatey hain,
Jo log sharafat waley hain, woh qadrey buzdil* hite hain,
Dushman se nahin dartey woh magar, kam’zarfon* se ghabratey hain,
Hum sachey hain, yeh kese kahen, sach sab ke bass ki bat nahin,
Jo sachhi baatain karte hain, woh peghambar* kehlaatey hain,
Iqbaal to adnaa’a hadim hai, arbaab ilm-o-danish ka,
Yeh aap ka husn-e-samaat* hai jo is pe karam farmaatey hain..
(nagri;town, saudaagar;one who deals, sauda;deal, bin’daamon;without price, buzdil;one who is always scared, kam’zarfon;uncredible,

no likes.

Posted on November, 03 2012 12:51:24 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4585 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Gum hain sab apni sadaa ke shor main,
Main jo kehta hoon, koi sunta nahin..

no likes.

Posted on November, 03 2012 12:56:25 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Raat ke pichley peher uthataa hai
Dard-e-dil tahajjud guzaar ho jese..

no likes.

Posted on November, 04 2012 01:32:08 AM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Yun Jalaate Ho Jesy ‘SAWAB’ Milta Ho,
DIL Hai Mera, Chiragh-e-Masjid To
Nahi… …

no likes.

Posted on November, 04 2012 08:01:17 AM