MOHABBAT BE-WAFA HARGIZ NAHI HOTI Mohabbat Kerne Waale Laakh Andesho’n Main Ghir Jaye’n Mohabbat Ker k Pachtaye’n Tou Un K Apne Kehne Se LEKIN MOHABBAT BE-WAFA HARGIZ NAHI HOTI Mohabbat Sirf Ek Tarz-e-Ibaadat Hai Mohabbat Khud Khuda Hargiz Nahi Hoti Mohabbat Ek Dia Hai Jo Fasl-e-Dil Pe Roshan Hai Mohabbat Noor Ki Pehchaan Ka Pehla Hawala Hai MOHABBAT E UJALA HAI Mohabbat Ki Nahi Jati Ye Ho Jati Hai Aksar Aur Hojye Tou Tarapti Hai Aur Tarpati Bhi Aisa Hai Rago’n Main Khoon Na Chalta Hai Na Rukta Hai Sarapa Ajnabi Zakhmo’n Se Dukhta Hai Mohabbat Rog Ban Jati Hai , Rog Aisa K koi Kaam Kerne Ka Dil Nahi Chahta Hadh Ye K Marne Ko Jii Nahi Chahta. . . LEKIN MOHABBAT BE-WAFA HARGIZ NAHI HOTI
no likes.
|