Forums > Religion > Quotes of Hazrat Ali
tariqbangashpk


Age: 38 Male
5021 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Quotes of Hazrat Ali
ilm ko haasil ker kyonke agar tu maaldaar hai to zeenat ka baa'is hai ,aur agar tu mohtaaj hai to is se wajah e muaash ki koi soorat ho jaye gi.

no likes.

Posted on August, 27 2011 05:58:31 AM


ashfaq786


Age: 44 Male
5010 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
koshish aur mehnat se maal haasil ker ke ( Allah ki rah mein kharch ker ) aur doosron ka khazanchi na bana reh.

no likes.

Posted on August, 30 2011 12:16:13 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
5010 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
hamaisha maut aur uske baad jo jo halaat paish aaney waaley hain un ko yaad kar .aur mazboot shart ( ya'ani ke . aey Allah agar merey liye zindagi behtar hai to, mujhey zinda rakh aur maut mein behtari hai to mujhey faut ker de ) ke baghair maut ki aarzoo na ker.

no likes.

Posted on August, 30 2011 12:16:49 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5021 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
jo mohtaaj shakhs sawaal na karey, usey baghair maangey de do .aur jo sawaal karey us se naik salook karo aur kabhi saa'il ko waapis na kar.

no likes.

Posted on August, 30 2011 12:17:42 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5021 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
jahan tak ho sakey logon ki parda pooshi ker .ke Allah tere wo uyoob , jin ko tum chupana chahtey ho ,zaahir na farmaye.

no likes.

Posted on August, 30 2011 12:18:21 PM

mrlonely


Age: 34 Male
4992 days old here
Total Posts: 361
Points : 27

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
apni zubaan ko aisa mehfooz rakh , jaisa ke apna sona aur chaandi mehfooz rakhta hai.

no likes.

Posted on August, 30 2011 12:19:18 PM

mrlonely


Age: 34 Male
4992 days old here
Total Posts: 361
Points : 27

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
kam- goyi ikhtiyaar ker , ke logon ki malamat se bacha rahey.

no likes.

Posted on August, 30 2011 12:20:01 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5021 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
"Try to understand study the Holy Quran diligently because it is best food for thought."

no likes.

Posted on September, 02 2011 09:10:45 AM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5021 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Dunia mein her aney walay k liay palatna hay aur jab palut gia to jaisay kabhi tha he nahein.

no likes.

Posted on September, 02 2011 09:11:25 AM

LEOPARD


Age: 40 Female
5001 days old here
Total Posts: 3628
Points : 35

Location:
Bahawalpur, Pakistan

Status : Offline
Very nice sharings

no likes.

Posted on September, 02 2011 09:46:29 AM

ashfaq786


Age: 44 Male
5010 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Aisi Ghurbat Par Sabar Karna Jis Me Izat Mehfooz Ho, Us Ameeri Se Behtar He Jis Me Zilat-O-Ruswai Ho" MOLA ALI(A.S)

no likes.

Posted on September, 05 2011 10:46:19 AM

ashfaq786


Age: 44 Male
5010 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Naseeb aisi cheese hay jo iss ko talab na karay uss ko bhi mil jata hay aur rozi wo cheese hay jo iss ko talash na karay uss ko bhi phunch jati hay

no likes.

Posted on September, 05 2011 10:47:41 AM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5021 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Ehsaan aur naiki , teen baaton ke baghair mukammal nahin hoti. Apne ehsaan ko kam aur haqeer samajhna. Jaldi kerna aur poshida rakhna. Kyonke jab tu apne ehsaan ko haqeer samjhey ga to uske barhaaney mein daraigh na karey ga . Aur us mein jaldi karey ga to, us se mohtaj nehayat khush ho ga. Aur jab makhfi rakhey ga to usko apne kamaal tak pohonchaaye ga.

no likes.

Posted on September, 05 2011 11:19:32 AM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
5021 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Log kuch aisey beysabar hain ke zillat ke khof se , pehley hi zaleel ho jatey hain .

no likes.

Posted on September, 05 2011 11:20:22 AM

mrlonely


Age: 34 Male
4992 days old here
Total Posts: 361
Points : 27

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
"Bay waqoof ki sohbat Ikhtiyaar mat karna K woh apnay Amal ko khubsurat bana kar paish karay ga or tum say bhi wesay hi Amal ka taqaza karay ga"
||HAZRAT ALI(A.S)||
{Nahj-ul-Balagha#293}

no likes.

Posted on September, 07 2011 08:11:11 PM

mrlonely


Age: 34 Male
4992 days old here
Total Posts: 361
Points : 27

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Yeh zindagi 2 din ki hai 1 din tumharay haq mai aur 1 din tumharay mukhaalif Jis din tumharay haq mai ho us din ghuroor mat kerna aur jis din tumharay mukhaalif ho us din sabr karna.

no likes.

Posted on September, 07 2011 08:11:55 PM

mrlonely


Age: 34 Male
4992 days old here
Total Posts: 361
Points : 27

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Din ko rizk ki talash karo or raat ko usay talash karo jo tumhai rizk deta hy.

no likes.

Posted on September, 07 2011 08:12:52 PM

faddyz


Age: 38 Male
4803 days old here
Total Posts: 8
Points : 0

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
bohot achchi hadees hay

no likes.

Posted on September, 19 2011 12:33:17 PM

faddyz


Age: 38 Male
4803 days old here
Total Posts: 8
Points : 0

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
nyce and excellent sharing of hadees



no likes.

Posted on September, 19 2011 12:34:30 PM

kingkhan


Age: 36 Male
4791 days old here
Total Posts: 146
Points : 117

Location:
Pholnagar, Pakistan

Status : Offline
Insaan Bhi kitna Ajeeb Hy, Jab kisi Cheez se Darta Hy to Us se Dour Bhagta Hy. Jab ALLAH Sy Darta Hy to Us k Or Qreeb Ho Jata Hy..

no likes.

Posted on October, 01 2011 10:18:23 AM

kingkhan


Age: 36 Male
4791 days old here
Total Posts: 146
Points : 117

Location:
Pholnagar, Pakistan

Status : Offline
Mai nay Parwardigaar ko Iraadon kay Toot jaanay, Neeyaton kay badal jaanay, Or Himmaton kay Past ho jaanay say Pehchana hai".
||HAZRAT ALI(A.S)||
{Nahj-ul-Balagha#250}

no likes.

Posted on October, 01 2011 10:21:16 AM