Whohi rahber wohi talib mager ahsas nahin hein Who fikro shok o lagan bahtari ilmas nahin heinHumari souch ko soucho gay tu pohncho gay kab yaro hein kuch ilfaz jo ab shairon k paas nahin hein Bhouhat hum ney dikhey hein tumhein bhi pyar k mousam Laga hai yeh k humein pyar bhi ab rass nahin hai Kabhi samjo kabhi soucho zara Aamir k jazbon ko Humein ab souchtey rehney ki zara pyass nahin hai Kahan gum ho khayalon ki falak beeni fazaon mein Tu mat doundo humein shair bhi hum kuch khas nahin hein Tum bichrey ho tu such boulon humari kia kaifiyat hai Barasti tu yeh ankhein hein mager udas nahin hein
no likes.
|