Forums > Poetry / Ghazal Corner > poetry
prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : poetry (closed)
Roz kisi ka intizar hota hai,

Roz ye dil beqarar hota hai,

Kaash k koi samajh pata,
...
K

Chup rehney walon ko bhi ksi se pyar hota hai.


no likes.

Posted on February, 28 2011 01:39:24 PM


prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Qabil-e-deed ye aankhain hain k in aankhon sy,,,,,,,,,,,,,,,
Kud hi pamal huvy, kud hi tamasha dekha........................

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:09:38 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
mein ne pocha kesay ho
bdlay ho ya wesay ho?

roop wohe andaz wohe
ya phir iss mein koi kami
......
Hijr ka kuch ehsas to ho ga
koi tumhare pas to ho ga

mein bichrra ye majburi the.
kab manzur mjh ko duri the

sath hmara choota kb hay
rooh ka rishta tuta kb hay

ankh se jo ansu behtay hein
tm ko khbar hay kia kehte hein

mein ne kaha awaz tmhari
aaj bhee hamraaz hmari

phhol wfa k khil jaen gay
ik din hm phr mil jaen gay

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:10:01 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Suno…

Keh Do
k Kab Se Muntazir Hain Hum
…Tumhary Chand Lafzoon k
...Ajab Ik KashMakash Mein Hain
Ya To Tum Hum Ko Qaid Kar Do
Ya Phir Azad Kar Do
Jo Dil Mein Baat Hay Keh Do
k Jazba Koi b Ho
Izhaar Ka Muhtaaj Hota Hay

Suno…

Ab Bol b Do
Wagarna Yeh Moka
Hathoon Se Kho Baithy
To Pachtao Ge
Chalo Ab Keh b Do Hum Se
Karo Ab Tum Humy Saraab
Apny Lafzoon Ki Barish Se

Suno…

Hum Muntazir Hain…!!!

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:10:35 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Yahan apni apni bari par,
Sab hanstay hain, sab rotay hain,

Dil to sab ka hai,
Aur dukh bhi sabke hotay hain,
...
Kuch ashk dilon par girtay hain,
kuch matti main mil jaty hain,

Kuch lafz ada ho jaty hain,
kuch honton main sil jaty hain,

Mana k adhuray rehtey hain,
Par Khuab to sabke hoty hain,

Kuch kho kar bhi paa lete hain,
Kuch paa kar bhi kho dete hain,

Yahan apni apni bari par,
Sb hanstay hain, sb rotay hain.

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:10:57 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Meri ammi ko bulaa de koi
Warna mujhko hi sulaa de koi

Mujhko bistar ki to aadat hi nahin
Apni godi main jhulaa de koi
...
Shayad aa jaayen wo rona sunkar
Mujhko bewajah rulaa de koi

Mainey kayee roz se nahin khaya
Us mohabbat se khilaa de koi

Mujhko khwaahish nahin miley duniya
Mujhko ammi se milaa de koi...!!!

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:11:14 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
mere chara gar
mere dard ki tujhey kia khabar
to mere safar ka shareek hai
tere hath sey mere hath tak
wo jo hath bhar ka tha fasla
...kai musamoon main badal gaya
isey naptey isey katey,mera sara waqat nikal gaya
nahi jis pay koi nishan-e-pa
mere samney hai wo reh guzar



no likes.

Posted on February, 28 2011 02:11:35 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Aankhoon me nami ka raaz rakhta hon
me tanhaiyoon se dosti ka jawaz rakhta hon

wo ager chale mere sath do qadam
phir dekho me kaisi perwaz rakhta hon
.........
aaina chor mere aankhoon me jhank zara
in bastiyoon me sirf teri hi naaz rakhta hon

khuwahisho pe daal rakhi he kamand sabr ki
daba ke dil me jazboon ki awaz rakhta hon.........!!!!!!!!!

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:11:58 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
usy keh dena k is khush fehmi mai mat rahay
keh tm se ab hum-kalam hon gay mohsin
hum tou khud se bhi khafa hon tou
sadiyon khamosh rehtay hein.

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:12:13 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
wo bulayen to kya tamasha ho
ham na jayen to kya tamasha ho

ye kinaron se khelne wale
dub jayen to kya tamasha ho
......
bandaparwar jo ham pe guzri hai
ham batayen to kya tamasha ho

aj ham bhi teri wafaon par
muskurayen to kya tamasha ho

teri surat jo ittefaq se ham
bhul jayen to kya tamasha ho

waqt ki chand satein 'Sagar'
laut ayen to kya tamasha ho.

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:12:30 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Woh log hi qadmon se zamen chen rahy haen

Jo log mery kad k barabar nhi aaty

IK "Tum" k Tumhare liye Main bhi Meri jaan bhi
.........
IK Main' k Mujhe Tum b moyassir nhi aaty

Jis shan sy Lotey haen ganwa kr
Dil-o-jaan Hum

Es taur to Haary hoey Lashkar nhi aaty

Koi to khabar le Mery
Dushmn-e-Jaan ki

Kuch Din sy Mery sehn mein Pathar nhi aaty,Dil B koi
Aaseb ki Nagri hy k
MOHSIN

Jo is se nikl jatY haen murr kr nahi aty..................................

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:12:48 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
tuJhy BhO0l JaiN Ya KoShis KeR K DaikhaiN Gy

WaiSy SundRoon Ka UllTa BehhNa muMkeN Nahe Hota

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:13:05 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Zamana dost ho jaey to bohat mohtat ho jana...
Kis ko rang badalney main zara si dair lagti hay...
Koi jo khuaab dekho to ussey foran bhulla dena...
Ke neenden toot janey main zara si dair lagti hay...
Kisi ko dukh kabhi dena to itna soch kar dena...
...Kisi ki aah lagney main zara si der lagti hay...
Bohat hi mo'tabar hain jin ko muhabbat raas aa jaey
Kisi ko raah badlney main, zara si der lagti hay

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:13:25 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Ye tumse keh dya kis nay
k tumbin reh nahi saktay
ye dukh ham seh nahi saktay
chalo ham maan letay hain
k tumbin ham bohat roye
...kai raaton ko nai soye
magar afsos hay jaana
k ab k tum jo loto gay
hamain tabdeel pao gay
bohat mayus hogay tum
agar tum poochna chaho
k aisa kyun kia ham ne
to sunlo ghor se jana
purani aik riwayat tor di ham nay
Muhabat chor di ham nay....!!

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:13:42 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Wo samajhta hay k main bhool gaya hoon usay
khud se bhi zyada mujhay jiska dehan rehta hay
yun udasi hay mere ser pe musalsal
jaisay dil pe koi zakhmon ka nishaan rehta hay..!

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:13:59 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
us ne milnay ki sirf itni srat rakhi thi
sookay patton pe chal k ana tha ahat kiye bagair

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:14:14 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Qabron me nahi hum ko kitabon me utaro,

Hum log mohabbat ki kahani me mrey hen,


no likes.

Posted on February, 28 2011 02:14:47 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Mujy apni zarortoon ki khabar nhi,
Main ghulam ibn e ghulam hon,
Main Pakistani awam hon,,,,,,
Nizami hu ya Khalil hu,
Ye fehrist jitni bhi taveel hu,
...Ye qatil hain sab mery shaoor k,
Main shai bazar-e-nilam hon,
Main Pakistani awam hon,,,,,,
Sath(60) baras sy mehv-e-khawab hon,
Mujy noch rahi hai aulad-e-dushman,
Main reh-zanon ka pegham hon,
Main pakistani awan hon,,,,,,
Mery reh-bar sary dalal hain,
Wo dalali main kamal hain,
Mujy bach bach wo thaky nhi,
Na jany phir bhi salaam hon,
Main Pakistani awam hon,,,,,,

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:15:36 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Mein Dil pe jabar karonga tujhe bhula donga

Maronga khud b tujhe b kari saza donga

Hawa k hath bataonga her tabahi mein
...Haray shajar se parinday mei khud ura donga

Wafa karonga kisi sogwar chehre se
Purani qabar pe qutba naya saja donga

Isi khayal se guzri hai Sham-e-dard aksar
K dard had se barhega to muskura donga

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:15:57 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Majal hai koi tujh sai muje juda ker dai
jahan bhi jaye ga tu main tujhe sada doon ga

teri gali mein bohat dair sai kada hoon magar
kisi nai pooch lya tu jawab kya doon ga
...
meri khamosh nighaoon ko chashm-e-num sai na daikh
main ru pada tu diloon k tabaq hila doon ga

yonhi udas raha main tu daikhna ik din
tamam shehar mein wiranayan bicha doon ga

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:16:14 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
woh dard hi na raha warna aaye mat-e-DIL
mujhe guman bhi na tha main tujhe bhola doon ga

Abhi tu raat hai kuch dair soo lo D e v
koi bulaye ga tu main tujhe jaga doon ga....!!!

no likes.

Posted on February, 28 2011 02:17:38 PM