Forums > Poetry / Ghazal Corner > Zauq-E-shairy
Asif007


Age: 37 Male
4809 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Zauq-E-shairy
tu gye dino me jo sath tha,mere qalb-o-jan ka sabaat tha
ye bila'waja tera roothna,meri zindgi ko mita na dy
tere samny mere hum'nafs,meri dharkano ki bisaat kya
tera is trha mujhe dekhna,kaheen meri umr ghata na dy

no likes.

Posted on November, 29 2011 12:14:23 PM


owaisahmed55


Age: 36 Male
5067 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
""" Naat-e- Rasool-e-Maqbool S.A.W.W """"
Aap Sab Ko Rabi Ul Awal Mubarak Ho

Husn-e-Mehboob-e-Khudaa Mein Gumm Hoon
Ek Pur Noor Fizaa Mein Gumm Hoon,

Un Ki Saansun Ki Mahek Aur Mere Ashk
Jaan Fizaa Aab-o-Hawaa Mein Gumm Hoon,

Dekhta Hoon Unhein Aate Jaate
Yoon Naqoosh-e-Kaf-e-Paa Mein Gumm Hoon,

Sangreze Bhi Hain Naghmaat Ba Labb
Ek Ajab Shaher-e-Nawaa Mein Gumm Hoon,

Baatein Aaqa Ki Sunaata Hai Uhad
Us Kay Damaan-e-Safaa Mein Gumm Hoon,

Kitna Dilkash Hai Tareeq-e-Hijrat
"Taieb" Is Raah-e-Wafaa Mein Gumm Hoon.

no likes.

Posted on January, 24 2012 11:48:14 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
5067 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Insaan be kiya shay hai:

Dolat kamane ke liye apni sehat kho deta hai
0r
Phir sehat ko wapis paane ke liye apni dolat kho deta hai

Mustaqbil ko soch ke apna hal zaya kar deta hai
or
Phir mustaqbil me apna maazi yaad kar ke rota hai

Jeeta aisay hai jaisay kabhi mare ga hi nahi
0r
Mar aisay jata hai jaise kabhi jiya hi nahi.

no likes.

Posted on January, 24 2012 11:49:16 PM

Afzal


Age: 32 Male
5055 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Aur ye khud tum kya kr rahey ho.
Ab itny genius b nahi ho k khud shairi likho

no likes.

Posted on January, 24 2012 11:50:18 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
5067 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Tum Ko Uljha ker kuch Swaalon Main,
Mainay Ge bher K Tum Ko Dekh Lia....

no likes.

Posted on January, 24 2012 11:59:30 PM

owaisahmed55


Age: 36 Male
5067 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Afzal said:

Aur ye khud tum kya kr rahey ho.
Ab itny genius b nahi ho k khud shairi likho

mene kab kaha ka me genious hu
ya to aap bol rahe ho me genious hu
thanks
me aisa he hu

no likes.

Posted on January, 25 2012 12:00:39 AM

Afzal


Age: 32 Male
5055 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Mene tu 2 , 4 ghazals kya post kr dein tum tu pechey he par gaye
Aur khud tu pori book he copy paste kr di

no likes.

Posted on January, 25 2012 12:10:08 AM

lonywala74


Age: 32 Female
4715 days old here
Total Posts: 2
Points : 0

Location:
Rahim , Pakistan

Status : Offline
Barishon K Mosam Mey Tmko Yad Krny Ki Addatain Purani Hain
Ab K Humne Socha He K Addatain Badal Dalain
Pher Kheyal Atta He K Addatain Badalne Se
Barishain Ruk Nahin Jati .......

no likes.

Posted on January, 25 2012 01:58:01 PM

lonywala74


Age: 32 Female
4715 days old here
Total Posts: 2
Points : 0

Location:
Rahim , Pakistan

Status : Offline
In Barishaon Sy Dosti Achi Nahi FARAAZ
Kacha Tera Maqaan He Kuch Tu Keyal Kar........

no likes.

Posted on January, 25 2012 02:02:55 PM

juntalman


Age: 34 Male
4728 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
vaqt jo mere iKhtiyaar me.n thaa
mai.n usii vaqt ke hisaar me.n thaa

no likes.

Posted on January, 25 2012 06:24:19 PM

juntalman


Age: 34 Male
4728 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
Khii.nch laayaa use bhii maqtal tak
vo jo ik lutf iqtadaar me.n thaa


no likes.

Posted on January, 25 2012 06:25:48 PM

juntalman


Age: 34 Male
4728 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
kal huaa qatl shahar jis ke sabab
husn ab bhii usii singaar me.n thaa

no likes.

Posted on January, 25 2012 06:26:44 PM

juntalman


Age: 34 Male
4728 days old here
Total Posts: 1607
Points : 97

Location:
Hassan Abdal, Pakistan

Status : Offline
lauT aa_uu.Ngaa surKh-ruu ho kar
saaraa lashkar is intezaar me.n thaa

no likes.

Posted on January, 25 2012 06:27:17 PM

Asif007


Age: 37 Male
4809 days old here
Total Posts: 1118
Points : 415

Location:
Hyderabad, Pakistan

Status : Offline
juntalman ji ek din main 3 shair zyada post na karen nahi to kahi zauq na lag jae aap ko

no likes.

Posted on January, 26 2012 12:08:53 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
5067 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Duniya k darmiyan aise raho

jaise zaban 32 danton k bech me rehti hain...!!!

Milti sab se hain magr dabti kisi se nahi..!!!

SALAM N GOOD MORNING TO ALL..!!!!

no likes.

Posted on January, 26 2012 11:34:14 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
5067 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Kaash k ab ki baar wo yeh keh dey...!!!
Aoo k tanha ho,,
teri tarah ...
tere bin..
tere lye..!!!

no likes.

Posted on January, 26 2012 11:34:58 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
5067 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Log Kehte Hain Zamaane Mein Muhabbat Kam Hai
Yeh Agr Sach Hai To Is Mein Haqeeqat Kam Hai,

Chand Logon Ne Agr Mehal Banaa Rakhe Hain
Iska Matlab Nhi K Shaher Mein Ghurbat Kam Hai,

Ek Hum Hi The Jo Faraamosh Howe Yun Warna
Bhool Jaane ki Us Shakhs ko Aadat Kam Hai,

Kiyun Na Hum Chor Chalen Shaher Ki Ronaq "FARAZ"
Waise Bhi Ise Ab Apni Zaroorat Kam Hai...!!!

no likes.

Posted on January, 26 2012 11:35:28 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
5067 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
yeh lafzon ki shararat hai, sambhal kr kch b likhna tm,

Muhabbat lafz hai laikin ye aksar ho bhi jaati hai.

no likes.

Posted on January, 26 2012 11:35:59 AM

owaisahmed55


Age: 36 Male
5067 days old here
Total Posts: 10102
Points : 122

Location:
karachi, Pakistan

Status : Offline
Usey keh Do, wo Mera hai Begana Ho nahi sakta..
Bohat Nayab hai usjasa zamaana ho nahi sakta.. Tumhare Saath jo Guzra, wo Mousam yaad Ata hai...
Tumhare Bad koi Mousam Suhana ho nahi sakta... chaupane se nahi chupta, Dikhawe se nahi Dekhta..
Ye Atish-e-Ishq hai iis me Bahana ho nahi sakta... Tu Dil pe Naqsh ho jay, Nigahon me sama jaye...
Ke es Dil me kisi ka Phir se Aana ho nahi sakta..

no likes.

Posted on January, 26 2012 02:12:46 PM

Afzal


Age: 32 Male
5055 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Seekha Hai Jab Se Main Ne Falsfa-e-Zindagi,

Kaisay Kahoon K Us Ka Rawayya Badal Gaya...

Jiss Ne Kaha Tha Saath Chalein Gey Tamam Umr,

Badla Hawa Ne Rukh To Waada Badal Gaya...

Un Ko Tha Ye Gumaan, Wo Dil Haar Jaein Gey,

Shayad Issi Liye Unka Iraada Badal Gaya...

Hairat Hai ye ''Faraz'' K Muddat Qaleel Mein,

Wo Shakhs Meri Soch Se Zyada Badal Gaya....!

no likes.

Posted on January, 26 2012 05:09:11 PM

Afzal


Age: 32 Male
5055 days old here
Total Posts: 2745
Points : 9

Location:
Mirpur khas, Pakistan

Status : Offline
Wasi Shah
Zindagi Kanch Ka KhiLoNa!
Akhir Toot JaNa Hy

Do Ghari Baith mere Paas
Mujh Ko Boht Door JaNa Hy

Tu nE HaNsi Dekhi Hy,
mere Gham nhi Dekhe

Mere Paaon mE Musafaton K Zakham nhi Dekhe

Yadon Ka HasiL B Akhir,
BhooL JaNa Hy

main Us ko PaNe Ki Khuwahish mE, Khud Ko Kho Betha Hoon

Jo Mera Ho nhi Sakta,
main Uska Ho Betha Hoon

Bohat Masoom Chahat Hy,
Barra ZaLim ZamaNa Hy

Zindagi KaaNch Ka KhiLoNa..!
AKHIR
TOOT JANA HAI....

no likes.

Posted on January, 26 2012 05:10:44 PM