Forums > Religion > Quotes of Hazrat Ali
tariqbangashpk


Age: 38 Male
4822 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Quotes of Hazrat Ali
ilm ko haasil ker kyonke agar tu maaldaar hai to zeenat ka baa'is hai ,aur agar tu mohtaaj hai to is se wajah e muaash ki koi soorat ho jaye gi.

no likes.

Posted on August, 27 2011 05:58:31 AM


FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
" Agar insan ki qeemat tay kerna
chahain to us ka mayar kia ho sakta
hay?
Hazrat ALI (A.S) ne nihayat mukhtasir jawab diya . k.
(AHSAS-E-ZIMADARI).

matlab
"jis insan main jitna ziyada ahsas ho ga,
woh utna he ziyada qeemti hay"

no likes.

Posted on December, 23 2012 01:09:12 AM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Yaad Rakho Keh Dunya Aazmaish Ka Gher Hai, Jo Bhi Is Mein Apni Koi Gharhi Baykari Mein Guzarayga Qayamat K Din Wo Baykari Us K Liyeh Hasrat Ka Sabab Ban Jaygi.
Hazrat Ali (A.S)

no likes.

Posted on December, 23 2012 01:10:26 AM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho,
to tum use door se dekh rahe ho,
Ya phir gharoor se dekh rahe ho

( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 11:58:57 AM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Wo gunah jis ka tumhein ranj ho,
Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai
jis se tum main ghuroor paida ho jaye”.

( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 12:00:51 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat Ali A.S ne eid k din ro ro k bura haal kar liya.Naye kapre na pehne aur sookhi
roti khane lagey. Kisi ne poocha k aaj to EID hai aap ne koi tayyari nahi ki. Aap ne farmaya k eid to unki hai jinko ALLAH SUBHAN-A-HU-WA TAALA ne muaf kar dia.

no likes.

Posted on December, 23 2012 12:02:10 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Aazmaye Hue Ko Azmana
Bewakufi He.
( Hazrat Ali A.S )

Logon Ki
Zaroraton Ka
Tum Se Wabasta
Hona Tum Per
Allah Ki
Enyat Hai.
(Imam Hussain A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 12:03:43 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
( Hazrat Ali A.s ) Ka Frman Hy:-

"Bura Dost Aag Ki Manind Hy"
"Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega"
"Or Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega"

no likes.

Posted on December, 23 2012 12:04:50 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
"Woh gunah jis ka tumhain ranj ho, ALLAH ke nazdeek us nayki se behtar hay jis se tum mein ghuroor peda ho jae"...( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:16:13 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
"Yeh na socho k ALLAH dua foran qabool kyun nahi karta,
yeh shukar karo k ALLAH hamaray gunaahon ki saza foran nahi deta.."

( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:18:00 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo Q K Agar tu Tang-dast huwa to ye tujhe Chorh Denge Or agar to Dolat-mand huwa to Tujh se Hasad karen gay.

( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:19:39 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
"2 cheezein saari zindagi kaam ayengi,
1 = Ghussay ki halat mein koi faisla mat karo!
2 = Khushi ki haalat mein koi wada mat kro!


( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:20:45 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
4 Batain Elim Ka NIchour Hain,
1.) ALlah Ki Itni Ebadat Karo Jitni Tumhain ALLAH Ki Zaroret Hay.
2.) ALlah Ki Nafermani Itni Karo Jitna Allah K Azaab Per Saber Ker Saktey Ho..
3.) Dunya K Liye Itna Amal KAro Jitna K Tumhain Dunya Mian Rehna Hai,,
4.) Aakhrat K Liye Itna AMal Karo Jitna K Tmhain Wahan Rehna Hain....!!!


( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:23:03 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Buaree main kisi ka sath dena Ghatiyapan aur khuda ky sath badiyanti hay.


( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:26:07 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Insaan Bhi kitna Ajeeb Hy, Jab kisi Cheez se Darta Hy to Us se Dour Bhagta Hy. Jab ALLAH Sy Darta Hy to Us k Or Qreeb Ho Jata Hy.

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:27:29 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
kisi ki madad kartay waqt us k chehray ki janib mat daikho, ho sakta hay us ki sharminda ankhain tumharay dil main gharur ka beej bo dain.


( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:29:15 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
"Golden Words"
"Her INSAN ki izat aur uss sy mohabat kro,Kion k her INSAN k ander KHUDA ki koi na koi sift zror mojood hoti hai"


( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:30:30 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Jab tumhary dil ma kisi k liye nafrat paida honey lagy to foran uski achaiyon ko yaad karny lago


( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:32:23 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Jahan Sadaaqat Or Khuloos Nazar Aaye Wahaan Dosti Ka Hath Barhao Warna Tumhari TANHAEE Tumhari Behtreen Saathi Hai.

( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:33:38 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Bay shak dunya or akhrat ki misal
asay ha jasay 1 shaks ki 2 b v ian
hon 1 ko razi karta ha to dosri roth
jati ha
( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:35:42 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4209 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Agr kisi ka ban'na chahtay ho to pori hakeqat se ban jao... warna,apni zaat mn asi hakeqat peda kr lo k koi hakeqat mn tumhara ban jaye...

( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:36:43 PM