Forums > Religion > Quotes of Hazrat Ali
tariqbangashpk


Age: 38 Male
4821 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Quotes of Hazrat Ali
ilm ko haasil ker kyonke agar tu maaldaar hai to zeenat ka baa'is hai ,aur agar tu mohtaaj hai to is se wajah e muaash ki koi soorat ho jaye gi.

no likes.

Posted on August, 27 2011 05:58:31 AM


ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
"Kaamiyabi door-andeshi se wabasta hay aur door-andeshi fikr-o-tadabor ko kaam myn lany sy aur tadabor bheedon ko chupa kr rakhny sy.."

Reference: (Nahja Al Balagha, Jild 3, Page 711, Farman No. 48)

no likes.

Posted on November, 12 2011 01:32:31 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Hr fitnah main pr jany wala kabil-e-ataabs ni hota."

Reference: (Nahja Al Balagha, Jild 3, Page 701, Farman No. 14)

no likes.

Posted on November, 12 2011 01:34:54 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
"Logon se es tareeka se milo kah agr mar jao tu tm pr royen aur zinda raho tu tumhary mushtaq hon."

Reference: (Nahja Al Balagha, Jild 3, Page 699, Farman No. 7)

no likes.

Posted on November, 12 2011 01:35:35 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Acha Dost Kitni Dafa he kyon na rothay usay mana lena chahyay kyon k Tasbeeh k danay kitni dafa he kyon na bikhrein ikathay ker liyay jatay hain


no likes.

Posted on November, 13 2011 01:21:32 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Koi mumlikat Kufer ke saath to chal sakti hai ........................... magar na insaafi ke saath nahi

no likes.

Posted on November, 13 2011 01:22:27 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Jo tumhain khushi mein yad aaiy, samjho tum us se muhabbat kartey ho or jo tumhain gham mein yad aaiy to samjho woh tum se muhabbat kerta hay

no likes.

Posted on November, 13 2011 01:22:59 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Jab Tum dunya ki Muflisi se tang aa jao aur Rizaq ka koi rasta na niklay to Sadqa day ker Allah se tajaarat kiya kero.

no likes.

Posted on November, 14 2011 03:37:27 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Agar Tum Seedhay rastay pe ho aur kisi Mushkil ka samna nahe ker rahay to kuch dair k liyay socho k kahin tum kuch ghalt to nahe ker rahay kyon k seedha rasta to mushkilaat se bhar pur hota hy

no likes.

Posted on November, 14 2011 03:38:41 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Tabeyat ki Narmi aur Sakhawat , insan ko Dushmnon k dilon main b Mehboob bana deti hai

no likes.

Posted on November, 14 2011 03:40:25 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Agar kisi ka BANNA chatay ho to puri HAQEQAT se ban jao… Warna,apni Zaat mein aisi HAQIQAT peda kar lo k,koi HAQIQAT main tumhara ban jaye.


no likes.

Posted on November, 15 2011 02:58:09 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Insan ka apne Dushman s inteqam ka sb sy acha tariqa ye he k wo apni khobiyon mein izafa kary.

no likes.

Posted on November, 15 2011 02:58:58 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Ager kisi ka zaraf azmana ho to usko ziada izat do. Woh alaa zaraf hua to ap ko aur izat day ga aur kam zaraf hua to khud ko AALA ZARAF samjhey ga.

no likes.

Posted on November, 15 2011 02:59:37 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Ager kisi ka zaraf azmana ho to usko ziada izat do. Woh alaa zaraf hua to ap ko aur izat day ga aur kam zaraf hua to khud ko AALA ZARAF samjhey ga.

no likes.

Posted on November, 16 2011 03:45:42 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
"Bura Dost Aag Ki Manind Hy" "Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega" "Or Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega"

no likes.

Posted on November, 16 2011 03:49:24 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota hon k is main meri marzi hai aur Jub kabol na ho tu mein aur khus hota hon k ye ALLAh ki marzi hai

no likes.

Posted on November, 16 2011 03:50:24 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Her zaruf uss say jo iss mein rakha jaie tang hota jata hay magir ilum ka zaraf wasey hota jata hay.

no likes.

Posted on November, 17 2011 04:07:24 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Shareef ki phechan ye hay k jub iss say koi sakhti karay to sakhti say paish ata hay aur jub koi nermi say salook karay to naram ho jata hay aur kamenay ki phechan ye hay k jub iss say koi nermi karay to sakhti kerta aur jub koi sakhti say paish aie to dhela ho jata hay.

no likes.

Posted on November, 17 2011 04:09:58 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Iman aik darakht hay jiss ki jur yaqeen, shakhein perhazegari, phoole hya aur phul sakhawat hay.

no likes.

Posted on November, 17 2011 04:10:52 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
"Jis umer kay baad PARWARDIGAAR Olaad-e-ADAM(A.S) ki Azar(??? Opologize) ko Qubool nahi karta hai- Woh Saath (60) Saal ki umer hai".
||HAZRAT ALI(A.S)||
{Nahj-ul-Balagha#326}

no likes.

Posted on November, 18 2011 03:34:28 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4810 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Burah alaam-o- danah wo hay jo logoon ko rehmatay khudah se mayouse na karay aur na unhain allah kay azabe say bilkuleh mutmain ker day.

no likes.

Posted on November, 19 2011 12:09:22 PM