Forums > Poetry / Ghazal Corner > Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
mubashirhussain707


Age: 34 Male
4823 days old here
Total Posts: 17
Points : 21

Location:
Bahawalpur, Pakistan

Status : Offline
Subject : Mere Humsafer, mere Hum-nasheen (closed)
Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
Main ne Rab se manga to kuch nahi
Main ne jub bhi mangi koi dua!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"
Ye talab kya k mera Khuda!
Sabhi rahtain, Sabhi chahtain,
Wo ata kre tujhe manzlain,
Ye talab kya k mera Khuda!
Tujhe Bakht de,
Tujhe Taj de
Tujhe Takht de,
Mere Humsafer,
Mere Chara-ger,
Ye hai mohabbat ka khatan safer
Mere sath chalna zra soch ker
Zra dekh to mera hosla
Mere paas jo bhi wo hai tera
Nahi aur kuch bhi tere siwa
Meri Dosti
Meri Zindgi
Meri Khamoshi
Meri Be-basi,
Mera Ilm bhi
Mera Naam bhi,
K meri Subha
K meri Sham bhi
K jo mil saken mere Daam bhi,
Wo sabhi kuch tujh ko ata kre;
Mere chara gr tu yaqin to kr
Mujhe mangna to na aa ska
Main ne phir bhi mangi yehi Dua
K gwahi de ga mera Khuda
Maine jub b us se talab kya!
Nahi manga kuch bhi Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
Main ne Rab se manga to kuch nahi
Main ne jub bhi mangi koi dua!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"
Ye talab kya k mera Khuda!
Sabhi rahtain, Sabhi chahtain,
Wo ata kre tujhe manzlain,
Ye talab kya k mera Khuda!
Tujhe Bakht de,
Tujhe Taj de
Tujhe Takht de,
Mere Humsafer,
Mere Chara-ger,
Ye hai mohabbat ka khatan safer
Mere sath chalna zra soch ker
Zra dekh to mera hosla
Mere paas jo bhi wo hai tera
Nahi aur kuch bhi tere siwa
Meri Dosti
Meri Zindgi
Meri Khamoshi
Meri Be-basi,
Mera Ilm bhi
Mera Naam bhi,
K meri Subha
K meri Sham bhi
K jo mil saken mere Daam bhi,
Wo sabhi kuch tujh ko ata kre;
Mere chara gr tu yaqin to kr
Mujhe mangna to na aa ska
Main ne phir bhi mangi yehi Dua
K gwahi de ga mera Khuda
Maine jub b us se talab kya!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"

Moved to Correct segment: HotEngine


no likes.

Posted on February, 17 2011 04:42:25 PM


cute4cute


Age: 37 Male
4825 days old here
Total Posts: 3565
Points : 242

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
nyc a;;ll

no likes.

Posted on August, 21 2012 10:58:04 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Dil hai k ata hi nahin tarak e tamna ki taraf
Koi iqrar ka pehlo tere inkar me tha

no likes.

Posted on August, 22 2012 11:21:20 AM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Abhi To Chand Lafzon Main Samaita Hai
Tujhe Main Ne,
Abhi To Meri Kitabon Main Teri Tafseer
Baaqi Hai…!

no likes.

Posted on August, 22 2012 04:20:58 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Chal Rahay Hain Zamane Mai
Rishwaton Ke Silsilay,
Tum Bhi Kuch Lay Day Ke Mujh Sey
Muhabbat Kar Lo…. !

no likes.

Posted on August, 22 2012 04:22:43 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Dil-o-dimagh mutfiq na huye Pak-o-
hind ki tarah,
Yeh mohabbat mujhe masla-e-kashmir
lagti hai..

no likes.

Posted on August, 22 2012 04:26:26 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Mere ishq se mili hai tere husn ko yeh
shohrat,
Tera zikr hi kahan tha meri dastaan se
pehle..

no likes.

Posted on August, 22 2012 04:27:21 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Kia Zaroori Hai Ke Hum Haar Ke Jeetien
Tabish
Ishq Ka Khel Baraber Bhi To Ho Sakta
Hai,,,

no likes.

Posted on August, 22 2012 04:28:08 PM

jahan


Age: 29 Male
4647 days old here
Total Posts: 908
Points : 140

Location:
hasanabdal, Pakistan

Status : Offline
itni zyada poetry mashllah

no likes.

Posted on August, 22 2012 04:33:25 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Doben gi mere sath hi nazren bhi kisi ki
Sahel pe koi daikhane wala bhi to ho ga

no likes.

Posted on August, 22 2012 10:28:20 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Charaghe zindagi ko aik jhonke ki zarorat hai
Tumhen meri qasam hai phir zara daman ko lehrana

no likes.

Posted on August, 24 2012 09:58:13 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kaisa Waqt Hey Usay Fursat Nahe Muje Yad Krne Ki
Kabhi Wo Shaks Meri He Sanso Se Jia Krta Tha

no likes.

Posted on August, 26 2012 03:40:07 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ghairon ko kia pari hai ke Ruswa karain Mujhay
In Sazishon ma Haath Kissi Aashna ka Hai …

no likes.

Posted on August, 29 2012 09:41:16 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Roz aatay Hain Baadal ?Abr-E-Rehmat
lay Kar,
??Meray Sheher Ke Aamaal Unhain
Brasnay Nahin Detay…

no likes.

Posted on August, 30 2012 06:03:28 AM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
ye jo ham hijr me.n diivaar-o-dar ko
dekhate hai.n
kabhii sabaa ko kabhii naamaabar ko
dekhate hai.n vo aaye ghar me.n hamaare Khudaa
kii kudarat hai
kabhii ham un ko kabhii apane ghar
ko dekhate hai.n

no likes.

Posted on August, 31 2012 06:17:39 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Abhi abhi woh gaye hain magar alam yeh hai
Bohat dinon se woh jese nazar nahin aaye…

no likes.

Posted on August, 31 2012 06:30:50 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Muneer ab maan bi lay to muqader ki
haqeeqat,
Jo hai wo b zarori ha, jo guzar gya wo
b zarori tha.

no likes.

Posted on August, 31 2012 10:05:52 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Phir Wohi Khwaab Se Toote Hai Meri Aankhon Mein
Phir Wohi Dard Ki Talkhi Hai Meri Baaton Mein

no likes.

Posted on September, 01 2012 02:28:36 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
khareed sakte unhe toh apni zindagi dekar bhi khareed lete
par kuch log “KEEMAT” se nahi “KISMAT” se mila karte hain

no likes.

Posted on September, 02 2012 10:42:56 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
AAj phir Tumhari Yaad ne Cheen Liya Hosh-o-hawaas mere
Pagal ho jayenge hum agar ye sil sila jaari raha

no likes.

Posted on September, 03 2012 09:14:15 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Dosti kisi ki riasat nahi hoti,
Zindagi kisi ki amanat nahi hoti, Hamari saltanat main dekh ker qadam rakhna,
Kion kay hamari dosti ki qaid main zamanat nahin hoti

no likes.

Posted on September, 04 2012 12:20:58 AM