Forums > Poetry / Ghazal Corner > Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
mubashirhussain707


Age: 34 Male
4824 days old here
Total Posts: 17
Points : 21

Location:
Bahawalpur, Pakistan

Status : Offline
Subject : Mere Humsafer, mere Hum-nasheen (closed)
Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
Main ne Rab se manga to kuch nahi
Main ne jub bhi mangi koi dua!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"
Ye talab kya k mera Khuda!
Sabhi rahtain, Sabhi chahtain,
Wo ata kre tujhe manzlain,
Ye talab kya k mera Khuda!
Tujhe Bakht de,
Tujhe Taj de
Tujhe Takht de,
Mere Humsafer,
Mere Chara-ger,
Ye hai mohabbat ka khatan safer
Mere sath chalna zra soch ker
Zra dekh to mera hosla
Mere paas jo bhi wo hai tera
Nahi aur kuch bhi tere siwa
Meri Dosti
Meri Zindgi
Meri Khamoshi
Meri Be-basi,
Mera Ilm bhi
Mera Naam bhi,
K meri Subha
K meri Sham bhi
K jo mil saken mere Daam bhi,
Wo sabhi kuch tujh ko ata kre;
Mere chara gr tu yaqin to kr
Mujhe mangna to na aa ska
Main ne phir bhi mangi yehi Dua
K gwahi de ga mera Khuda
Maine jub b us se talab kya!
Nahi manga kuch bhi Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
Main ne Rab se manga to kuch nahi
Main ne jub bhi mangi koi dua!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"
Ye talab kya k mera Khuda!
Sabhi rahtain, Sabhi chahtain,
Wo ata kre tujhe manzlain,
Ye talab kya k mera Khuda!
Tujhe Bakht de,
Tujhe Taj de
Tujhe Takht de,
Mere Humsafer,
Mere Chara-ger,
Ye hai mohabbat ka khatan safer
Mere sath chalna zra soch ker
Zra dekh to mera hosla
Mere paas jo bhi wo hai tera
Nahi aur kuch bhi tere siwa
Meri Dosti
Meri Zindgi
Meri Khamoshi
Meri Be-basi,
Mera Ilm bhi
Mera Naam bhi,
K meri Subha
K meri Sham bhi
K jo mil saken mere Daam bhi,
Wo sabhi kuch tujh ko ata kre;
Mere chara gr tu yaqin to kr
Mujhe mangna to na aa ska
Main ne phir bhi mangi yehi Dua
K gwahi de ga mera Khuda
Maine jub b us se talab kya!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"

Moved to Correct segment: HotEngine


no likes.

Posted on February, 17 2011 04:42:25 PM


rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
kitna araam mila tha mujhy zakhmi hu kar…
usy kahna wohi chalye ub k bhi teer…

no likes.

Posted on October, 20 2012 08:44:03 AM

bawa125


Age: 33 Male
4243 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bohat Khud Per Jabar Ker Ke,
Mohabbat Ka Safar Ker Ke..
Usay Panay Ki Chahat Main,

no likes.

Posted on October, 20 2012 10:22:40 AM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
wo mujh ko toot k chahay ga, chorh
jaye ga
mujhe khabar thi usse ye hunar bhi
ata hai.

no likes.

Posted on October, 20 2012 10:38:50 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Afsaano ki dunya men sab jhoot nahin hota..
Dil aur bhi uljhay ga, na parhiye kitabon ko.

no likes.

Posted on October, 20 2012 08:58:09 PM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Aisa KhamOshi ka Aalam Chaya Hai
TERE Jaane ke Baad,
Ke Ho ke Udaas Prinde Bhi Mera
Sheher ChoOr Gaye.

no likes.

Posted on October, 21 2012 12:24:18 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Zindagi to apnay hi Qadmon pe chalti hai Faraz..
Auron k $aharay to Janazay utha kartay hain

no likes.

Posted on October, 21 2012 07:13:42 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4213 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Tum jis baat pe hanste ho main ro parta hoon,
Main jis baat pe rota hoon tum hanss dete ho,
Main jis baat pe bujh jaaon tum khil jate ho,
Main jis baat pe marta hoon tum jee uthte ho,
Main jiss baat pe dard mein dooba rehta hoon,
Tum us baat pe roshan roshan lagte ho,
Soch raha hon kitne zyada alag alag hain,
Teri meri soch ke dhaarey,
Kitne zeyada judaa judaa hain,
Soch raha hoon,
Itne mukhaalif tufaanon ko sahain ge kese,
Tum aur mein ik chat ke neechey rahain ge kese..

no likes.

Posted on October, 21 2012 10:26:08 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4244 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Mere lehje mein jo aansu se utar aye hain,
Kitne barson ke sitam aankh main dar aye hain,
Tum gaye they to yeh dehleez na dekhi thi kabhi,
Aaj tum aaye to hum laut ke ghar aaye hain,
Jaane tanbeeha ki dhamki ke basharat hai koi,
Mere aangan mein jo tootay huye par aaye hain,
Ab hamain khauf hai jeeney ka na mar mitne ka,
Teri chokhat se jo aye hain to mar aye hain

no likes.

Posted on October, 21 2012 11:20:25 AM

Hiramemon


Age: 32 Female
4373 days old here
Total Posts: 45
Points : 18

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
I have no time for poetry.

no likes.

Posted on October, 21 2012 02:13:58 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Unhi raasto ne jinn par kabhi tum the saath mere
Mujhe rok rok ke puchte hai, tera humsafar kahan hai..

no likes.

Posted on October, 21 2012 03:29:23 PM

adnansafdar


Age: 29 Male
4216 days old here
Total Posts: 186
Points : 146

Location:
SARGODHA, Pakistan

Status : Offline
itnee zada khubsort se khubsort poetry wo beh 1 jaga pr :8


no likes.

Posted on October, 21 2012 03:44:20 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4244 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
4…You
Kabhi Jazbon Kabhi
Khawabon Ki Tijarat
Kar K,
.
Dil Ny Dukh Dard
Kamaye Hain Muhabbat
Kr K.
.
Tum Jab Aao Gay To
Mehfooz Milain Gay
Tum Ko,
.
Hum Ny Dafnaye Hain
Kuch Khawab Amanat
Kar K,
.
Ek Zara Si Bhoul Hui
Or Usy Kho Bethy,
.
Hum Ny Paya Tha Jise
Barson Ibadat Kar K.

no likes.

Posted on October, 21 2012 03:44:24 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4585 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
pegham e shoq ko itna taveel matt krna
bs mukhtasar un se kehna k ankhen taras gai hain

no likes.

Posted on October, 21 2012 03:52:44 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Na tol apni mohabat ko be-daam taraazo mei
“TU” kitna anmol hy kabi hum sy to pooch..

no likes.

Posted on October, 21 2012 11:35:22 PM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Gale Lipte Hain Woh Bijli Ke Dar Se,
Ilahi Yeh Ghata Do Din To Barse..!!

no likes.

Posted on October, 22 2012 12:05:47 AM

bawa125


Age: 33 Male
4243 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
darja bandi deekhi jaaye to mera yaar awaal hai...

rooth jaany sy dil jalaany tak...

no likes.

Posted on October, 22 2012 11:38:55 AM

juntalman


Age: 34 Male
4495 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Door Reh kar kareeb kitnay thay,
Faslay bhi Ajeeb kitnay thay,

Dard-E-Dil ki Dawa nahi warna,

Is jahan mein Tabeb kitnay thay,

no likes.

Posted on October, 22 2012 02:20:32 PM

sahilgee169


Age: 30 Male
4213 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Jala k tu bhi Agar aasra Na de Mujko,
Yeh khauf hai k HaWa phir bujha Na de Mujko
Main is khayal Se mur mur k Dekhta hon usy,
Bichar k woh bhi Kahein phir sada Na de Mujko.
Bas is khayal se Shab bhar main So nahi sakti,
K Khauf-e-Khwab-e-Guzishta Jaga na de Mujhko.
Terey Baghair Teri tarhan Main zinda rahon,
Yeh haosLa bhi Dua kar!khuda Na de Mujhko.
Main is liye bhi Usey khud Manaon ga ,
Ke Mujhse Rothny Wala, Bhula na de MuJh ko

no likes.

Posted on October, 22 2012 04:57:11 PM

riabest


Age: 32 Female
4246 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
wow, what a ghazal,
long but good

no likes.

Posted on October, 22 2012 05:05:08 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Hum Na Badlein gay waqt ki raftaar kay sath
Hum jab b milen gay andaz purana hoga

no likes.

Posted on October, 22 2012 07:41:27 PM