Forums > Poetry / Ghazal Corner > =kahani Pakistan ki=
Hussainkhalid


Age: 27 Male
4082 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Subject : =kahani Pakistan ki=
"kahani Pakistan ki" qabil-e-etraz thi halat insan ki quaid ne sambhal li phir nao muslman ki iqbal ne dekha ik khuwab tha tabeer hui os khuwab ki de kr qurbani lakhon jaan ki janon tha aur ishq tha iss dharti ki bunyadon mein tab mili pehchan thi iss dais ko pakistan ki ...................... phir chiragh bujh gaye waqar key muslim sadaqat se hut gaye tareekh ka safar ruk gya tehzeeb key paon cut gaye mehnat, azmat, yaqeen, amal peham ye quaid ka farmana tha qadar nahi ki iss qaum ne quaid key farmaan ki jalandhary ne likha tha ye pak ser zameen hai aaj yahan sulagti hai laash har muslman ki abdul qadeer ki soch ne askari khud kafalat di larzay parbat jo dharti key cut gaye hath duman nagri key ser utha key jeeti thi ye dharti baqi daison mein phir aaj kyon jhuki hai gurdan har naujawaan ki yahan jyalay baasi bastay thay haq pe mertey thy, cutatay thay phir aaj kyon bik gai rooh adam-e-insaan ki shar jaltay hain, tootatay hain log merte hain, bumb phootatay hain aaj koi sunta kyon nahi pukaar har dard mandaan ki ............................... nahi kuch bigra abhi, kah qadam berhao barho agay, surraya tak le jao nao sab kuch hai iss dais mein yeh Allah ka ehsaan hai dhoondh lo phir wohi aaqabi rooh Iqbal key nau jawan ki laro, dat jao haq-o-batil k agay phir dekho kahkashan choway gi ye dharti Pakistan ki mayoos nah ho aye insaan kah subah-e-nau bhi aye gi her simat chandni chaye gi bas apna aap sudhaar lo har soch badal jaye gi naye chshmay poothain gay mohabbaton aur ulfaton key ofaq pe chaye gi kiran naye mahtaab ki phir se likhi jaye gi "Taeekh" ik naye Pakistan ki
[bgcolor=#003399][/bgcolor]

no likes.

Posted on May, 05 2013 07:13:20 PM


Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Me to parh nai sakta itna waqt kahan hai k me parh lun ga waise kia pata hai kaisi hu gi achi ya buri

no likes.

Posted on February, 19 2014 05:57:41 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4082 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
sabir shah bhai parhte q nhi aap apko pata chal jaega na kesi story hay hmmmm .....!!!!!

no likes.

Posted on February, 19 2014 06:09:11 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4082 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
wese bhai apki marzi hay ap prhen ya na parhen m bhala isme kiya kr sakta hooon.......!!!! hmmmm.....!!!

no likes.

Posted on February, 19 2014 06:11:28 PM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3962 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
theek hsi khalid bhsi.
main is topic ko perh ker bta do ga k yeh story kasi hai.
khalid apko yeh story kahan se mili thi.
nujhe to asi story nhi milti...

no likes.

Posted on February, 19 2014 06:12:32 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4082 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
heart bhai ye story boht mushkil se mili thi abhi yaad nhi hay k kahan se mili thi ye story......!!!!

no likes.

Posted on February, 19 2014 06:24:20 PM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3962 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
khalid zehan per thora zor do.
jab apko yaad aye ga to ap zaror bta dena.
hum us sote k bare main janna chahte hain

no likes.

Posted on February, 19 2014 06:36:06 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4082 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
hahaha....bhai yaad nhi aarha hay kiya krun......!!! dimag men aarha hay phr bhool jata hoon....!!!!

no likes.

Posted on February, 19 2014 06:43:03 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Itni lambi hai parh nai pate pher bhhool jati hai kia karen ge yar hum kuch nai ho sakta hai na yaaaar

no likes.

Posted on February, 20 2014 06:12:02 PM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3962 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
khalid bhai akhir apko yaad kiun nhi a rha hai.
kya ap badam nahi khate ho.
sp badam khya karo roz.

no likes.

Posted on February, 20 2014 06:29:48 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4082 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
heart bhai badam nhi khata doodh peeta hoon aadha kilo daily raat ko....hhehehehe.....!!!!

no likes.

Posted on February, 20 2014 06:46:23 PM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Khalid bhai ap mehnat se banate ho topics to hum is lye yahan comments karte hain k ap ka haosla barh jae ga

no likes.

Posted on February, 21 2014 08:02:04 AM

Sabirshah


Age: 33 Male
3830 days old here
Total Posts: 15423
Points : 83

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Pakistan k halat ka kuch samjh nai ye kiun theak nai hu rahe hain,aur bi bigarte jate hain ap bi kuch is me kahu ge

no likes.

Posted on February, 21 2014 08:03:12 AM

hearthackervsgirls


Age: 39 Male
3962 days old here
Total Posts: 2292
Points : 11973

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Hahahahaha
khalid bhai hum se to aik pao dohd bhi nhi pia jata.
hum to aadha kilo tea pe sakte hain bus.
Hahahahaha. ...
hme tea hi passand hai

no likes.

Posted on February, 21 2014 11:32:39 AM