Forums > Religion > Quotes of Hazrat Ali
tariqbangashpk


Age: 38 Male
5041 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Quotes of Hazrat Ali
ilm ko haasil ker kyonke agar tu maaldaar hai to zeenat ka baa'is hai ,aur agar tu mohtaaj hai to is se wajah e muaash ki koi soorat ho jaye gi.

no likes.

Posted on August, 27 2011 05:58:31 AM


ashfaq786


Age: 44 Male
5030 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Woh Gunah jis ka tumhe ranj ho Allah k nazdik us neki se behtar hai ji se tum mein ghuroor peda ho jaye.Hazrat Ali as

no likes.

Posted on December, 03 2011 12:41:25 PM

Asif007


Age: 37 Male
4789 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
Wo log kisi k nahin hote jo 'Dost' aur 'Rishte' ko libaas ki tarah badalte hein...

HAZRAT ALI [R.A]

no likes.

Posted on December, 03 2011 07:01:26 PM

Asif007


Age: 37 Male
4789 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
Jo tumhein khushi k waqt per yaad aye tou samjh lo k is se tum Muhabbat karte ho.
Aur jo tumhein Gham ki shidat mein yaad aye tou samjh lo k wo tum se Muhabbat Karta hai.. - HAZRAT ALI(R.A)

no likes.

Posted on December, 03 2011 07:03:12 PM

Asif007


Age: 37 Male
4789 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
Dolat matti ki tarah hai aur matti ko paon k neechay rehna chahye, agar sar pe charhaoge tou qabar ban jayegi aur qabreen zinda insano k liye nhi hoti.

HAZRAT ALI [R.A]

no likes.

Posted on December, 03 2011 07:03:59 PM

Asif007


Age: 37 Male
4789 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
Agar koi tumse Bhalai ki umeed rakhay tou usay mayoos mat karo, Kyun k logon ki zaruraton ka tumse wabasta hona, tum par 'ALLAH' ka khas karam hai...

HAZRAT ALI [R.A]

no likes.

Posted on December, 03 2011 07:06:14 PM

Asif007


Age: 37 Male
4789 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
? Agar tumhein wo na milay jisay tum mangte ho,
Tou samjh lo k tumhein kisi aur ne apne liye mang liya hai...

HAZRAT ALI [R.A]

no likes.

Posted on December, 05 2011 01:05:45 PM

Asif007


Age: 37 Male
4789 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
Khush Naseeb wo nahin jis ka Naseeb acha hai,
Balke Khush Naseeb wo hai jo apne Naseeb pe khush hai...

HAZRAT ALI [R.A]

no likes.

Posted on December, 05 2011 01:06:40 PM

Asif007


Age: 37 Male
4789 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shakhs sajdoon mein Rota hai usay taqdeer per Rona nhe parta...

Hazrat Ali (R.A)

no likes.

Posted on December, 05 2011 01:07:11 PM

Asif007


Age: 37 Male
4789 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
Jo insan 'ALLAH' k diye huwe Rizq ko kaafi samjhay aur Shukar kare, wo zindgi me kabhi kisi ka Mohtaj nahi ho sakta...

HAZRAT ALI [R.A]

no likes.

Posted on December, 05 2011 01:07:53 PM

Asif007


Age: 37 Male
4789 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
Jo shakhs tumhari nigahon se tumhari zarurat ko samajh nahi sakta, Us se kuch mang kar khud ko sharminda na Karo... HAZRAT ALI [R.A]

no likes.

Posted on December, 05 2011 01:09:22 PM

Asif007


Age: 37 Male
4789 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
Kisi per Ehsan karo to us ko chupao!
Aur agar tum per koi Ehsan kare to us ko zahir karo... HAZRAT ALI [R.A]

no likes.

Posted on December, 05 2011 01:10:01 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5024 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Dunia Dar Logon Ki Sohbat Ikhtiar Na Kar Q K Agar Tu Tang Dast Howa To Ye Tujhy Chhor Daingy Or Dolat Mand Howa To Tujh Sy Hasad Kraingy... Hazrat Ali (R.A)


no likes.

Posted on December, 07 2011 02:46:13 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5030 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Dost uss waqat tak dost nahein samjah ja saktah jab tuk k wo apnay bhai ka teen mooqon per khyal na karay, musibat k moqeh per, ais k pase pusht aur uss ke marnein ke badd.

no likes.

Posted on December, 16 2011 03:28:53 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5030 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Jo loog apni dunia sawarnay k liay deen se hath utha latay hein khuda ais dunaiwi faiday se kahein ziada un k liay nuqsan ki soortain paida ker daita hay.

no likes.

Posted on December, 16 2011 03:29:36 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5030 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Yh dill bhi uss tarah uktah jata hay jis tarah badan uktah jatay hain lehaza jab aisa ho to inkay leay latif hakimanah nukkat talash karo.

no likes.

Posted on December, 16 2011 03:30:54 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5030 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Aqalmund wo hay jo apni nafsani khahishat chor day aur dunia baich ker akhrat hasil karay.

no likes.

Posted on December, 21 2011 08:39:53 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5030 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Hikmat momin he ki gum shudah cheese hay esay hasil karo chahay munafiq hi say kion na laina purhay.

no likes.

Posted on December, 21 2011 08:41:28 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5030 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Mangne mein zidd kerna mehroomi ka baise aur mall jamah kerna ghumo fiker ka chashma hay.

no likes.

Posted on December, 21 2011 08:45:31 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5030 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
jahan tak ho sakey logon ki parda pooshi ker .ke Allah tere wo uyoob , jin ko tum chupana chahtey ho ,zaahir na farmaye.

no likes.

Posted on December, 22 2011 11:05:49 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5030 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Dost uss waqat tak dost nahein samjah ja saktah jab tuk k wo apnay bhai ka teen mooqon per khyal na karay, musibat k moqeh per, ais k pase pusht aur uss ke marnein ke badd.

no likes.

Posted on December, 22 2011 11:06:56 PM