Forums > Poetry / Ghazal Corner > HAQIQAT KI DAASTAN...
bawa125


Age: 33 Male
4238 days old here
Total Posts: 1798
Points : 168

Location:
Islamabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : HAQIQAT KI DAASTAN... (closed)
HAQIQAT KI DAASTAN...
mere dost YUNUS KHAN RAZA MURADABADI..
ne kuch chnd alfaaz me apne pyaar ke un lamho ko taza kea he jo kbhi kisi ki mohabbat ki girft me mubtila the,vo vaade vo kasme ,shayad ye kanpur tak punch jaaye jiske liye ye likha he ...doston.....
sab bewafa nikle ...
nikle wafadar to apne sirf apne jazbaat nikle

HAQIQAT KI DAASTAN..
tere siva kisi ko mene chaha nahi...
tujh se zayada pyaar kisi se mene kiya nhi....
lekin jo tune mere pyaar ka sila diya...
esa sila pyaar me kisi ne diya nhi...
yaad he mujhe aaj bhi ..
jo kha tha tune mujhse ..
ki rkhoge futpaat pe krungi mna nhi..
mene kha tha tujhse esa na hoga mumkin..
agar hogi tu sath mere ...
tune kha tha mujhse bhuk bhi seh lungi..
gat hoga sath tera ...
tum jo sath hogi samjhunga sab kuch paya ..
agat tum meri nhi to kuch bhi mera nhi..
karta rhunga har lamha intezaar HINA..
TUM HO GAI KISI KI TO YUNUS KA KOI NHI ...



no likes.

Posted on October, 09 2012 09:48:18 AM


saim14399


Age: 31 Male
4460 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Idhar aa sitamgar hunar azmayein,
Tu teer aazma hum jigar azmayein..

no likes.

Posted on November, 04 2012 08:10:55 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4239 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
To ny bichard ke apny sir ilzam ly liya
warna faraz ka to rona sada ka tha

no likes.

Posted on November, 04 2012 09:54:08 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4806 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Kaun ubharate hue mahatab ka rasta roke
Us ko har taur su-e-dasht-e-sahar jana hai

no likes.

Posted on November, 05 2012 11:11:44 PM

saim14399


Age: 31 Male
4460 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Zaraf zameen ka kam parne lagta hai
jab,
Tab pathar se chashma phoot nikalta
hai.

no likes.

Posted on November, 06 2012 08:48:09 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4239 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Aghraz sy meri teri, chehry aty howay sabhi
chenta wafa ka ek bhi, rishto ki dhol par ny

no likes.

Posted on November, 06 2012 12:22:27 PM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4806 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Mujhe Khabar Hai Ke Kia Hai Judaaion Ka Azaab
Ke Mein Ne Shaakh Se Gul Ko Bichartay Dekha Hai

no likes.

Posted on November, 06 2012 01:58:49 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4580 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Sab Apni Zaat Ke Karb-o-Balaa Ki Qaid Mein Hain
Aur Ek Hum Ke Jo Ab Tak Wafaa Ki Qaid Mein Hain
Koi Khabar Hai Safar Ki Na Manzilon Ka Pata
Hamain Tou Umer Howi Rehnuma Ki Qaid Mein Hain
Thakay Tou Nazarain Chhurra Laaye Aasmaanon Se
Magar Wo Lab Ke Jo Ab Tak Duaa Ki Qaid Mein Hain
Nazar Howi Hai Ba-Mushkil Sakoot Se Maanoos
Samaa’tain Tou Abhi Tak Sadaa Ki Qaid Mein Hain
Saraab Hain Sabhi Aazaadiaan Fizaaon Ki
Kaheen Parinday Kaheen Par Hawaa Ki Qaid Mein Hain
Jab Apne Jaisi Hee Makhlooq Ke Shikanjay Se
Howay Rihaa Tou Ye Dekha Khuda Ki Qaid Mein Hain

no likes.

Posted on November, 06 2012 09:35:46 PM

brightsky2020


Age: 33 Male
4580 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Zindagi ke udaas lamhon mein,
Bewafa dost yaad aate hain..

Zakhmon ke bawjood mera hauslaa to dekh,
Tu hanss diya to mein bhi tere sath hanss diya..

no likes.

Posted on November, 06 2012 09:38:02 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4241 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Kia Kaha..?? Main Bhool Gaya Hon Tujhe..?
Nahi…! Nahi …! Dil Abhi Dharakta Hai./

no likes.

Posted on November, 06 2012 10:21:32 PM

salubhai169


Age: 30 Male
4239 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
Rootha Yaar Manane Mein Kuchh Waqt To Lagta Hai
Bigdi Baat Banae Mein Kuchh Waqt To Lagta Hai.
Gujere Daur Bhula Dete Hain Log Dushmani Ko
Lekin Sath Mein Saya Saya Khauf To Rehta Hai.
Beshak Bher Jata Hai Jakhm Merhum-O-Dawa Se
Lekin Uska Halka Halka Nishan To Rehta Hai.
Shehed Shehed Le Ud Jati Hain Naye Gher Ko Makkhiyan
Pichhli Sakh Pe Banke Kiraya Mom To Rehta Hai.
Nakam-E-Ishq Hona Bhi Fujool Nahi Hai
Taumra Ke Liye Koi Tajurba To Rehta Hai.
Husn-O-Shabab Ki Aadat Mana Pere Ne Chhuda Di
Kahin Kahin Per Dil Mein Waki Shauq To Rehta Hai.

no likes.

Posted on November, 07 2012 09:17:15 AM

salubhai169


Age: 30 Male
4239 days old here
Total Posts: 1010
Points : 770

Location:
Daharanwala, Pakistan

Status : Offline
In God?s eyes, Love is never absent.
In God?s heart, forgiveness is never impossible.
In God?s embrace, no one is ever alone or forgotten.

no likes.

Posted on November, 08 2012 01:05:01 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4258 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
Ujaarr di hai ajab zalzlon ne yeh basti,
Makeen talash karoon ya makan talash karoon..


no likes.

Posted on November, 08 2012 01:55:07 PM

aarzoo


Age: 31 Female
4241 days old here
Total Posts: 1164
Points : 16

Location:
sialkot, Pakistan

Status : Offline
Jiss khauf se milne nahin aata tha woh mujh se,
Uss dar se meri maut pe royaa bhi nahin thaa,.

no likes.

Posted on November, 08 2012 02:45:53 PM

Omer87


Age: 36 Male
4800 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Mr. Bawa

Please use only 1 topic for your poetry & Ghazals

use this link

http://pak101.com/c/forum/topic/14149/Poetry__Ghazal_Corner/Dil_jalega_to_zamane_may_ujala_hoga

this topic is now closed

Regards : Omer Hafeez ( www.pak101.com )


no likes.

Posted on November, 14 2012 07:54:03 PM