Forums > Poetry / Ghazal Corner > Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
mubashirhussain707


Age: 34 Male
4823 days old here
Total Posts: 17
Points : 21

Location:
Bahawalpur, Pakistan

Status : Offline
Subject : Mere Humsafer, mere Hum-nasheen (closed)
Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
Main ne Rab se manga to kuch nahi
Main ne jub bhi mangi koi dua!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"
Ye talab kya k mera Khuda!
Sabhi rahtain, Sabhi chahtain,
Wo ata kre tujhe manzlain,
Ye talab kya k mera Khuda!
Tujhe Bakht de,
Tujhe Taj de
Tujhe Takht de,
Mere Humsafer,
Mere Chara-ger,
Ye hai mohabbat ka khatan safer
Mere sath chalna zra soch ker
Zra dekh to mera hosla
Mere paas jo bhi wo hai tera
Nahi aur kuch bhi tere siwa
Meri Dosti
Meri Zindgi
Meri Khamoshi
Meri Be-basi,
Mera Ilm bhi
Mera Naam bhi,
K meri Subha
K meri Sham bhi
K jo mil saken mere Daam bhi,
Wo sabhi kuch tujh ko ata kre;
Mere chara gr tu yaqin to kr
Mujhe mangna to na aa ska
Main ne phir bhi mangi yehi Dua
K gwahi de ga mera Khuda
Maine jub b us se talab kya!
Nahi manga kuch bhi Mere Humsafer, mere Hum-nasheen
Main ne Rab se manga to kuch nahi
Main ne jub bhi mangi koi dua!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"
Ye talab kya k mera Khuda!
Sabhi rahtain, Sabhi chahtain,
Wo ata kre tujhe manzlain,
Ye talab kya k mera Khuda!
Tujhe Bakht de,
Tujhe Taj de
Tujhe Takht de,
Mere Humsafer,
Mere Chara-ger,
Ye hai mohabbat ka khatan safer
Mere sath chalna zra soch ker
Zra dekh to mera hosla
Mere paas jo bhi wo hai tera
Nahi aur kuch bhi tere siwa
Meri Dosti
Meri Zindgi
Meri Khamoshi
Meri Be-basi,
Mera Ilm bhi
Mera Naam bhi,
K meri Subha
K meri Sham bhi
K jo mil saken mere Daam bhi,
Wo sabhi kuch tujh ko ata kre;
Mere chara gr tu yaqin to kr
Mujhe mangna to na aa ska
Main ne phir bhi mangi yehi Dua
K gwahi de ga mera Khuda
Maine jub b us se talab kya!
Nahi manga kuch bhi "Tere Siwa"

Moved to Correct segment: HotEngine


no likes.

Posted on February, 17 2011 04:42:25 PM


SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4262 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
hanji sab dil jaly hen yahan,
nikl lo , kahin dooooooooooooooooooooor

no likes.

Posted on September, 18 2012 05:04:39 PM

Rohama


Age: 30 Female
4258 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
haaaaaaaaaan nikal l000 yahan s t0u
buraa asaaar h0gaaaa

no likes.

Posted on September, 18 2012 05:06:22 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4262 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
APKO BHI asr hota he
kmaaaaaaaaaaaal hogya ji aaj to

no likes.

Posted on September, 18 2012 05:12:18 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Mohabbat karne waale kam na honge,
Teri mehfil mein lekin hum na honge..

no likes.

Posted on September, 18 2012 10:34:53 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Kon Dekhta Hai Kisi Ko Ab Seerat-e-
Ikhlaaq Ki Nazar Sy,
Sirf Khoobsurti Ko Poojtay Hein Naye
Zamanay K Log.

no likes.

Posted on September, 18 2012 10:35:38 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Muqarar hoon, Na waaiz hoon, Na shayar hoon Main lafzo’n ka
Zubaan bas saath deti hy,
Main baate’n bas dil se kerta hoon ….

no likes.

Posted on September, 18 2012 10:36:09 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Umeed to manzil pe pohnchnay ki bari
thi
Taqdeer magar janay kaha soi parri thi Khush thay k guzarein gey rafaqat
mein saffr ab
Tanhaee magar baahon ko phir
kholay khari thi …

no likes.

Posted on September, 18 2012 10:36:19 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Mausam Ki Adaa Aaj Bhi Pur-Kaif Hy Lekin,
Ek Guzri Hui Barsat ki Hasrat Nahi Jati…

no likes.

Posted on September, 18 2012 10:37:09 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane
Ko
Chale Jayenge Jab Hum Kabhi Na
Vapas Aane Ko
Chalega Mehfil Me Jab Zikr Hamara Koi
To Tum Bhi Tanhayi Dhundoge Aansu Bahane Ko

no likes.

Posted on September, 18 2012 10:39:40 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Koi Mila Hi Nahi Jis Ko Wafa Dete
Har Ik Ne Dokha Diya Kis Kis Ko Saza
Dete
Ye Hamara Zarf Tha Ke Khamosh Rahe
Warna
Daastan Sunatey To Mehfil Ko Rula Dete

no likes.

Posted on September, 18 2012 10:40:29 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kis terhan khud ko teri fikir se aazaad karon

Apni sochin teri sochon se churraon kesy

no likes.

Posted on September, 18 2012 10:40:35 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Us Mohabbat Ne Hum Ko Kia Na Dia ?
Rooth Jaanay Ka Honsla Na Dia
Zindagi ! Tujh Se Ye Shikaayat Hai
Khaak Mein Kiun Hamain Mila Na Dia ?
Be-Wafai Pe Gar Sazaa Na Mili Tou
Wafaa Ka Bhi Kuch Silaa Na Dia Hum Chalay Khwaab Baichnay Ke Lye Os Ne
Acha Kia Lia [...

no likes.

Posted on September, 18 2012 10:46:58 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Haseeno ne haseen banke gunah kya
auro ko to theek humko bhi tabaah kya
pesh kiya jab ghazloN mein unki bewafai ko
auro ne to theek unhone bhi waah waah kiya

no likes.

Posted on September, 18 2012 10:54:43 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
ma na kaatb sa kaha likh guftago gft is
na likh dia gft kha kar

no likes.

Posted on September, 18 2012 10:57:23 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Sukh jaate gar aansu aankhon mein hi toe accha hota
Kash dard ki tarah pyaar ka nagma bhi toe sacha hota

no likes.

Posted on September, 18 2012 11:37:12 PM

gmirfani


Age: 47 Male
4255 days old here
Total Posts: 60
Points : 37

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
so long poetry yaar. kia ap ye parh kr bore nahi hotey


no likes.

Posted on September, 18 2012 11:46:03 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4262 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
khud kab parhty hen bhai ye?

no likes.

Posted on September, 19 2012 02:26:33 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4810 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
chalo tum ko payar jatana to aaya
dhikhawa hi sahi dhikhana to aaya
thoray thoray hoay parayshan to tum
batt bay batt bhokhlana to aaya
huns to partay ho abb khilkhila kay tum
thora bhohot muskarana to aaya

no likes.

Posted on September, 20 2012 08:55:26 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Aye december kuch to hosh kar, yeh
tujhe kya hua,
Bin barse guzar jana teri adat pehle to
na thi…

no likes.

Posted on September, 20 2012 10:53:20 PM

saim14399


Age: 31 Male
4464 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Boht barasta tha na ye December bhi..
Lagta hai ab isey bhi pyar ho gaya…..!

no likes.

Posted on September, 20 2012 10:54:04 PM