Forums > Masti Box! > Ghazal
maryprincess60


Age: 36 Female
4807 days old here
Total Posts: 202
Points : 138

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Subject : Ghazal (closed)




no likes.

Posted on March, 10 2011 05:04:49 PM


mwaqas1990


Age: 34 Male
4810 days old here
Total Posts: 1773
Points : 174

Location:
peshawar, Pakistan

Status : Offline
nice yaar itne mushkil shair..........

no likes.

Posted on March, 14 2011 11:21:28 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
4827 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Kon Yaad Rkhta Hy Tum Bhi Bhool Jaoge

Wasl K Zamany Mein..
Hijraton K Mosam Ko..
Aankh Ki Udasi Ko..
......Aarzo Ki Khusbo Ko..
Aitbar Lamhon Ko..
Aitbar Khona Hy..
Zindgi K Haathon Mein..
Zindgi Khilona Hy..
Yaad Hi Nhi Rehta..
Kon Kis Jaga Pr Tha..
Sab Hi Bhool Jate Hyn..
Tum Bhi Bhool Jao Ge.. !

no likes.

Posted on March, 14 2011 11:21:50 PM

Afzal


Age: 32 Male
4821 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Nice

no likes.

Posted on March, 14 2011 11:25:39 PM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
4827 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Ab aye meray ehsaas-e-junoon--kia mujhey daina?--
Darya usay bakhsha hai toh sehra mujhey daina--

Tum apna makaan jab karo taqseem toh yaaron-!
Girti hui deewar ka saaya mujhey daina--
...
Jab waqt ki murjhaai hui shaakh sambhaalo
Us shaakh say toota hua lamha mujhey daina

Tum mera badan odh kay phirtay raho-LEKIN
Mumkin ho toh ek din mera chehra mujhey daina

Choo jayee hawa jis say toh khushboo teri ayee
Jaatey huay ek zakhm toh aisa mujhey daina

Ek dard ka mela hai--laga hai dil-o-jaan mein
Ek rooh ki awaaz keh rasta mujhey daina

Ek taaza ghazal azn-e-sukhan maang rahi hai
Tum apna mehekta hua lehja mujhey daina

no likes.

Posted on March, 14 2011 11:26:29 PM

ashfaq786


Age: 44 Male
4816 days old here
Total Posts: 1215
Points : 51

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
bohat masoum thay ham b
hamain ab yad ata hai
k ham ik ajnabi ko umar ki tarek rahoun ka
sahara man bethay rhay
k us k chand chehray ko
...hum apnay waqat ka roshan sitara man bethay thay
hamain maloum hi kab tha
k dast-e-zindgani main saharay chit jatay hain
khabhi aisa b hota hai
nazar jin par theharti hai
wo taray tot jatay hain
hod apnay rooth jatay hain
bohat masoum thay ham b


no likes.

Posted on March, 15 2011 11:00:37 AM

tariqbangashpk


Age: 38 Male
4827 days old here
Total Posts: 1300
Points : 51

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Andhairi Raat K Lamhe Tamam Hone Tak,
Tujhe Hi Sochta Hoon Subho Se Shaam Hone Tak,

Main Aisa Jisam Hoon Jis Ki Rooh Bhi Tu Hai,
Adhuri Zaat Hoon Main Tere Naam Hone Tak,
...…
Teri Aawaz Sun Na Loon To DIL Nahi Lagta,
Tarapta Rehta Hoon Tujh Se HUM Kalaam Hone Tak,

Teri Nazar Ki Keemat Pe Bik Raha Hai Koi,
Use Khareed Le Tu Mehnge Daam Hone Tak,

Ishq Ki Aag Jo Seene Mein Laga Baithe Hain,
Sulagti Rehti Hai Ye Neendein Haram Hone Tak...

no likes.

Posted on March, 15 2011 11:29:57 AM

Saim44


Age: 33 Male
4052 days old here
Total Posts: 2775
Points : 11

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
ap sab ne bhuht achi poetry share ki hai.

no likes.

Posted on March, 30 2013 06:30:51 PM

innocentbilal


Age: 30 Male
4189 days old here
Total Posts: 338
Points : 8

Location:
sahiwal, Pakistan

Status : Offline
Meherbaa’n ho k bula lo mujhy chaho jis wakt
Mein gaya wakt nahi’n hoon k phir aa bhi na saku’n. . !

no likes.

Posted on March, 30 2013 10:58:49 PM

innocentbilal


Age: 30 Male
4189 days old here
Total Posts: 338
Points : 8

Location:
sahiwal, Pakistan

Status : Offline
Maqtal se aaney wali hawa ko bhi kab mila
Aisa koi dareecha k jo be-saleb tha. . !

no likes.

Posted on March, 30 2013 10:59:51 PM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4089 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
nice poetry bhai

no likes.

Posted on March, 30 2013 11:35:23 PM

Maliksheraz


Age: 35 Male
4186 days old here
Total Posts: 1065
Points : 15

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
Kis darja dil shikan thay muhabbat kay hadsay..
Hum zindagi main phir koi arman na kar sakay!

no likes.

Posted on April, 18 2013 12:55:50 AM

Maliksheraz


Age: 35 Male
4186 days old here
Total Posts: 1065
Points : 15

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
Kia bhala mujh ko parakhnay ka natija nikla?
Zakham-e-dil aap ki nazr’on sy bhi gehra nikla

no likes.

Posted on April, 18 2013 12:57:22 AM

Maliksheraz


Age: 35 Male
4186 days old here
Total Posts: 1065
Points : 15

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
Kal jinhain choo nahi sakti thi farishto’n ki nazar
Aaj wo ronaq-e-bazar nazar aatay hain. . !

no likes.

Posted on April, 18 2013 12:59:20 AM

Maliksheraz


Age: 35 Male
4186 days old here
Total Posts: 1065
Points : 15

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
Kabhi ye fikr k din ko bhi munh dikhana hai. .
Kabhi ye ghum k phir aaye na aaye sham-e-firaaq. .

no likes.

Posted on April, 18 2013 01:00:41 AM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4089 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Kamosh Zabaan Ke Lafzon Mein
Kuch Posheeda Si Baatein Hai In Posheeda Si Baaton Mein
Kuch Chahat Ki Barsaatein Hain In Baaton Ko Hum Muddat Se
Seenay Mein Chhupaye Bethey Hain Kuch Paaye Bina Kuch Kho Dena
Ye Piyaar Mein Ham Ne Seekha Hai Sooraj Mein, Chand Sitaron Mein
Har Shai Main Tumhi Ko Dekha Hai Dharkan Mein Bhi Naghma Ban Kar
Saagar Ki Tarah Tum Behtey Ho Ye Piyaar Nahi To Tumhi Kaho?
Phir Piyaar Kisey Tum Kehtey Ho?

no likes.

Posted on April, 18 2013 01:02:19 AM

Maliksheraz


Age: 35 Male
4186 days old here
Total Posts: 1065
Points : 15

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
Suna karty they jin khush’ion ka haal
Aaj wohi jhonpri’an barbaad ho gaeen

Jab se tery ghum ko basaya hai dil mein
Mushkilain tou boht aain magar aasan ho gaeen

Teri umeed aur tery intezaar k aansu
Boht hasratain mileen magar fanaa ho gaeen

Jab bhi dekha kisi ujerty huay ko ‘Gul’
Ye aahain uth uth k toofan ho gaeen. . !

no likes.

Posted on April, 18 2013 01:02:20 AM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4089 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Main usay kaise aikaila chor don is rah main
sath jo chalta raha majboriyon k baad bhi. ban k khusboo rach gya hy yun mere ehsas main
door ho paya nahi woh dooriyon k bad bhi rafta rafta us ko bhi ye duniya ra'as aa gye
muskra k woh mila hy ranjishon k bad bhi fasly kb kum howay hain rabton k bad bhi
ajnabi thay ajnabi hain "mohabbaton" k baad bhi

no likes.

Posted on April, 18 2013 01:03:27 AM

Maliksheraz


Age: 35 Male
4186 days old here
Total Posts: 1065
Points : 15

Location:
attock, Pakistan

Status : Offline
Kis qadar ho ga yahan mehr-o-wafa ka maatam
Hum teri yaad se jis roz uter jaingy. .

no likes.

Posted on April, 18 2013 01:03:44 AM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4089 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Aye moj-e-hawa,Ab tu hi bata,
Wo yar hamara kaisa hai? Jo bhool gaya hum ko kab se,
Wo jaan se pyara kaisa hai ? Kia us ko jeewan lamho mein,
Koi lamha mera baqi hai ? Kia uski jaagti aankhon main,
Meri yaad se phaili udasi hai ? Kia wo bhi meri tarah yun hi,
Shab bhar jaga kerta hai ? Kia wo bhi saya-e-rehmat main,
Hamain RAB se manga karta hai ? Agar aisa nahi to tu hi bata,
Hum yaad use Kion kertay hain ? Wo humse bicher ker khush hai agar,
To hum pal pal kion marte hain ?

no likes.

Posted on April, 18 2013 01:04:32 AM

Hussainkhalid


Age: 27 Male
4089 days old here
Total Posts: 13010
Points : 4675

Location:
Dadu 76200, Pakistan

Status : Offline
Jub yad ka album kholon to,
Kuch log bohut yad ate hain, Main guzre dinon ka sochon to,
Kuch log bohut yaad ate hain, Ab jane kis nagri main,
Soay pare hain muddat se,
Main raat gaye tuk jaogon to,
Kuch log bohut yaad aate hain Kuch batein theen pholon jesi,
Kuch khushbo jese lehje thy, Mein sheher-e-chaman mein tehlon to,
Kuch log bohut yaad aate hain Wo pal bhar ki narazgiyan,
Aur maan bhi jana pal bhar main,
Ab khud se jub bhi rothon to,
Kuch log bohut yaad aate hain

no likes.

Posted on April, 18 2013 01:05:43 AM