waheedanjum
Age: 32
4636 days old here
Total Posts: 317
Points : 42
Location:
Quetta, Pakistan
Status : Offline |
Subject : Hum se kya pochtay ho hijr main kya kartay hain? (closed) Hum se kya pochtay ho hijr main kya kartay hain? Teray lout aanay ki din raat dua kartay hain?Ab koi hont nahin in ko churanay aatay Meri aankhon main agar ashk howa kartay hain, Teri tu janay, Par aey janay tamanna hum tu Saans ke saath tujhay yaad kiya kartay hain, Kabhi yaadon main yujhay banhoon main bhar letay hain Kabhi khuwabon main tujhay choom liya kartay hain, Teri tasweer laga letay hain seenay se Phir teray khat se teri baat kiya kartay hain Gar tujhay chornay ki soch aye dil main Hum tu khud ko wahin chor diya kartay hain
no likes.
|