Forums > Poetry / Ghazal Corner > Ek din
waheedanjum


Age: 32 Male
4631 days old here
Total Posts: 317
Points : 42

Location:
Quetta, Pakistan

Status : Offline
Subject : Ek din (closed)
Ek din aansuon ne mujh se poocha roz roz kyun bulate ho
main ne kaha main usey yaad karta hun tum kyun chale aate ho

no likes.

Posted on November, 05 2012 10:44:31 AM


sahilgee169


Age: 30 Male
4208 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
SOn: Main school nhi jaonga,
Mom: kyun?
Son: Job Karon ga..
Mom: 4TH Class Parh kr
kya kaam karo gy?
Son: 3rd Class ki Larkion ko
tution parhaon ga

no likes.

Posted on November, 10 2012 12:59:14 PM

bawa125


Age: 33 Male
4238 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Sheher ki rangeeni mein gum na ho jaye kahin,
Gaaon se jo aaya hai apni parhaayi ke liye..

no likes.

Posted on November, 10 2012 01:37:20 PM

riabest


Age: 32 Female
4241 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Sabot hai ye mere dil ki dard mandi ka,
Howa tha ishiq jawani se peshtar muj ko....

no likes.

Posted on November, 10 2012 02:47:37 PM

bawa125


Age: 33 Male
4238 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline

Sar-basar jin mein faqat teri jhalak milti thi
Ab muyassar hamin who khwaab kahan aatey hain

no likes.

Posted on November, 10 2012 03:06:05 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4258 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Tamam shab yon hi dekhen gi saoye dar ankhen
tuje ganwan kar na soyen gi umar bhar ankhen.

no likes.

Posted on November, 10 2012 08:46:05 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4241 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Mat kar khaak k putley pe gharoor-0-beniazi itni…
Khud ko khudi mein jhaank kr dekh tujh mein rakha kya hai...

no likes.

Posted on November, 10 2012 09:53:24 PM

Rohama


Age: 30 Female
4254 days old here
Total Posts: 9029
Points : 340

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Aik Ghazal Tere Liye Zaror Likhon Ga
Be Hisaab Us Mien Tera Qasoor Likhon Ga


Tu Guftaar Ka Mahir Tu Kirdaar Ka Mahir
Par Husan Ko Tere, Tera Garoor Likhon Ga


Toot Gaye Bachpan Ke Tere Sare Khiloony
Ab Diloon Se Khelna Tera Dastoor Likhonga


Raha Ishq Ka Davaa Tujhe Tamam Umer
Wafa Ki Dehleez Se Tujhe Mafroor Likhon Ga


Khud Sakhta Jo Hai Tera Judai Ka Faisla
Aisay Har Iqdaam Ko Na Manzoor Likhon Ga


Hamien Kehny Ki Aadat Nahien Likhny Ka Shooq Hai
Jazbon Ko Apny Qalam Ki Taseer Likhon Ga

no likes.

Posted on November, 11 2012 01:50:01 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4239 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
life is a hell when u have american wife. indian salary. chinese car and german food. life is heaven when you have american salary, indian wife german car and chinese food.

no likes.

Posted on November, 11 2012 08:44:22 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4208 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
SaTaoge Mujko RuLaoge Mujko
_
Magar Kis Tarah BhuLa Paoge Mujko
_
Khuda Jaane Kya HaaL Hoga Tera
_
Jab Gairo Ki Baaho Me Paoge Mujko

no likes.

Posted on November, 11 2012 09:35:06 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4258 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Zindagi us ke tassawur mein katti,
Door reh kar bhi wohi kaam aaya..

no likes.

Posted on November, 11 2012 07:02:41 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4241 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Hum judai me tumhari mar bhi sakte hain magar,
Chate ye hain k nikale daam tumhare saman.

no likes.

Posted on November, 11 2012 08:52:47 PM

riabest


Age: 32 Female
4241 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Is tarah loot liya sheer-e-tamanna ne hume,
Zindagi bhi chheen li, or jaan se maara bhi nahi..

no likes.

Posted on November, 12 2012 12:01:15 AM

bawa125


Age: 33 Male
4238 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Tum jise rota hua chorr gaye the ek din.
ham ne uss shaam ko seene se laga rakkha hai.

no likes.

Posted on November, 12 2012 11:34:34 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4239 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Ab jo ruthey to kbhi manana nhi ja kr
Seh laingey dukh usey sunana nhi ja kr

Laut aayga zaroor agr vo mera hua
Aj sey tey hua khud bulana nhi ja kr

Usey chaha hai usey chahtey rhaingey
Usk dil main kia hai aazmana nhi ja kr

Miley to brsa daingey hum piyar us pe Saqi
Nhi to haal e dil bhi batana nhi ja kr

no likes.

Posted on November, 12 2012 11:48:32 AM

sahilgee169


Age: 30 Male
4208 days old here
Total Posts: 478
Points : 91

Location:
hasilpur, Pakistan

Status : Offline
Deeiray dheeray dil main utarta jata hai koi,
Mujh ko MAIRI JAAN bulata hai koi,
Main toot ke bikhar jaon, ye mumkin nahi,
Boht piyar se sath apne mujhe sulata hai koi.........

no likes.

Posted on November, 12 2012 12:54:04 PM

riabest


Age: 32 Female
4241 days old here
Total Posts: 1447
Points : 99

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
fursat Mein Ooper Waalay Ko Dehaan Jub Aaya Tera
Chaand Ki Kirnain Gondh Ke Is Ne Jism Banaya Tera
Mein Deewaar Se Kaan Laga Kar Sunta Dharkan Teri
Kaash Mujhe Taqdeer Bana Daiti Humsaaya Tera
Shaanay Tere Chaandi Chaandi, Zulfain Sona Sona
Chor Bana Deta Hai Sab Ko Ye Sarmaaya Tera
Samajh Gaya Wo Mein Hee Lipta Hun Tere Qadmon Se
Chaandni Raaton Mein Jis Ne Bhee Dekha Saaya Tera
Qatra Qatra Pighal Rahi Thee Barf Mere Andar Ki
Sardi Ne Jis Raat Badan Mujhko Pehnaaya Tera
Ye Teri Badaami Aankhain,Shaant Samandar Jaisi !
In Mein Doob Ke Bhee Mein Ne Koi Bhaid Na Paya Tera.

no likes.

Posted on November, 13 2012 12:17:25 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4241 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
wusat-e-Chashm-e-Tar Bhi Daikhain Gay
Hum Tujhay Bhool Kar Bhi Daikhain Gay
Zakhm Per Sabt Kar Na Lab Apnay
Zakhm Ko Chaara Gar Bhi Daikhain Gay
Hijr Ki Shab Say Honslay Apnay
Bach Gaye Tou Sahar Bhi Daikhain Gay
Raat Honay Do,Loog Sonay Do
Chaand Ko Dar-Ba-Dar Bhi Daikhain Gay
Ik Dua Dil Say Chup Kay Maangi Thi
Us Dua Ka Asar Bhi Daikhain Gay
Ik Puraana Safar Tou Khatam Howa
Ik Nayi Rahguzar Bhi Daikhain Gay
Gin Tou Lainay Do Baykafan Laashein
Bay Sada Baam-o-Dar Bhi Daikhain Gay
Chairr Kar Dil Ki Raakh Ko
Ab Ke Raks-e-Sharar Bhi Daikhain Gay.

no likes.

Posted on November, 13 2012 05:59:40 PM

Omer87


Age: 36 Male
4800 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Mr. Waheed Anjum

Please use only 1 topic for your Poetry & Ghazals

Use this link

http://pak101.com/c/forum/topic/15018/Poetry__Ghazal_Corner/Hum_Juda_Kis_Se_Howe

This topic is now closed.

Regards : Omer Hafeez ( www.pak101.com )


no likes.

Posted on November, 14 2012 08:22:42 PM