Forums > Religion > Quotes of Hazrat Ali
tariqbangashpk


Age: 38 Male
5060 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Quotes of Hazrat Ali
ilm ko haasil ker kyonke agar tu maaldaar hai to zeenat ka baa'is hai ,aur agar tu mohtaaj hai to is se wajah e muaash ki koi soorat ho jaye gi.

no likes.

Posted on August, 27 2011 05:58:31 AM


ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Unfortunate is the one who cannot gain a few sincere friends during his life and more unfortunate is the one who has gained them and then lost them (Through his deeds).

no likes.

Posted on October, 24 2011 01:07:59 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
agar naiki ki fursat miley to isey ghanimat samjho ke aisi fursat baadal ki tarha jaldi guzar jaati hai.

no likes.

Posted on October, 26 2011 03:23:26 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
ALlah Ki Itni Ebadat Karo Jitni Tumhain ALLAH Ki Zaroret Hay.

no likes.

Posted on October, 26 2011 03:25:46 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
ALlah Ki Nafermani Itni Karo Jitna Allah K Azaab Per Saber Ker Saktey Ho..

no likes.

Posted on October, 26 2011 03:29:15 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Dunya K Liye Itna Amal KAro Jitna K Tumhain Dunya Mian Rehna Hai,,
Aakhrat K Liye Itna AMal Karo Jitna K Tmhain Wahan Rehna Hain....!!!

no likes.

Posted on October, 26 2011 03:30:13 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Momin, apney nafs ka ameen aur apni khawahishon aur hawaas per ghalib hai.

no likes.

Posted on October, 27 2011 01:56:58 PM

atif03


Age: 47 Male
5037 days old here
Total Posts: 7660
Points : 828

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline





no likes.

Posted on November, 04 2011 08:34:20 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5043 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Agr Tum Usy Na Pa Sako Jise Tum Chahte Ho,Tu Usy Zroor Pa Lena Jo Tmhe Chahta Hai
Qiyun K Chahne Se, Chaahe Jane Ka Ehsas Ziada Khubsurat Hota Hai!
HAZRAT ALI (R.Z)


no likes.

Posted on November, 04 2011 11:28:12 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5043 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
khush mizaji hamesha khoubsorti ki kami ko poora kar deti hai!,
lekin khoubsorti khush mizaji ki kami ko pura nahi kar sakti!.

(Hazrat ALI) A.S


no likes.

Posted on November, 04 2011 11:28:58 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5043 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Allah k nazdeek sab say ziada gunah gar cheez jhoot bolnay wali zuban hai!.

(Hazrat Ali RA)

no likes.

Posted on November, 04 2011 11:30:11 PM

rashidfarooqz


Age: 53 Male
5043 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Jahan Sadaaqat aur Khuloos Nazar Aaye Wahaan Dosti Ka Hath Barhao Warna Tumhari TANHAEE Tumhari Behtreen Saathi Hai.

( Hazrat ALI R.A )

no likes.

Posted on November, 04 2011 11:39:15 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Apne dosst se aik had tak muhabat karo kunke shaide kisi din wo tumaraha dushman ho jay aur apne dushmun se dushmsni aik hud tak karo ke kisi din wo tumhara dosst bunn jaye.

no likes.

Posted on November, 07 2011 06:46:39 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Lambi umeedoon se perhaiz kia karo, kyon k yeh dosri naimtoon ko Tumhari nazar mai haqeer bana deti hain aur tum unki shukar guzari nahi kertay.

no likes.

Posted on November, 07 2011 06:47:11 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Yeh na socho k ALLAH dua foran qabool kyun nahi karta,
yeh shukar karo k ALLAH hamaray gunaahon ki saza foran nahi deta..."

no likes.

Posted on November, 07 2011 06:48:24 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Duniya Tumhain Us Waqt Tak Nahi Hara Sakti ....... Jab Tak Tum Khud Se Na Haar Jao.

no likes.

Posted on November, 10 2011 07:27:33 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Zamaaney ki do haaletain hain , kabhi koi cheez chheen leta aur kabhi koi cheez de deta hai. Jo chheen le wo laut ker waapis nahin aati aur jo de dey , uske liye baqaa nahin.

no likes.

Posted on November, 10 2011 07:28:12 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
hamaisha maut aur uske baad jo jo halaat paish aaney waaley hain un ko yaad kar .aur mazboot shart ( ya'ani ke . aey Allah agar merey liye zindagi behtar hai to, mujhey zinda rakh aur maut mein behtari hai to mujhey faut ker de ) ke baghair maut ki aarzoo na ker.

no likes.

Posted on November, 10 2011 07:28:42 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Alim jahil ki qader phenchata hay kionkay wo phelay jahil tha aur jahil , alim ki qader nahein samjhta kionkay wo phelay alim nahein tha.

no likes.

Posted on November, 11 2011 08:51:30 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Tum Kisi Ko Chaho Or Woh Tumain Thukra Day To Yah Us Ke Bad Nasibi Hai. Or Us K Bad tum us ko Zabardasti Apnana Chaho To Yah Tumheray Nafs Ki Zillat hy.

no likes.

Posted on November, 11 2011 08:53:56 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5049 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Tum Gulab Ka Phool Ban Jao q kay Yah Phool Us Kay Hathoon main bhi KUSHBU chor jata hai jo issay masal k phenk deta hy.

no likes.

Posted on November, 11 2011 08:55:38 PM