Forums > Poetry / Ghazal Corner > poetry
prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : poetry (closed)
Roz kisi ka intizar hota hai,

Roz ye dil beqarar hota hai,

Kaash k koi samajh pata,
...
K

Chup rehney walon ko bhi ksi se pyar hota hai.


no likes.

Posted on February, 28 2011 01:39:24 PM


prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Teri arzu main uthna,
teri justju main chalna,
tujhe bar bar milna,
or chupa chupa k rakhna,
tjhe phool phool khna,
...tjhe bagh bagh krna,
tere pas pas rhna,
tjhe sath sath rkhna,
yehi adtain thin meri,
mazi k sb dino main,
ab....
muskura k rona,
kbi ro k muskrana,
raton se batien krna,
taron ko kch sunana,
maazi ki adton pr,
khud hi khkahay lgana,
khud hi khud se rooth jana
khud ko dair tak mnana
yehi mashghalay hen mere
fursat k in dino me......

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:33:40 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Bewafa waqat se wafa mange,
Chhod! e dost tu e kya mange !

Doston se bhi dil nahi barham,
Bas isi zurm ki saza mange !
...
Maut aaye to zindagi chahe,
Zindagani me jo kaza mange !

Be-hijabi bhi be-wafayee hai,
Aayeena parda-e-wafa mange !

Ab to khud ko mita liya hamne,
Aur kya ab teri raza mange !

Uski neeyat me khot hai zakhmi,
Aur o pyar be raya mange !!

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:33:51 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Har Adaawat Pe Mohabat Ko Saja Kr Milna.
Rasm-e-Dunia Hai Haqeeqat Ko Chupa Kr Milna.
Js Ka Kirdaar Sitaron Ki Trha Roshan Ho
Kitna Dushwaar HY Uss Shakhs Ko Ja Kr Milna.
Tm Mohabat Ko B Faraib Smjhty Ho
...Meri to Aadat HY Nigahon Ko Jhuka Kr milna…

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:34:02 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Tu dhoond falak par bag-e-iram, apna tu aqeeda hai mohsin,
Jiss khak py mukhlis dost milain, wo khak bhi janat huti hai..



no likes.

Posted on February, 28 2011 04:34:12 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Kisi ke kam na aaye wo zindagi kya hai,
Adab jisme na ho shamil wo bandagi kya hai !

Mahaj tarkon se dalilon sey bat banti nahi,
Wazan jisme na shagufta wo bat hi kya hai !
...
Unche mahalon me guzar karte hai jehan roshan,
WO kya samjhege muflishon ki muflishi kya hai !

Sukhe adhnange badan fakon ko majboor hai Jo,
Gaor se socho jara e bhi zindagi kya hai !

Mauj masti ko honge dost hajaron lekin,
Bure din me na aaye kam wo dosti kya hai !

Kare Jo darj apana nam nahi safahon me,
Makam jiska martaba na wo hasti kya hai !

Aman aur chain shakun ka jaha na dera ho,
Basera khaak hai “Saqi” wo basti kya hai !!

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:34:29 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Chaman walo Khuda Hafiz Bas itne iltija Ha Meri

Watan Main Jab Andhera Ho To Ghar Mera Jala Dena

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:34:34 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Bas itna Hi chahna Mera Baad Meri Zaat Ko Tum

Faraz

K Agar Kabhi Main Yaad Aaon Tou Apna Khayal Rakhna

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:34:45 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Jo mausam beet jata hai dobara kyon nahin ata
kahin se laut ker bachpan hamara kyon nahin ata

yahan anay ko to har din kissi ke saath ata hai
jesay is dil ne reh reh kar pukara kyon nahin ata
...
who jis ki lo mohabbat ki jabeen ka istara thi
to phir rastay mai hamary wo roshan sitara kyon nahin ata

bohat heart hai ab bagon mein jab kalian chataktin hain
hamary dehyan mein lehja tumhara kyon nahin ata

kabhi phelay hoay pairon se jab kirnein jhalakty hain
tasawur main un ankhoon ka ishara kyon nahin ata

bhatakta phir raha hoon din ke is weran jangal mein
mehakti sham ka rangeen kinara kyon nahin ata

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:34:56 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
JAAN dy den gay yehi hamary bus mean ha ”WASSI”
HUM nahi karty baat SITARY toor lany ki

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:35:03 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Tera na ho saka to mar jaunga “Faraz”,

kitna khoobsurat wo jhuth bolta tha

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:35:14 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Asaan nahin aabad karna ghar mohabat ka
ye unka kaam hai jo zindagi barbad karty hain

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:35:22 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Kitni ye zindagian ujaar betha hai,
Is ishq ko mout q nahi perti...???



no likes.

Posted on February, 28 2011 04:39:49 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Hain tum he ko mujh sy shikayatain pr mujhy tum sy gila nahi..

Ye Assool ham ny bana lea na Mila karon na Gila Karon.........

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:40:09 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Aks e jaana ki khair ho ya RAB!
Khab aankhoon smait toota hy...

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:41:04 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Hai Nisf-E-shab,wo Dewana abhi tak Ghar nahi aya .

Kisi se phir Chandni Raton ki Qissa Chirr gaya Hoga..

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:41:22 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Ye barish ka mosm,ye bondo ka shor
Ye tnhai ka alam,ye yado ka zor
Wo beegi zulfen,wo rngee nzara
Wo mosm ki shokhi,wo 7 hmra
Bhrkta ha ab b,armanu ka lawa
...Mgr ni mlta,pta hme tmra
Lot aao ab k boht dair ho gai
Kahi tot na jay,sansu ki dor
Ye barish ka mosm,ye bondo ka shor
Ye tnhai ka alam,ye yado ka zor...!

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:41:34 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Waqt mila usey to humein bhi yaad kar hi legaaa woh..!

fursat k auqaat mai hum bhi barey khaaas hain us k liye...!


no likes.

Posted on February, 28 2011 04:41:50 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
?? ????? ?? ???? ?? ????? ??? ??? ???
?? ??? ??? ?? ??? ?? ??? ??? ???? ??

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:43:29 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Uss nae milne ki bhi ajeeb shart rakhi..!!
chal ka Ana sukhe patoon pr or ahat bhi na ho.

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:43:41 PM

prince3


Age: 32 Male
4811 days old here
Total Posts: 1841
Points : 255

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Wafa tallash na kar mosami parindoon ma
Gae baha r tu yeah lout kar na aayen gay

no likes.

Posted on February, 28 2011 04:43:52 PM