Forums > Poetry / Ghazal Corner > =kahani Pakistan ki=
Hussainkhalid


Age: 27 Male
4083 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Subject : =kahani Pakistan ki=
"kahani Pakistan ki" qabil-e-etraz thi halat insan ki quaid ne sambhal li phir nao muslman ki iqbal ne dekha ik khuwab tha tabeer hui os khuwab ki de kr qurbani lakhon jaan ki janon tha aur ishq tha iss dharti ki bunyadon mein tab mili pehchan thi iss dais ko pakistan ki ...................... phir chiragh bujh gaye waqar key muslim sadaqat se hut gaye tareekh ka safar ruk gya tehzeeb key paon cut gaye mehnat, azmat, yaqeen, amal peham ye quaid ka farmana tha qadar nahi ki iss qaum ne quaid key farmaan ki jalandhary ne likha tha ye pak ser zameen hai aaj yahan sulagti hai laash har muslman ki abdul qadeer ki soch ne askari khud kafalat di larzay parbat jo dharti key cut gaye hath duman nagri key ser utha key jeeti thi ye dharti baqi daison mein phir aaj kyon jhuki hai gurdan har naujawaan ki yahan jyalay baasi bastay thay haq pe mertey thy, cutatay thay phir aaj kyon bik gai rooh adam-e-insaan ki shar jaltay hain, tootatay hain log merte hain, bumb phootatay hain aaj koi sunta kyon nahi pukaar har dard mandaan ki ............................... nahi kuch bigra abhi, kah qadam berhao barho agay, surraya tak le jao nao sab kuch hai iss dais mein yeh Allah ka ehsaan hai dhoondh lo phir wohi aaqabi rooh Iqbal key nau jawan ki laro, dat jao haq-o-batil k agay phir dekho kahkashan choway gi ye dharti Pakistan ki mayoos nah ho aye insaan kah subah-e-nau bhi aye gi her simat chandni chaye gi bas apna aap sudhaar lo har soch badal jaye gi naye chshmay poothain gay mohabbaton aur ulfaton key ofaq pe chaye gi kiran naye mahtaab ki phir se likhi jaye gi "Taeekh" ik naye Pakistan ki
[bgcolor=#003399][/bgcolor]

no likes.

Posted on May, 05 2013 07:13:20 PM


Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
chalo koi bat nahi shabab bahi . chalta rehta hai
ap bhi apne inbox se koi msg upload ker do

no likes.

Posted on January, 10 2014 01:42:55 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Ye Chubhan Akaile pan ki
Ye lagan udas Shab se,
Main hawa se larr raha hoon
Tujhe kya bataun kab se,,

Ye sehr ki Sazishen theen,
K ye inteqaam-e-shab tha,

Mujhe zindagi ka sooraj
Na bacha saka Ghazab se,

Tere naam se shafa ho!
Koi zakham wo ataa kar,

Mere nama-bar! Mile to,
Usy kehna ye adab se,

Wo jawaan ruton ki shaamein,
Kahan kho gai hain ,,,!


Main to bujh k Reh gaya hon
Wo bichar gaya hai jab se

no likes.

Posted on January, 10 2014 01:44:38 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Ek Jhoot Meine Tumse Kaha..
Mujhe Nafrat Hai Tumse..

Ek Jhoot Tum Bhi Keh Do..

Tumhe Mohabbat Hai Mujh Se

no likes.

Posted on January, 10 2014 01:45:42 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Teri Qurbat Bhi Nahi hai Mayassar, .
Aur Din Baarisho'n K chl Rahey Hain

no likes.

Posted on January, 10 2014 01:46:43 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Wo kia ajeeb shakhs tha k jis ki zaat Pr....!
Jab Aitbar barh Gaya t0 Ikhtiar Na Raha.

no likes.

Posted on January, 10 2014 01:48:02 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Jesy nangy paaon
Phatty purany kaprron waly bchy

Apni khali jebon ka ehsas liye

Dil ko achi lgny wali mehngi cheezen


Kisi dukan k bnd sheeshon sy

Pehron lag kr takty hain na

Main b tum ko yunhi Mohsin

Aksr takta rehta hon

no likes.

Posted on January, 10 2014 01:49:07 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Nothing is perfect in this world So one should target excellence, not perfection..
Do only one thing at a time and do it in the shortest possible time without the loss of quality

no likes.

Posted on January, 10 2014 01:52:17 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Meri Manzil, Meri Had.
Bas Tum Sy Tumhi Tak,
Fakhar Ye k Tum Mere Ho....
Fikar Ye k Na Jaanay Kab Tak?

no likes.

Posted on January, 10 2014 01:53:45 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Munasib Samjho To Sirf Itna Hi Bata Do..
Dil Be-Chain Hai Bohat,
Kahein Tum Udaas To Nahi.

no likes.

Posted on January, 10 2014 01:54:56 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Silent lips avoid many problems.
BUT,
Smiling lips solve many problems....!!" keep smiling.. agree?

no likes.

Posted on January, 10 2014 01:56:23 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Mere Hee Dil Ka Makee.n Nikla Wo Shakhs “Wasi”
Aur Mein Shehar Bhar Me Dhundta Raha Usy Kisi Pagal Ki Tarah

no likes.

Posted on January, 10 2014 01:57:50 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Mausam hy barish ka aur yad tumhari aati hy,
Barish k har ek katre se aawaz tumhari aati hy,
Badal jab garajte hain dil ki dharkan barhti hy,
Aur dil ki har ek dharkan se aawaz tumhari aati hy,
...
jab taiz hawaein chalti hain aur jaan humari jati hy,
Mausam hy barish ka aur yad tumhari aati hy.

no likes.

Posted on January, 10 2014 01:59:24 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
De diya us ne mohabbat se mohabbat ka jawab,
Haatma ho gya ab ishq ke fasaaney ka.

no likes.

Posted on January, 10 2014 02:00:42 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Mohabbat ki manzil hi shayed nahin hai,
Ke jab dekhiye imtihaan aur bhi hain..


no likes.

Posted on January, 10 2014 02:01:55 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Mohabbat ki manzil hi shayed nahin hai,
Ke jab dekhiye imtihaan aur bhi hain..
.....ye bat to ap ne bilkul sahi kahi hai

no likes.

Posted on January, 10 2014 02:02:58 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Ek accha insan agar100 bar bhi ruth jaye to har bar use mana lo. Kyuki kimti motiyo ki mala jitni bar tute use pirona parta

no likes.

Posted on January, 10 2014 02:04:29 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Pather ki deewaar na tori
pyar bhara dil tor dia
ek rupee ki khatir
tumne SMS karna chor dia

no likes.

Posted on January, 10 2014 02:07:14 AM

Rohama


Age: 30 Female
4252 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Ruko Main DiL Dikhata Hoon Nabz KiYa Khaak BoLay Gi..
Mareez-E-Yaar Hn Sahib, Dawayen Door Hi Rakho

no likes.

Posted on January, 10 2014 02:09:30 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Hum wafaayen kar ke rakhte hain wafaaon ki umeed,
Dosti mein iss qadar sauda’gari bhi jurm hai

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:17:17 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4256 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Zindagi ke udaas lamhon mein,
Bewafa dost yaad aate hain.

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:19:27 PM