Forums > Poetry / Ghazal Corner > Zauq-E-shairy
Asif007


Age: 37 Male
4809 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Zauq-E-shairy
tu gye dino me jo sath tha,mere qalb-o-jan ka sabaat tha
ye bila'waja tera roothna,meri zindgi ko mita na dy
tere samny mere hum'nafs,meri dharkano ki bisaat kya
tera is trha mujhe dekhna,kaheen meri umr ghata na dy

no likes.

Posted on November, 29 2011 12:14:23 PM


u143h


Age: 38 Male
4766 days old here
Total Posts: 38
Points : 26

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Wo meri har Baat se Ikhtilaf Karta hy

Chup chup k magar mera Twaaf Karta hy

Kahin koi Or Shakhs Mere Kareb na ho jaey

Is liey wo Sub ko mere Khilaf Karta hy.

no likes.

Posted on December, 12 2011 09:02:26 PM

u143h


Age: 38 Male
4766 days old here
Total Posts: 38
Points : 26

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
US nay salwa bh leye hun gay seya rang ky labas

Ab mahrm ki tara EID manati ho gi..............?

Hoti ho gi myre busy ki talb mein pagil..........''

Jab bhy zolfyun mein koi phool sajati ho gi

Roop day kir mojhe us mein kisy shzady ka

Apni sahelyun ko kahani wo sanati ho gi

no likes.

Posted on December, 12 2011 09:02:58 PM

u143h


Age: 38 Male
4766 days old here
Total Posts: 38
Points : 26

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Dil ki cohkhat pay jo aik deep jala rhkha hai

Tery Lot any ka Amkan saja rakha hai.......''

Jane waly ny kaha tha ky wo loty ga zuror

Aik esi aas pay darwaza khula Rakha hai

Rhuth jaty ho tu koch or hseen lagty ho..

Hum nay ye sooch ky he tum ko khfa rakha hay'

Sans tak bh nahen lety han tujhe sochty Waqat'

Hum nay as kaam ko ko bh kal pay Uta rakha hay

no likes.

Posted on December, 12 2011 09:03:39 PM

u143h


Age: 38 Male
4766 days old here
Total Posts: 38
Points : 26

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Zandgi ! ab ky myra naam shamil na karna"

Gar ye ty hai ky yehe khyeel dobara ho ga''

Jis ky hony sy meri sans chla karti thi ''

Kis tara us ky bagar gozara ho ga......''

Ishq karna hai to din rat usy sochna hy''

Our koch zyhan mein aya to khsara ho ga''

Moj ko malom hai junhen mein kdam rhkun ga''

Zandgi tyra koi or kanara ho ga...................''

no likes.

Posted on December, 12 2011 09:04:09 PM

Asif007


Age: 37 Male
4809 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
u143h said:

ab har koi shaair tou nahi na bhai yahan. but ap ko aam khane se gharz honi chahiye na k pair ginne se.................

hehehe .. sahi kaha mama ... aur ek waqt main 2 se zyada shair ya ghazal post na karen plz .. phr unko parhne ka mann nahi karta


no likes.

Posted on December, 12 2011 11:08:36 PM

Asif007


Age: 37 Male
4809 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline

Zauq - E - Shairy


Muhabbat ki tabiyat me
agar'chy gham nahi hota
Mgr hadsha judai ka
ghamon se kam nahi hota

Koi jugnu
koi tara
kahin se dhond kr laao
Gharon ko phoonk dene se
andhera kam nahi hota

Mohabbat krny waly to
hamesha sath rehte hain
Mohabbat me judai ka
koi mausam nahi hota

Mujhe chor kr khud b
sari umar tarpy ho
Koi aisi saza dete
tumhain to gham nahi hota

Zameen walon se ye keh kr dhal gya sooraj
Ujala baant dene se
ujala kam nahi hota...



no likes.

Posted on December, 12 2011 11:11:03 PM

Asif007


Age: 37 Male
4809 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
Zauq - E - Shairy

Azaab ye b ksi or pr nahi aya
K ek umr chaly
or ghar nahi aya

Us ek khwaab ki hasrat me jal bujhi aNkhaiN
Wo ek khwaab K
ab tak nazar nahi aya

KraiN to kis se kraiN na'rasaiyoN ka gila
Safar tamaam hua
hum'safar nahi aya

DiloN ki baat badan ki zabaN se keh dete
Ye chahty thy mgr
dil idhar nahi aya

Ajeeb hi tha mere door-E-gumrahi ka rafeeq
BichaR gya to
kabi lout kr nahi aya

Hareem-E-lafz-O-maani se nisbataiN b rahiN
Mgr saliqa-E-arz-E-hunar nahi aya...



no likes.

Posted on December, 12 2011 11:17:00 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4818 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Aaj badal kalay gehray hain,
aaj chand pay lakhon pehray hain,

Kuch tukray tumhari yaadon k,
bari dair say dil mein thehray hain,

no likes.

Posted on December, 13 2011 09:06:31 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4818 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Yeh sach hai k Aa jata hai shohrat ka Asar..
insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hain..

Aur bewafa badle ya naa badle..
Waqt aane par wafadar badal jate hain.

no likes.

Posted on December, 13 2011 09:07:20 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4818 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Kuch Is Liye Bhi Raat Ko Ghar
Se Nikal Aata Hon Main

Sardiyon K Chand K0
Ehsas Na H0 Tanhayi Ka

no likes.

Posted on December, 13 2011 09:07:55 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4818 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Kabhi to ki hogi suraj ne chand say mohabbat
Tabhi to chand mein daagh hay,

Mumkin hai ki chand ne ki hogi bewafai
Tabhi to suraj mein aag hay.

no likes.

Posted on December, 13 2011 09:09:17 PM

u143h


Age: 38 Male
4766 days old here
Total Posts: 38
Points : 26

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Asif007 said:

u143h said:

ab har koi shaair tou nahi na bhai yahan. but ap ko aam khane se gharz honi chahiye na k pair ginne se.................

hehehe .. sahi kaha mama ... aur ek waqt main 2 se zyada shair ya ghazal post na karen plz .. phr unko parhne ka mann nahi karta

haan itna faltoo waqt kis k paas hai? agar hota tou 3 4 aur reply hi kar daite. chal mama tou kehta hai tou maan laite hain

no likes.

Posted on December, 13 2011 09:59:55 PM

u143h


Age: 38 Male
4766 days old here
Total Posts: 38
Points : 26

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Aansu ko palko tak laya mat karo,
Dil ki baat kisi ko bataya mat karo,
Log muthi mein namak liye phirte hai,
apne zakham unhe dikhaya mat karo.

no likes.

Posted on December, 13 2011 10:01:10 PM

u143h


Age: 38 Male
4766 days old here
Total Posts: 38
Points : 26

Location:
Lahore, Pakistan

Status : Offline
Samjha do apni yadoon ko,
wo bin bulaye pas aaya karti hain,
aap to dur reh kar satate ho magar,
wo pas aakar rulaya karti hain

no likes.

Posted on December, 13 2011 10:01:40 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
5067 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Aaya hi tha khayal k ankain chalak gahain.

Aanson kisi k yaad k kitne qareeb thy.

no likes.

Posted on December, 14 2011 12:25:13 AM

Asif007


Age: 37 Male
4809 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
@u143h

hehehe... aap b agaye mama pe

no likes.

Posted on December, 14 2011 01:38:20 AM

sajjiaroma76


Age: 48 Male
5060 days old here
Total Posts: 1289
Points : 152

Location:
Islamabad Capital City, Pakistan

Status : Offline
Woh bhi kia din the..
ammi ki goad or papa
ke kandhe..
na parhaii ki soch..
na life ke funde!
na kal ki chinta..!
na future ke sapne..!
ab kal ki hai fikar
aur adhure hain sapne..!
murr ke dekha to..
buhat door hain apne
manzilon ko dhoondtey
hue kahan khogaye ham?
kitni jaldi itne barey
ho gaye ham..!

no likes.

Posted on December, 14 2011 09:40:11 AM

sajjiaroma76


Age: 48 Male
5060 days old here
Total Posts: 1289
Points : 152

Location:
Islamabad Capital City, Pakistan

Status : Offline
Chaman veeran he ab tak shagoofy khil ni pae,
Bari takheer kr di he ksi ne muskurany mein

no likes.

Posted on December, 14 2011 09:50:01 AM

brightsky2020


Age: 34 Male
4818 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
yeh dard e mohabbat ka itna sa hai afsana
nazaroon hi nazroon mey.. mey ho gya diwana

aik khowab dekha hai tabiir nahi banti
tasveer banata hoo tasveer nahi bantiii

no likes.

Posted on December, 14 2011 09:40:29 PM

brightsky2020


Age: 34 Male
4818 days old here
Total Posts: 1164
Points : 352

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
"Ajeeb logon ka basera hai teray es shehar mai 'MOHSIN,,"

"Anaa mai mit jatay hain magar yaad nahe kartay"

no likes.

Posted on December, 14 2011 09:41:03 PM