owaisahmed55
Age: 36
4833 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122
Location:
karachi, Pakistan
Status : Offline |
mein ne apne pyaar ko iss qadar apna samjha jis tarah jism mein rooh ko apna samjhaaa....mein ne ter raahon ko phoolon se bhar dya lakin too ne mujhe kanton kii manind samjha ab to teri yaad mein jeena marna hai .... lakin teri yaad ne bhi kab mujhe apna samjha jab se huwe ho tum meri aankhon se dooor tab se mein ne jism se jaan ko rukhsat samjha uss kii yaad ko ab dil se mitaa de FAISAL...... uss ne tere wajood ko hee kabhi nahi apna samjha
no likes.
|