Forums > General Talks > Poetry
Omer87


Age: 37 Male
5009 days old here
Total Posts: 13522
Points : 298

Location:
Karachi, Pakistan

Status : Offline
Subject : Poetry (closed)
Poetry

to all members of pak101
i have make the topic of Poetry
You can share your Poetry in this topic

Buhet sy member's topics per topics banaty rehty hain

her nazam / shair ka alag sy topic bana dety hain

to please her alag nazam / shair k liya alag sy topic na banaye yaheen post ker dain

is sy her member aap ke poetry perhy ga bhi or yaheen appreciate bhi kery ga

no likes.

Posted on September, 17 2011 01:09:54 AM


Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
----------
Tu ne ye na kaha k main kashti par bhoj huun
ab ankhon ko yun na dhanp muja dubta hua b dekh la
----------

no likes.

Posted on November, 02 2011 11:37:14 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
Tumhein lakhon ki bheer mein pehchanta hai koi
Din Raat Khuda se teri khushian mangta hai koi
Tum khud se waqif nahin ho ge itna
Tumhein tum se ziada janta hai koi

no likes.

Posted on November, 02 2011 11:38:32 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
----------
ROSHANI HAI KION TERE GHAR TOO NE YEH SOCHA KABHI
DIL JALATE HAIN HUM KEH TERI KOI SHAAM UDDAS NAH HO
----------

no likes.

Posted on November, 02 2011 11:39:20 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
Ujala teri yadon ka hamaray sath rehta hai
Khazana teri baton ka hamaeray sath rehta hai
Bazahr kali raaton k musafir hum sahee laikn
Nizara teri shamon ka hamaray sath rehta hai
musalsal faslon mai bhe kuch aisa majra deikha
ishara teri ankhon ka hamray sath rehta hai

no likes.

Posted on November, 02 2011 11:44:40 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
----------
piyara sa hehsas ho tum
her pal mairy pass ho tum
----------

no likes.

Posted on November, 02 2011 11:46:10 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
----------
kis qadar ahsas hai fitrat ko maray dard ka
jagtay rehtay hain taray raat bher maray liyay
----------

no likes.

Posted on November, 02 2011 11:47:49 AM

Sheikho


Age: 31 Male
4972 days old here
Total Posts: 4100
Points : 41

Location:
Fsd, Pakistan

Status : Offline
----------
Zarori to nahee labon se kehdon dastaan apni
Zabaan ek ovr bhi hoti hai izhaare tammanna ke lye
----------

no likes.

Posted on November, 02 2011 11:49:07 AM

alone129


Age: 33 Male
4784 days old here
Total Posts: 284
Points : 36

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Barson ki chahat ko ik pal me badalty dekha hmny

Toot kar chahnay walon ko bat se mukarty dekha hmny

Naaz krty thy jo apni wafao par

Unhi ko befawai krty dekha hmny

Kase saja len sapny apni udas ankhon me

Hr khwab ko toot kr bikharty dekha hum ne

Krty thy jo wada hmesha sath chalny ka

Phr unhe ko rasta badalty dekha hm ne

Aitbar nhe raha sahil kise par kya karen!

Is aitbar ko kayee bar toot tay dekha hum ne.

no likes.

Posted on November, 02 2011 03:25:25 PM

alone129


Age: 33 Male
4784 days old here
Total Posts: 284
Points : 36

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
ULjhe_Huwe HaaLat_Ka Shikwa_Na_Kiya Kar

Khairaat_Mein Khushiyon_Ki Tamanna_Na Kiya_Kar

So_Baar_Kaha Itni_Mohabbat Nahi_Achi

So_Baar_Kaha Itna_Bharosa_Na Kiya_Kar

HaLaat_Tujh_Ko Mujh_Se_Na MiLne_Kabhi
Dein_Gay

AYE! Dost_Mere Meri_Tamanna Na_Kiya_Kar

Kya_Jaane_Ye Kis_Morh_Pey
Ley_Jaye Zamana

Tu_Mujh_Ko_Kisi PaL_Bhi_ALehda Na_Kiya_Kar

Mumkin_Hai_Kisi Roz_mar Jaon_Achanak

Tu_Mujh_Se_Pyar Itna_Ziyada_Na Kiya_Kar.

no likes.

Posted on November, 02 2011 03:26:25 PM

alone129


Age: 33 Male
4784 days old here
Total Posts: 284
Points : 36

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Kon chahe ga tmhen meri tarha

Ab kisi sy na mhbt krna

Ghr ka drwaza khula rakha hai

Wqt ml jaye to zehmat krna

no likes.

Posted on November, 02 2011 03:28:12 PM

alone129


Age: 33 Male
4784 days old here
Total Posts: 284
Points : 36

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Muhabbat DEAL Se Maawara Rishta Sahi
Phir Bhi
Chalo Ek DEAL Kertay Hain
Yeh Saraa Aasman Lay Lo
Mujhe Bus Woh Sitara Day Do
Tumharay Naam Se Jo Aasman Per Jhilmilata Hai
Mujhay Inn Guftugu Kerti Hui Aankhon Se Kiya Lena?
Mujhay Woh Un-Kahi Day Do
Jisay Sun?nay Ki Hasrat Main Hawa Tham Thum Ke Chalti Hai
Tumharay Reshmi Malboos Main Perti Hui Silwat
Tumharay Qurb Ki Dheemi Sulagti Aanch Si Garmi
Tumharay Paon Ki Aahat
Jo Tappti Dopaher Ko Sham Main Tabdeel Kerti Hai
Tumharay Paas Say Uthtti Hui Khushbo
Mujhay Inn Sab Se Kiya Lena?
Magar Inn Sab Ke Badlay Main
Mujhay Iss Be-yaqeeni Se Rehaee Day Do
To Acha Hai
Hawaa Ke Doosh Per Rakhay Diyay Jaisay
Meray Bujhtay Huay Dil Ko
kaha tak raqs karna haiiiii


no likes.

Posted on November, 02 2011 03:29:01 PM

alone129


Age: 33 Male
4784 days old here
Total Posts: 284
Points : 36

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
AHL-E-DIL Youn bhi nibah lete hain,

Dard seene mein chupa lete hein,

Dil ki mehfil main ujaalon k liye,

Yaad ki shama jala let hain,

Jalte mausum main bhi ye DEEWANE,

Kuch haseen phool khila lete hain,

Apni aankhon ko bana kar ye zubaan,

Kitne afsane suna lete hain,

Jin ko jeena hai Mohabbat k liye,

Apni hasti ko mita lete hain,

AHL-E-DIL youn bhi nibah lete hain,

Dard seene main chupa lete hain...

no likes.

Posted on November, 02 2011 03:29:42 PM

alone129


Age: 33 Male
4784 days old here
Total Posts: 284
Points : 36

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Kaise hote he har pal Muskurane wale,
.
Sab raaz hote nahi Batane wale.!
.
Kabhi tanhaiyo me aakar dekhna
.
Kaise rote hai sabko Hasane wale


no likes.

Posted on November, 02 2011 03:31:19 PM

alone129


Age: 33 Male
4784 days old here
Total Posts: 284
Points : 36

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Tare Andaaz_e_Wafa Say Pata ChaL Raha hai

…MOhSin…


K tm Humain Dheeray Dheeray BhooltaY Jaa Rahay Ho

no likes.

Posted on November, 02 2011 03:31:59 PM

alone129


Age: 33 Male
4784 days old here
Total Posts: 284
Points : 36

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Barson Bad B Zid Ki Aadat Na Badli….;

faraz


Kaash Hum Muhabbat Nahi Us ki Aadat hote….!!

no likes.

Posted on November, 02 2011 03:33:13 PM

alone129


Age: 33 Male
4784 days old here
Total Posts: 284
Points : 36

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Na janay kon thay jo ban gae manzil teri..
.
.
Hum tou raston ki tarha sirf teray paaon main rahay..

no likes.

Posted on November, 02 2011 03:34:05 PM

alone129


Age: 33 Male
4784 days old here
Total Posts: 284
Points : 36

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Lagta he Usko muj se
“Muhabt” nhi rhi

Wo”Ishq” wo “Pyar” wo “Chahat” nhi rhi

Mere”Dil” ka “Bhrm” toot sa gya

“dosT”

Wo”Kehta” he ab teri
“Zrort” nhi rhi.


no likes.

Posted on November, 02 2011 03:34:50 PM

alone129


Age: 33 Male
4784 days old here
Total Posts: 284
Points : 36

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Har aik se suna he k woh chand sa he SHAAM
Main aksar chand se kehta hoon tum us jese ho.

no likes.

Posted on November, 02 2011 03:35:50 PM

alone129


Age: 33 Male
4784 days old here
Total Posts: 284
Points : 36

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Dhondty They Tum Se Milna K Bhanay Kitne."

...Samne Reh Kr B Rahe Begaby Kitne "

Humne To Pyaar Ka Ek Pegham Hi Diya Tha Lekin,

Logon Ne Bana Liya Afsane Kitne."

Dil Faqat Ek Mazaar Pe Sajda Raiz Raha,

Sar Utha Kr Dekha To Beet Gye Zamane Kitne"

Jb B Mila Zindagi Mein Fareb Hi Mila,

Hum Khud Ko Samjhte Rhe Siyaane Kitne."

no likes.

Posted on November, 02 2011 03:36:24 PM

alone129


Age: 33 Male
4784 days old here
Total Posts: 284
Points : 36

Location:
lahore, Pakistan

Status : Offline
Kagaz Pe Humne Zindagi Likh Di,
Ashkon Se Sinch Kar,Khushi Likh Di.
. . . .
Dard Jab Humne Ubhara Lafzo Pe,
Logon Ne Kaha Wah Kya Gazal Likh Di.


no likes.

Posted on November, 02 2011 03:37:07 PM