Forums > General Talks > Golden Words
  • Page 1 of 1
  • 1
Shahzar


Age: 33 Male
4606 days old here
Total Posts: 263
Points : 84

Location:
Faisalabad, Pakistan

Status : Offline
Subject : Golden Words
Gunah main lazzat zarur hai but sakoon nahi


Baat alfaaz ki nahi lahjay ki hoti hai


INsaaan beemari k darrr say khana peena chor sakta hai magar aakhrat k khof say gunah nahi chor sakta

no likes.

Posted on November, 01 2011 12:01:23 PM


0irha0


Age: 30 Female
4113 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
"Apne Behtreen Waqt..............."
Apne behtreen Waqt Ko
Namaz K Liye Waqf Kro
Q K Tumhare Sab Kam Tumhari
Namaz K Bayis Qubool Honge
Hazrat Ali(R.A.)

no likes.

Posted on August, 27 2014 03:06:51 PM

0irha0


Age: 30 Female
4113 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
""""Mushki tareen kaam behtreen logon ke hissay main aate
hain,,,
kyun ke wo usay hal KaRNay ki salahiyat rakhte
hain....."""""

(HAZRAT ALI a.s).

no likes.

Posted on August, 28 2014 11:54:38 AM

Awais148


Age: 30 Male
4079 days old here
Total Posts: 12184
Points : 198

Location:
Attock, Pakistan

Status : Offline
buht acha kaha hai ap ne buht achi baat kahi hai kun ke ye aik haqeeqat hai jis ke bare mian ham sab jante hain

no likes.

Posted on August, 28 2014 09:00:30 PM

0irha0


Age: 30 Female
4113 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline
Dost k saath kabhi Bhi aisi Laraai Mat KRNA.
k.
Laraai jeet jao or apne behtreen dost ko haar jao.
Hazrat Ali (R.A)

no likes.

Posted on August, 29 2014 06:25:16 PM

0irha0


Age: 30 Female
4113 days old here
Total Posts: 7616
Points : 16

Location:
....., Pakistan

Status : Offline

Hazrat Ali A.S Ne Farmaya,
Jahan Sadaaqat (Sachai)Aur Khuloos
Nazar Aaye Wahaan Dosti Ka
Hath Barhao WaRNa Tumhari TANHAEE
Tumhari behtreen Saathi Hai.

no likes.

Posted on August, 31 2014 12:28:05 PM

  • Page 1 of 1
  • 1