Forums > Religion > Quotes of Hazrat Ali
tariqbangashpk


Age: 38 Male
4820 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Quotes of Hazrat Ali
ilm ko haasil ker kyonke agar tu maaldaar hai to zeenat ka baa'is hai ,aur agar tu mohtaaj hai to is se wajah e muaash ki koi soorat ho jaye gi.

no likes.

Posted on August, 27 2011 05:58:31 AM


FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
"Insaan dukh nahi detay,insanon se wabasta umeedain dukh deti hein"

( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:37:59 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
"Ebadat esi kro jis se tumhari ROH ko maza aey Q k jo Ebadat dunya mai maza na de wo Akhrat mai kia jAZAH degi"...

( Hazrat Ali A.S )

no likes.

Posted on December, 23 2012 08:39:13 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
'Dunia ka sab se ameer (rich) shakhs kaun ha?

Jawab mila,
'Dunia ka ameer shakhs woh ha jis ke dost mukhlis hain...'

no likes.

Posted on December, 25 2012 12:23:43 AM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Pait Bhar Kr Khana Na Khao
Kiun K Ye
¤~^DIL KO^~¤
Sakht Aur
¤~^NAMAZ^~¤
Se Sust Aur
¤~^JISM^~¤
Ko Fassad Bana Deta Hai.

no likes.

Posted on December, 25 2012 12:24:46 AM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
good work toti2 bhai aur bhi asi piyari sharings karo

no likes.

Posted on December, 25 2012 10:59:55 AM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
ok good

no likes.

Posted on December, 25 2012 11:01:02 AM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat Imam Ali (as) ne eid k din ro ro k bura haal kar liya.Naye kapre na pehne aur sookhi roti khane lagey. Kisi ne poocha k aaj to EID hai aap ne koi tayyari nahi ki. Aap ne farmaya k eid to unki hai jinko ALLAH SUBHAN-A-HU- WA TAALA ne muaf kar dia.

no likes.

Posted on December, 25 2012 06:29:25 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Main Jannat K Shouq Main ebadat Nahe Kerta, K Ye Ebadat Nahe Tijarat Hay! Main Dozakh K Khouf Say Ebadat Nahe Kerta, K ye Ebadat Nahe.Ghulami Hai!. Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon, K Mera RuB ebadat K LayeQ Hai.

no likes.

Posted on December, 25 2012 06:33:03 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo Q K Agar tu Tang-dast huwa to ye tujhe Chorh Denge Aur agar to Dolat-mand huwa to Tujh se Hasad karen gay.

no likes.

Posted on December, 25 2012 06:36:18 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Charr Batain Elim Ka NIchour Hain, 1.) ALlah Ki Itni Ebadat Karo Jitni Tumhain ALLAH Ki Zaroret Hay!.2.) ALlah Ki Nafermani Itni Karo Jitna Allah K Azaab Per Saber Ker Saktey Ho!.
Dunya K Liye Itna Amal KAro Jitna K Tumhain Dunya Main Rehna Hai,, Aakhrat K Liye Itna AMal Karo Jitna K Tmhain Wahan Rehna Hain….!!!

no likes.

Posted on December, 25 2012 10:22:32 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho,
to tum use door se dekh rahe ho,
Ya phir gharoor se dekh rahe ho

no likes.

Posted on January, 17 2013 08:41:21 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Ager kisi ka zaraf azmana ho to usko ziada izat do
Wo ala zaraf hoa to ap ko or izat day ga
or kam zaraf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga
( Hazrat Ali )

no likes.

Posted on January, 17 2013 08:45:27 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
"Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he Jo DOST ko HAASIL karne me Naakaam ho,Aur us se bhi Ziyada Kamzor Wo he Jo Haath aai howe DOST ko ganwa de"( Hazrat Ali )

no likes.

Posted on January, 17 2013 08:47:55 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Jab tumhary dil ma kisi k liye nafrat paida honey lagy to foran uski achaiyon ko yaad karny lago
( Hazrat Ali )

no likes.

Posted on January, 17 2013 08:52:51 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
"Ebadat esi kro jis se tumhari ROH ko maza aey Q k jo Ebadat dunya mai maza na de wo Akhrat mai kia jAZAH degi"... ( Hazrat Ali )

no likes.

Posted on January, 17 2013 08:54:43 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
3 Insan 3 chezon se mehroom rahenge
1.Ghusay wala Durust faisly se
2.Jhoota Izzat se
3.Jald baaz Kamyabi se.
( Hazrat Ali )

no likes.

Posted on January, 17 2013 08:57:05 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Tum acha karo aur zamzna tum ko bura samjhe
ye tumaray haq main behtar he
Bajaye es k tum bura karo aur
zamana tum ko acha samjhe
( Hazrat Ali )

no likes.

Posted on January, 17 2013 09:00:12 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Dolat Mandi Pardes Ko B " Watan " Jesa Bana Deti Hy
Or Muflis Apny Hi " Watan " Mein Pardesi Hota Hay
( Hazrat Ali )

no likes.

Posted on January, 17 2013 09:03:38 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
sab se bara gunah wo he jo karne walay ki nazar me chota ho.


no likes.

Posted on January, 18 2013 11:32:56 PM

FarhanHassan


Age: 32 Male
4207 days old here
Total Posts: 4685
Points : 3092

Location:
jand,Attock, Pakistan

Status : Offline
Hazrat Ali
"Tabeyat ki Narmi aur Sakhawat, insan ko Dushmnon k dilon main b Mehboob bana deti hai"

no likes.

Posted on January, 18 2013 11:39:52 PM