Forums > Poetry / Ghazal Corner > ghazal
111192


Age: 31 Male
4311 days old here
Total Posts: 18
Points : 9

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : ghazal (closed)
Aik Pal Ka Ehsas Bankar Ate Ho
Tum,

Dosre Hi Pal Khuwab Bankar Ur
Jate Ho Tum.


no likes.

Posted on July, 26 2012 06:53:45 PM


saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Kash K Ab K Bars Wo Yeh Keh Day . Aao K Tanha Hoon Teri Tarha, Tery Liye.

no likes.

Posted on September, 06 2012 12:52:26 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4263 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
yar jisne tpoic post kia he usy bhi ghzl ka mtlb bta do hahahhah

no likes.

Posted on September, 06 2012 02:01:03 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4263 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
rasid farooq is good

no likes.

Posted on September, 06 2012 02:01:41 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Us ke bena ab chup chup rehna acha lagta hai;
Khamoshi sey dard ko sehna acha lagta hai;
Jis hasti ki yad mein Aanso barstey hain;
Samne us ke kuch na kehna acha lagta hai;
Mil ker us se Bichar na jaon darta rehta hon;
Is liyay bas door hi rehna acha lagta hai;
Janta hon k chahat mein bs anso milte hain;
Kuch bhi ho ab is zehar ko pena acha lagta hai;
Je chahey sb khushia lay kar us ko de don;
us ke pyar mein sb kuch khona acha lagta hai..

no likes.

Posted on September, 06 2012 07:28:43 AM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Phir Mera Ghar Nahi Mila Hoga
Wo Is Saal Bhi Nahi Aayi…….!!

no likes.

Posted on September, 06 2012 08:15:35 AM

jahan


Age: 29 Male
4648 days old here
Total Posts: 908
Points : 140

Location:
hasanabdal, Pakistan

Status : Offline
oooo wao gud poetry

no likes.

Posted on September, 06 2012 09:45:32 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Na chahat k jazbaat alag
Na khushiyon k lamhaat alag
Na phool se thi mehk alag
Na guzri koi bahaar alag
Na honton ki muskaan alag
Na dil k ehd-o-paiman alag
Na deen alag
Na emaan alag
Na sur, sangeet, naghmaat alag
Thi sari baat lakeeron ki

Tere hath alag?
Mere hath alag?


no likes.

Posted on September, 06 2012 08:20:22 PM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Chahat per pabandi kyu hai?dunia itni
andhi kyu hai
Andhu me andha ban jana mumkin
hai asan nahi..

no likes.

Posted on September, 07 2012 05:59:31 AM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Aik tum hi na mill sakey werna
Millny waly Bichar Bichar k milly

no likes.

Posted on September, 07 2012 06:01:45 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Ye guzarish hai faqat muj pe meharbaan raho
Tum kisi aour ko dekho tu bura lagta hai.
Meri chahat ka taqaza hai mere saath raho
Haath jo gair ka thamo tu bura lagta hai.
Ye tamanna hai tere har roop ko har pal dekhoon
Tum mere paas se uthu tu bura lagta hai.
Roz-o-shab aaj b parwa hai tumhari muj ko

no likes.

Posted on September, 07 2012 06:04:49 PM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Meri Har Nazar Teri Muntazir Teri Har Nazar Kisi Or Ki Meri Zindagi Teri Bandagi Teri Zindagi Kisi Or Ki Kabhi Waqat Jo Mille Tujhe Zara Aa K Dekh Mere Hal Ko, Meri Har Ghari Tere Liye Teri Har Ghari Kisi Or Ki Mujhe Siraf Teri Talab Thi Par Jaane Mujhe Tu Q Na Milla, Tu Usse Milla Mere Sanam Jise Thi Talab Kisi Or Ki.

no likes.

Posted on September, 08 2012 11:46:15 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
milne ki kasam kha k bhi mein ne::

:Tujhe har rah mein dhonda bohat hai:

::Ye ankhain aur kiya dekhain kisi ko::

:In ankhon ne tujhe dekha bohat hai:

::Najane Q bacha rakhe hain ansoo::

:abhi shayad mojhe rona bohat hai:

::Tujhe maloom to hoga mere hamdam::

:Tujhay ek shakhs ne chaha bohat hai

no likes.

Posted on September, 08 2012 11:08:44 PM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4263 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
jab koi pyar se bulaey ga
tumko aik shakhs yad aaey ga

no likes.

Posted on September, 09 2012 12:02:10 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Dosron ko hamari sazaen na dy
chandni raat ko bad duaen na dy
phol sy Aashqi ka hunar sekh ly
titliyaan khod ruken gi sadaen na dy
sub gunahon ka IQrar krny lagen
is Qadar khubsorat sazaen na dy
Main bikhar jaonga aanso ki trha
is Qadar pyar sy bad duaen na dy

no likes.

Posted on September, 09 2012 10:51:35 AM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Rooh jab wajad me aaye to gazal hotii hai
ya koi dil ko dukhaaye to gazal hotii hai bheegti raat me jab gham ki fizaaon ka
sukoot
dil me ik hashar uthaaye to gazal hotii hai ishq ki aatish-e-khaamosh jab chupay chupkay
aag seenay me lagaaye to gazal hotii hai kabi mehfil me kabi goshaa-e-tanhai me
koi reh reh k rulaaye to gazal hotii hai gham-e-jaana hi se mukoof nahen sher-o-gaal
gam-e-duraan b sunaaye to gazal hotii
hai!!!

no likes.

Posted on September, 09 2012 11:04:24 AM

rashidfarooqz


Age: 52 Male
4811 days old here
Total Posts: 16735
Points : 17

Location:
Askari Cement Wah, Near Wah Cantt, Pakistan

Status : Offline
Mujhy apni mehbooba
se milne ka bara shoq tha
usey qareeb se dekhney ka bara shoq tha
1 din likh diya khat usko sabar kar k
dil main armanon ki qabar kar k
bholi bhali samaj na saki mere pyar ko
de diya khat apne bhai gulzar ko
meine darya ki 1 bari mooj dekhi
jab apne pechey Gulzar ke fooj dekhi
un k maarne se jism se saaz nikal rahe they
mun se agley pichley raaz nikal rahey they
logon ne kaha kis pe azaab aaya ha
dil ne kaha khat ka jawab aaya ha

no likes.

Posted on September, 09 2012 11:15:12 AM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Dekhay Ga Kisi Aur Ke Hamrah Wo
Mujhy Kya,
Wo Shakhs To Mujh Ko Mera Bhi Hony
Nahi Deta.

no likes.

Posted on September, 10 2012 12:51:26 AM

SHAGIRDeIQBAL


Age: 36 Male
4263 days old here
Total Posts: 11084
Points : 45

Location:
Lahore, Pakistan, Pakistan

Status : Offline
super g soooper dooper

no likes.

Posted on September, 10 2012 03:07:33 AM

saim14399


Age: 31 Male
4465 days old here
Total Posts: 14102
Points : 33

Location:
Dammam, Saudi Arabia

Status : Offline
Tarha Tarha Se Bhulaya Magar Ye Haal
Hua,
Har Ek Khayal Se Paida Tera Khayal
Hua…

no likes.

Posted on September, 10 2012 07:19:39 AM

Omer87


Age: 36 Male
4805 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Ek Tooti Hui zanjir ki Fryad hen Hm
or Dunya
samjti hy k
Azad hen Hum

is Ashqi ny Hum ko Dia hi kia
” Faraz”

kal B Brbad Thy or Aaj B Brbad hen Hm


no likes.

Posted on September, 10 2012 10:39:15 PM