Forums > Poetry / Ghazal Corner > =kahani Pakistan ki=
Hussainkhalid


Age: 27 Male
4081 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Subject : =kahani Pakistan ki=
"kahani Pakistan ki" qabil-e-etraz thi halat insan ki quaid ne sambhal li phir nao muslman ki iqbal ne dekha ik khuwab tha tabeer hui os khuwab ki de kr qurbani lakhon jaan ki janon tha aur ishq tha iss dharti ki bunyadon mein tab mili pehchan thi iss dais ko pakistan ki ...................... phir chiragh bujh gaye waqar key muslim sadaqat se hut gaye tareekh ka safar ruk gya tehzeeb key paon cut gaye mehnat, azmat, yaqeen, amal peham ye quaid ka farmana tha qadar nahi ki iss qaum ne quaid key farmaan ki jalandhary ne likha tha ye pak ser zameen hai aaj yahan sulagti hai laash har muslman ki abdul qadeer ki soch ne askari khud kafalat di larzay parbat jo dharti key cut gaye hath duman nagri key ser utha key jeeti thi ye dharti baqi daison mein phir aaj kyon jhuki hai gurdan har naujawaan ki yahan jyalay baasi bastay thay haq pe mertey thy, cutatay thay phir aaj kyon bik gai rooh adam-e-insaan ki shar jaltay hain, tootatay hain log merte hain, bumb phootatay hain aaj koi sunta kyon nahi pukaar har dard mandaan ki ............................... nahi kuch bigra abhi, kah qadam berhao barho agay, surraya tak le jao nao sab kuch hai iss dais mein yeh Allah ka ehsaan hai dhoondh lo phir wohi aaqabi rooh Iqbal key nau jawan ki laro, dat jao haq-o-batil k agay phir dekho kahkashan choway gi ye dharti Pakistan ki mayoos nah ho aye insaan kah subah-e-nau bhi aye gi her simat chandni chaye gi bas apna aap sudhaar lo har soch badal jaye gi naye chshmay poothain gay mohabbaton aur ulfaton key ofaq pe chaye gi kiran naye mahtaab ki phir se likhi jaye gi "Taeekh" ik naye Pakistan ki
[bgcolor=#003399][/bgcolor]

no likes.

Posted on May, 05 2013 07:13:20 PM


SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
jb yad ka albam kholun to kuch dost boht yad aate hn
jb apna bachpan sochun to kuch dost boht yad aate hn

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:20:47 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
ab jane kis nagri main ja ker aabad hn mud'dat se
main raat gae thak jaoun to kuch dost boht yad aate hn

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:22:00 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
kuch baten then phulon jesi kuch lehje khushbu jese the
main shehr.e. chaman main thehrun to kuch dost boht yad aate hn

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:23:00 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
wo pal bhar ki narazgiyan or maan bi jana pal bhar main
ab khud se jb bhi ruthun to kuch dost boht yad aate hn

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:24:02 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Youn na parhriye kahein kahein se humein,
Hum bhi insaan hain koi kitaab nahin

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:25:11 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Gham-e-Doran ko sada mujh se shikayat hi rahi,
Mere Aalfaaz main dhalti teri soorat hi rahi,

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:26:34 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Zehen kehta tha teri shakl bhula kar rakh dun,
Par mere dil ko sada mujh se baghawat hi rahi

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:27:43 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Dushman-e-jan bhi mujhe jan se mehboob raha,
Teri ulfat ki mere dil pe hakomat hi rahi

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:28:48 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Yun to jo chaha zamane me mila mujh ko
Phir bhi aa dekh mujhe teri zaorat hi rahi

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:30:18 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Auron Sy Bhi Wa'bastagian Hain Thorri Si Magar...!!
Tujh Say Jo Silsilay Hain Wo Inteha K Hain.

no likes.

Posted on January, 10 2014 03:31:34 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Purani Ho Kar Or Bhi Aazab Hoti Ja Rahi Hai...
Muhabbat Besharm , Behisab Hoti Ja RAhi Hai...

no likes.

Posted on January, 10 2014 04:19:10 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Chubti hai
Qalb_o_jaan ko
sitaaroon ki
Roshni..


Ay chand

doob

ja k aaj tabiyat

Udaas hai.

no likes.

Posted on January, 10 2014 04:21:59 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4254 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Najane kon si galiyon mein chorr aya hoon,
Chiraag jalte huye, khawb muskuratey huye

no likes.

Posted on January, 10 2014 04:25:28 PM

2waqar


Age: 34 Male
3780 days old here
Total Posts: 2325
Points : 35

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Main nahin sipahi wo peit jo dikha jaye
Hamsafar nahin aisa sath jo nachal payee

Main nahin wo saya jo tergee main kho jayee
Rahh main chor jaon main ye ho nahin sakta


no likes.

Posted on January, 11 2014 09:33:22 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4081 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
hmmm bhai jiii zabardast poetry hay ap ki........./nice

no likes.

Posted on January, 11 2014 09:44:44 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3829 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Bari lambi kahani hai pher kbi parh len ge

no likes.

Posted on January, 12 2014 09:31:42 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3829 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Achi kahani hai bhai mujhe pasand aai hai

no likes.

Posted on January, 13 2014 09:12:40 PM

Awais148


Age: 30 Male
4066 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
zia bhai ki poetry to abhi ap ne daikhi hi kahan hai

no likes.

Posted on January, 13 2014 09:20:09 PM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3961 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
khalid bhai itni lambi kahani.
yar abhi to nhi perhi.
lak8n baad main time nikal ker lazmi perh lo ga.
ap fikar mat karo.

no likes.

Posted on February, 18 2014 06:28:28 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4081 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
heart bhai lazmi parhna kafi mazy ki story hay .....!!! parh kr phr btana k kesi hay story bhai.....!!!!!!

no likes.

Posted on February, 18 2014 06:36:57 PM